mera dil jis dil pe fida hai
ek bewafaa hai
ha mohabbat ki ye saza hai
tu bewafaa hai
EK BEWAFAA HAI
mera dil jis dil pe fida hai
ek bewafaa hai
ha bewafaa hai
ek bewafaa hai
koi sheesha agar tute
badi aawaz hoti hai
magar dil tut jane ki sada koi nahi sunta
main deewana main deewana
main deewanapan karta hu
uski yaadon main jita hu
uski chaahat main marta hu
kya haal hai mere is dil ka
bedard hai woh kya janegi
main laakh use samjhaoonga
phir bhi na kehna manegi
kitni jaalim uski ada hai
tu bewafaa hai
ha bewafaa hai
ek bewafaa hai
mera dil jis dil pe fida hai
ek bewafaa hai
ha bewafaa hai
ek bewafaa hai
use bhi neend na aaye
woh bhi jaage tamam raat
woh bhi kisike pyaar main tadpe khuda kare
usne mujhko tadpaye hai
mai bhi usko tadpaoonga
main aaj bhari is mehfhil main
usko ruswaa kar jaoonga
woh sar ko jhukaye baithe hai
dekho gairon ki bahoon main
har ghadi mujhe jiska nasha hai
tu bewafaa hai
ha bewafaa hai
ek bewafaa hai
mera dil jis dil pe phida hai
ek bewafaa hai
ha bewafaa hai
ek bewafaa hai