FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from CHAMELI

Read available CHAMELI lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Bhaage re mann

Singer: SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Bhaage re mann

Beheta hai mann kahin, kahaan jaante nahin -2 koyi rokle yahi Bhaage re mann kahin, aage re mann chala, jaane kidhar jaanu na -2 Beheta hai mann kahin, kahaan jaante nahin, koyi rokle yahin Bhaage re mann kahin, aage re mann chala, jaane kidhar jaanu na -2 Aa...haan�aa� Ho�chale thhandi hawa�ho�sang mann bhi gaya Dhhundhhu main kahaan usko, batlaaye koyi mujhko Ke haan haan haan re Bhaage re mann kahin, aage re mann chala, jaane kidhar jaanu na -2 Beheta hai mann kahin, kahaan jaante nahin, koyi rokle yahin Haan�haaye aisa sama�hmm�phir hoga kahaan Jee loon main isse khulke, saawan bhi zara khulke Arre sun sun sun Bhaage re mann kahin, aage re mann chala, jaane kidhar jaanu na -2 Beheta hai mann kahin, kahaan jaante nahin, koyi rokle yahin Bhaage re mann kahin, aage re mann chala, jaane kidhar jaanu na -2

Bheegi hui koyi

Singer: SUNIDHI CHAUHAN & JAVED ALI

Lyrics of Bheegi hui koyi

Javed Haan�aa�haan�haan haan haan, haan haan Sunidhi: Bheegi huwi koyi shaam woh Mehka huwa koyi naam woh Bin baat hi hoti hai nilaam woh Mash-hoor hai phir bhi badnaam woh Jaane huwa hai aaj kya hamein na ham Jaane kyun ham ko yaad� aaye woh Ab is tarha usko sochta hoon Guzre huwe woh pal rokta hoon Javed: Woh pal kahin kho gaye hain jo apne Aur saath bhi ho gaye hain jo sapne Jaane huwa hai aaj kya hamein na ham Jaane kyun ham ko yaad� aaye woh Javed: Woh roshni woh aag hai Ya phir koyi charaag hai Jisse dheere dheere hai jalna Jisse is tarha hi hai chalna Sunidhi: Kissi mod pe woh aaj bhi qandeel si jalegi Shaher ki dhoop si bewaqt hi dhhalegi Javed: Kyun hamko yaad� aaye woh Sunidhi: Bheegi huwi koyi shaam woh Mehka huwa koyi naam woh Bin baat hi hoti hai nilaam woh Mash-hoor hai phir bhi badnaam woh Both: Jaane huwa hai aaj kya hamein na ham Jaane Javed: Kyun ham ko yaad aaye woh...

Jaane kyun hamko

Singer: SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Jaane kyun hamko

Bheegi huwi koyi shaam wo Mehka huwa koyi naam woh Bin baat hi hoti hai nilaam woh Mash-hoor hai phir bhi badnaam woh Jaane huwa hai aaj kya hamein na ham Jaane kyun ham ko yaad� aaye woh Ab is tarha usko sochta hoon Guzre huwe woh pal rokta hoon Woh pal kahin kho gaye hain jo apne Aur saath bhi ho gaye hain jo sapne Jaane huwa hai aaj kya hamein na ham Jaane kyun ham ko yaad� aaye woh Woh roshni woh aag hai Ya phir koyi charaag hai Jisse dheere dheere hai jalna Jisse is tarha hi hai chalna Kissi mod pe woh aaj bhi qandeel si jalegi Shaher ki dhoop si bewaqt hi dhhalegi Kyun hamko yaad� Bheegi huwi koyi shaam woh Mehka huwa koyi naam woh Bin baat hi hoti hai nilaam woh Mash-hoor hai phir bhi badnaam woh Jaane huwa hai aaj kya hamein na ham Jaane Kyun ham ko yaad aaye woh...

Sajna ve sajna

Singer: SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Sajna ve sajna

Mann saath samandar dol gaya jo tu aankhon se bol gaya Oh� mann saath samandar dol gaya jo tu aankhon se bol gaya Le teri ho gayi yaar sajna ve sajna, ho sajna mere yaar sajna ve sajna Jo saath samandar dol gaya tere pyaar mein le bin bol gaya -2 Le teri ho gayi yaar sajna ve sajna, oh sajna mere yaar sajna ve sajna Oh re oh sajna oh... Tujhe bhar loon apni aankhon mein, in aankhon ko main kholoon na Kholoon apni baaton main phir is duniya se boloon na Bhar loon apni aankhon mein, in aankhon ko main kholoon na Kholoon apni baaton main phir is duniya se boloon na Ho... Main dekhoon main baat karoon tere saath jeeyoon tere saath maroon -2 Le teri ho gayi yaar sajna ve sajna, ho sajna mere yaar sajna.. Sajna�sajna... Tu aur kissi ka na hona, main jeete jee mar jaaungi Teri khaatir duniya se ab tanha hi lad jaaungi Aur kissi ka na hona, main jeete jee mar jaaungi Teri khaatir duniya se ab tanha hi lad jaaungi Maine tujhko kahaan piya ye tan-man tere naam kiya -2 Le teri ho gayi yaar sajna�oh sajna mere yaar sajna ve sajna Mann saath samandar dol gaya jo tu aankhon se bol gaya� Oh� mann saath samandar dol gaya jo tu aankhon se bol gaya Le teri ho gayi yaar sajna ve sajna, ho sajna mere yaar sajna ve sajna Ho�sajna�sajna�sajna�sajna�sajna�

Ye lamha

Singer: SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Ye lamha

Thaki thaki si shaam phir jawaan hone lag Ujaalon ne, churaaye hain, raat ke sab nishaan abhi abhi Zindagi ud rahi, banke dhuwaan dhuwaan Kal mile na mile, kya pata kal kahaan Aa sawaaroon tujhe, ke jeeloon main ye.. lamha Jab yahaan dil se dil mile phir se pyaar ki ik hawa bahein Baahein phelaaye aa gaye, milne ko beqaraarse Dhhundhhte phirte the, kaun ye khoj se Baithhe hain peheluwon mein ek ek qisse Hasratein thi kissi ki, kissi ki na ho gayi Thaki thaki si shaam phir jawaan hone lagi Ujaalon ne yeah�oh�oh�yeah� Aasmaan se utarta shor, chamak raha hai bor bor Jhilmilaati huwi, ye raat gaati huwi Ik suhaagan si raat, ye suhaana sama Kal mile na mile, kya pata kal kahaan Aao sawaaroon tujhe, ke jeeloon main Thaki thaki si shaam phir jawaan ho gayi -3 thaki thaki thaki thaki (Ho gayi�shaam jawaan�aahaa�ahaa�ahaa�ahaa�aa�)
Back to Film List

About CHAMELI Songs and Lyrics

Explore the CHAMELI soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for CHAMELI.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics