FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from DIL DIYA HAI

Read available DIL DIYA HAI lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Afasana Banake Bhul Na Jana

Singer: HIMESH RESHAMIYA, TULSI KUMAR

Lyrics of Afasana Banake Bhul Na Jana

afsana banake bhul na jaan deewana banake durr na jaana afsana banake bhul na jaana deewana banake durr na jaana ishq mera ishq deewana ishq mera ishq deewana afsana banake bhul na jaana deewana banake durr na jaana afsana banake bhul na jaana deewana banake durr na jaana tanha na chhodna kasmein na todna tanha na chhodna kasmein na todna ishq mera ishq deewana afsana banake bhul na jaana deewana banake durr na jaana yeh kya huaan hai kaisa nasha hai chhayi hai dil pe kyon bekhudi tumse hai kehna vaada hai lena dhoka na dena humko kabhi aawara har dhadkan hai bechain mera dil hai betaabi ka yah aalam samjhana mushkil hai yeh rishta jodna tanha na chhodna ishq mera ishq deewana afsana banake bhul na jaana deewana banake durr na jaana afsana banake bhul na jaana deewana banake durr na jaana zehar zehar hai kehar kehar hai teri chaahaton ka hai yeh asar kyon bheed mein bhi tanhaaiya hai bechainiya hai aye hamsafar madhoshi ke lamhe hai saanson mein toofan hai lutt jaane ka chahat mein ab mera armaan hai raahen na modna kasmein na todna ishq mera ishq deewana afsana banake bhul na jaana deewana banake durr na jaana afsana banake bhul na jaana deewana banake durr na jaana

Chalo Dildaar Chalo - Dil Diya Hai

Singer: HEMCHANDRA, HIMANI, VINIT

Lyrics of Chalo Dildaar Chalo - Dil Diya Hai

dil ko chura le tu apana bana le tu apne khayalon mein mujhko basa le tu meri manzil tu tu tu tu dil ki baat jahaan dil se ho chalo dildaar chalo jahaan ishq chahat ho chalo dildaar chalo jo hai aaj kal na ho chalo dildaar chalo maine na socha tha maine na jaana tha aaisa bhi ek mod aayega teri mohabbat mein duniya bhula ke har waqt dil tujhko chahega teri hi panaahon mein hai mera jahaan teri aashiqui mein dube mera armaan sapnen saja le tu aashiq bana le tu apnen khayalon mein mujhko basa le tu meri manzil tu tu tu tu dil ki baat jahaan dil se ho chalo dildaar chalo jahaan ishq chahat ho chalo dildaar chalo jo hai aaj kal na ho chalo dildaar chalo tera tasavvur hai teri tamanna hai yeh dil tujhise lagana hai betaab rehke bhi har dard sehkar bhi teri mohabbat ko paana hai ehsaas jannat ka hai tere ishq mein nazaraana chahat ka hai tere ishq mein durri mita le tu vaada nibha le tu apne khayalon mein mujhko basa le tu meri manzil tu tu tu tu dil ki baat jahaan dil se ho chalo dildaar chalo jahaan ishq chahat ho chalo dildaar chalo jo hai aaj kal na ho chalo dildaar chalo...

Diya Dil Dil Diya

Singer: HIMESH RESHAMIYA, HIMANI

Lyrics of Diya Dil Dil Diya

diya dil dil diya kya kiya kya kiy la la la la la la la la la la ho ho o la la la la la diya dil dil diya - 2 kya kiya ho kya kiya diya dil dil diya kya kiya ho kya kiya dekha tujhe toh bepanaah ishq tujhse kar liya diya dil dil diya kya kiya ho kya kiya dard maine kaisa le liya ho ho o dard maine kaisa le liya bas teri aarzoo bas teri pyaas hai yeh meri zindagi tera ehsaas hai har waqt mere khwaab mein tera tasavvur chhupa kambaqt tere pyar ka chhaya hai aaisa nasha paagal banaya tune mujhe deewane saathiya diya dil dil diya kya kiya ho kya kiya dard maine kaisa le liya ho ho o dard maine kaisa le liya jaan ke dil yahaan koi deta nahi bewajah ishq ka dard leta hai kaise kahu main kis kadar tune hai bebas kiya betaab karke mujhko chain mera le liya lagta nahi hai ab toh kahi tumhare bin jiya diya dil dil diya kya kiya ho kya kiya dard maine kaisa le liya ho ho o dard maine kaisa le liya la la la la la la la la ho ho ho la la la la la la la la

Jabse Aankh Ladi Tere Naal

Singer: ALISHA CHINAI, JAYESH GANDHI

Lyrics of Jabse Aankh Ladi Tere Naal

jabse aankh ladi tere naal shuru hone lage silsillay hum toh hone lage bekhayal ishq wale sone gul khile aage rab di marzi yaar maine tumse kiya pyaar aa mita le zara faasale jabse aankh ladi tere naal shuru hone lage silsillay hum toh hone lage bekhayal ishq wale sone gul khile aage rab di marzi yaar maine tumse kiya pyaar aa mita le zara faasale betaabiyan kehne lagi mera sukoon tera pyar hai meri wafa meri nasha mera junoon tuhi yaar hai jabse aankh ladi tere naal shuru hone lage silsillay hum toh hone lage bekhayal ishq wale sone gul khile aage rab di marzi yaar maine tumse kiya pyaar aa mita le zara faasale berang thi saansen meri khushboo teri mehkaa gayi teri jawaan hai aarzoo tanhaai behka ke gayi jabse aankh ladi tere naal shuru hone lage silsillay hum toh hone lage bekhayal ishq wale sone gul khile aage rab di marzi yaar maine tumse kiya pyaar aa mita le zara faasale jabse aankh ladi tere naal shuru hone lage silsillay hum toh hone lage bekhayal ishq wale sone gul khile aage rab di marzi yaar maine tumse kiya pyaar aa mita le zara faasale
Back to Film List

About DIL DIYA HAI Songs and Lyrics

Explore the DIL DIYA HAI soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for DIL DIYA HAI.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics