FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from BAROOD

Read available BAROOD lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Ab Main Kya Bolu

Singer: LATA MANGESHKAR

Lyrics of Ab Main Kya Bolu

rang rangiilaa saanvaraa mohe mil gayo jamunaa paar hoe vaase nainaa chaar ab main kaa boluu.n sarkaar ab main kaa boluun ... niir bharan ko jab-jab jaauun taake chandra chakor aate-jaate rok le rastaa, na maane chit-chor dhaagaa ho to tor bhii daaruun priit pe kisa kaa jor sainyaa chhde biich bazaar ab main kaa boluun sarkaar ab main kaa boluun ... natakhat mohan baaj na aayaa diinii gaagar tod phuul sii naajuk naram kalaayii jaalim ne dii mod phans gayii morii jaan gajug mein bhaagii chunarii chhod sainyaa chhede biich bazaar ab main kaa boluun sarkaar ab main kaa boluun ...

Atkan Batkan Dahi Chatokan

Singer: LATA MANGESHKAR, HONEY IRANI

Lyrics of Atkan Batkan Dahi Chatokan

Atakan Batakan Dahii Chatokan Raajaa Gaye Dilli Saat Katorii Laaye Ek Katorii Tuut Gayii Munne Kaa Dil Luut Gayii - 2 Chandaa Kii Gend Tujhe Laa Duungii Munaa Laa Duungii Munaa Bijalii Kaa Ballaa Mangaa Duungii Munnaa Mangaa Duungii Munnaa Munnaa Meraa Le Legaa Phir To Ghar Mein Khelegaa -2 Geind Loge Yaa Balaa Ballaa Jug-Jug Jiyo Mere Lallaa Atakan Batakan Dahii Chatokan Raajaa Gaye Dilli Saat Katorii Laaye Ek Katorii Tuut Gayii Munne Kaa Dil Luut Gayii - 2 [ Atkan Batkan Dahi Chatokan Songs Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ] Baadal Kaa Haathii Hawaayon Kaa Ghodaa Hawaayon Kaa Ghodaa Baithegaa Munnaa Lgaayegaa Kodaa Lgaayegaa Kodaa Haathii Phir To Jhuumegaa Desh Desh Mein Ghuumegaa - 2 Ghodaa Loge Yaa Haathii Haathii Main Munne Kii Saathii Atakan Batakan Dahii Chatokan Raajaa Gaye Dillii Saat Katorii Laaye Ek Katorii Tuut Gayii Munne Kaa Dil Luut Gayii -2 Taaron Kii Jhilmil Topi Banaa Ke Topii Banaa Ke Shabanam Ke Motii Usamein Lagaa Ke Usamein Lagaa Ke Tujhako Main Pahanaauungii Teraa Byaah Rachaauungii -2 Motii Loge Yaa Taaraa Taaraa Meraa Laal Badaa Hii Pyaaraa Atakan Batakan Dahii Chatokan Raajaa Gaye Dillii Saat Katorii Laaye Ek Katorii Tuut Gayii Munne Kaa Dil Luut Gayii -2 Atakan Batakan Dahii Chatokan Raajaa Gaye Dillii Saat Katorii Laaye Ek Katorii Tuut Gayii Munne Kaa Dil Luut Gayii -2 [ Atkan Batkan Dahi Chatokan Songs Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ]

Bada HiKhubsurat Is Jagah Ka

Singer: KISHORE KUMAR

Lyrics of Bada HiKhubsurat Is Jagah Ka

ha ... bada hi khoobasuurat is jagah ka har nazaara hai hai, magar phir bhi kisi ka naam lekar dil pukaara hai matalab jo samajhe mere sandesh ka, matalab jo samajhe matalab jo samajhe mere sandesh ka, is desh mein hai koi kya mere desh ka matalab samajhe jo, mere sandesh ka ye chehare, ye aankhen - 2 (badale libaas rang roop to vohi hai, yaadon ki chhaaon dhoop to vohi hai ) -2 kya phaayadaa, kya phaayada phir is bhesh ka, is desh mein hai koi kya mere desh ka matalab samajhe jo, mere sandesh ka matalab jo samajhe ... vo maatee, vo pani - 2 (a mil ke phoolon ki baaten karenge, saavan ke jhoolon ki baaten karenge ) - 2 mil ke sahen, mil ke sahen ye gam paradesh ka is desh mein hai koi kya mere desh ka matalab samajhe jo, mere sandesh ka matalab jo samajhe ...

Chala Chal Chala Chal

Singer: MOH. RAFI

Lyrics of Chala Chal Chala Chal

musiibat ik khilaunaa hai terii maasuum raahon mein guzar jaa haan guzar jaa khelataa dharatii kii baanhon mein chalaa chal chalaa chal gar hai andheraa -2 teraa sahaaraa bhagawan teraa chalaa chal chalaa chal gar hai andheraa -2 jag hai saagar tuu hai tinakaa bahataa chalaa jaa baandh le himmat chhod de ronaa hansataa chalaa jaa dhalengii ye raatein milegaa saveraa -2 teraa sahaaraa bhagawan teraa chalaa chal chalaa chal gar hai andheraa -2 aandhii aaye tuufaan aaye phir bhii lade jaa wo rakhawaalaa saath hai tere aage badhe jaa banegaa ujaalaa yahii to andheraa -2 teraa sahaaraa bhagawan teraa chalaa chal chalaa chal gar hai andheraa -2

Matlab Jo Smajhe

Singer: KISHORE KUMAR

Lyrics of Matlab Jo Smajhe

badaa hi khubsurat is jagah ka har nazara hai hai, magar phir bhi kisi ka naam lekar dil pukara hai matalab jo samjhe mere sandesh ka, matalab jo samajhe matalab jo samajhe mere sandesh ka, is desh mein hai koi kya mere desh ka matalab samajhe jo, mere sandesh ka ye chehare, ye aankhein - 2 (badale libaas rang ruup to vohii hai, yaadon ki chhaaon dhuup to vohii hai ) - 2 kya phayda, kya phayda phir is bhesh ka, is desh mein hai koi kya mere desh ka matalab samajhe jo, mere sandesh ka matalab jo samajhe ... vo maatii, vo pani - 2 (aa mil ke phuulon ki baatein karenge, saavan ke jhuulon ki baatein karenge ) - 2 mil ke sahen, mil ke sahen ye gam paradesh ka is desh mein hai koi kya mere desh ka matalab samajhe jo, mere sandesh ka matalab jo samajhe ...

Rang Rangeela Saanvra

Singer: LATA, CHORUS

Lyrics of Rang Rangeela Saanvra

rang rangeela saanvara mohe mil gayo jamuna paar hoe vaase naina chaar ib main ka boloon sarkaar ib main ka boloon ... neer bharan ko jab-jab jaaoon taake chandra chakor aate-jaate rok le rastaa, na maane chit-chor dhaaga ho to tor bhi daaroon preet pe kisa ka jor sainya chhde beech bazaar ib main ka boloon sarkaar ib main ka boloon ... natakhat mohan baaj na aaya deeni gaagar tod phool si naajuk naram kalaai jaalim ne di mod phans gai mori jaan gajug mein bhaagi chunari chhod sainya chhde beech bazaar ib main ka boloon sarkaar ib main ka boloon ...

Teri Aankhon Ka Rang

Singer: LATA MANGESHKAR, MOH. RAFI

Lyrics of Teri Aankhon Ka Rang

ra : terii aankhon kaa rang niraalaa hai -2 la : merii aankhon mein tuu matawaalaa hai -2 ra : terii ulfat se dil mein ujaalaa hai -2 la : dil kii nayiyaa kaa tuu rakhawaalaa hai -2 ra : phuul saa cheharaa honth gulaabi hosh ganvaa den nain sharaabi la : tuu hai dil mein aankh ke til mein jaise raahii ho manzil mein tuu hai dil mein aankh ke til mein ho ho ho ra : terii aankhon kaa rang niraalaa hai la : merii aankhon mein tuu matawaalaa hai ra : terii ulfat se dil mein ujaalaa hai -2 la : dil kii nayiyaa kaa tuu rakhawaalaa hai -2 ra : chaand gagan mein phuul chaman mein lekin tuu hai mere man mein la : pyaar ke badaraa aankhon ke kajaraa daal gale mein baanhon ke gajaraa pyaar ke badaraa aankhon ke kajaraa ho ho ho ra : terii aankhon kaa rang niraalaa hai la : merii aankhon mein tuu matawaalaa hai ra : terii ulfat se dil mein ujaalaa hai -2 la : dil kii nayiyaa kaa tuu rakhawaalaa hai -2

Teri Aankhon Ka Rang Nirala Hai

Singer: LATA MANGESHKAR. RAFI

Lyrics of Teri Aankhon Ka Rang Nirala Hai

ra : teri aankhon ka rang niraala hai -2 la : meri aankhon mein tu matawaala hai -2 ra : teri ulfat se dil mein ujaala hai -2 la : dil ki naiya ka tu rakhawaala hai -2 ra : phool sa chehara honth gulaabi hosh ganva den nain sharaabi la : tu hai dil mein aankh ke til mein jaise raahi ho manzil mein tu hai dil mein aankh ke til mein ho ho ho ra : teri aankhon ka rang niraala hai la : meri aankhon mein tu matawaala hai ra : teri ulfat se dil mein ujaala hai -2 la : dil ki naiya ka tu rakhawaala hai -2 ra : chaand gagan mein phool chaman mein lekin tu hai mere man mein la : pyaar ke badara aankhon ke kajara daal gale mein baanhon ke gajara pyaar ke badara aankhon ke kajara ho ho ho ra : teri aankhon ka rang niraala hai la : meri aankhon mein tu matawaala hai ra : teri ulfat se dil mein ujaala hai -2 la : dil ki naiya ka tu rakhawaala hai -2

Teri Duniya Mein Nahi

Singer: LATA MANGESHKAR, CHORUS

Lyrics of Teri Duniya Mein Nahi

la : teri duniya mein nahi koi hamaara apana besahaaron ko zara de de sahaara apana de de sahaara apana teri duniya mein nahi koi hamaara apana cho : besahaaron ko zara de de sahaara apana de de sahaara apana la : roop laakhon hain tere hoon koi majaboor nahi koi zarra nahi jisamein ke tera noor nahi apane bandon se kisi haal mein tu door nahi -2 toone har kaam jo bigada wo sanwaara apana cho : besahaaron ko zara de de sahaara apana de de sahaara apana la : aaye toofaan jo gareebon ko mitaane ke liye cho : aaye toofaan la : aaye toofaan jo gareebon ko mitaane ke liye aaye mushkil jo yateemon ko sataane ke liye cho : apane bachchon ko tu a jaana bachaane ke liye -2 bachaane ke liye -2 cho : apane bachchon ko tu aana bachaane ke liye -2 Part2 la : tu hi himmat de inhen chaahane waale hain tere tu hi apana le hamein gaate hain teri rachana ko : besahaaron ko zara de de sahaara apana de de sahaara apana la : roz lete hain tera naam jiye jaate hain pyaas lagati hai to aansu hi piye jaate hain ham bure hi sahi lekin tere kahalaate hain tu daya ki hai nadi tu hai kinaara apana cho : besahaaron ko zara de de sahaara apana de de sahaara apana
Back to Film List

About BAROOD Songs and Lyrics

Explore the BAROOD soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for BAROOD.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics