FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from HUM TO MOHABBAT KAREGA

Read available HUM TO MOHABBAT KAREGA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Ab Toh Chaha Tujhe

Singer: KUMAR SANU, ALKA YAGNIK, CHORUS

Lyrics of Ab Toh Chaha Tujhe

he he a ha ha ha he he he ab to chaaha tujhe jaan jaaye rahe dil kiya tere naam duniya jo bhi kahe ham to mohabbat karega suno suno kaho kaho kya kahu yoon bhi kya dare hai dil kyoon ji kyoon tere bin jeena to mushkil hai mushkil hai jeena kya marna bhi mushkil hai mushkil hai suno suno ... tu to meri jaan hai jaan hai to jahaan hai tu hai to main bhi yahaan tu to mera dil hai dil hai to mahafil hai tu nahi to main phir kahaan suno suno ... tu hi hamaraahi tu hi hamadam hai hamadam o manzil hai tu tu hi mera mann hai man hai to jeevan hai mera pyaar a pyaar hai tu suno suno ...

Chura Lo Dil

Singer: ANU MALLIK, SHRADHHA PANDIT

Lyrics of Chura Lo Dil

chura lo dil chura lo dil tum chura lo dil mera sanam suno bura kya hai dil tumhaara ho chuka sanam suno bura kya hai dil dena tha dil de chuke tumpe marna tha ham mar chuke aur kya karen bolo na tum chura lo ... pal pal tera ab intezaar dil bhi rahe kuch bekaraar jeena mushkil hua hai ajab pyaar ka ye khumaar yaad teri aati rahe jaan meri jaati rahe ye mujhe kya ho gaya bin tere kuch na achha lage dil dena tha ... dil ki dhadkan bas tu hi tu meri chaahat bas tu hi tu lo kasam ki khayi kasam meri duniya bas tu hi tu mujhko na karo itna pyar kal ka kya pata mere yaar is pyaar ki jeet mein ho na jaaye kahi apni haar dil dena tha ...

Haay Tera Dil Mera Dil Ho Gaya

Singer: KUMAR SANU, ALKA YAGNIK, RAMSHANKAR, CHORUS

Lyrics of Haay Tera Dil Mera Dil Ho Gaya

ye bandhan hai ishq ka bandhan paagal ye zid chod jo tera hai ja ke usi se dil ka rishta jod tere aage piche kahi dil kho gaya haay tera dil mera dil ho gaya main to samajha mera hi naseeb so gaya haay tera dil mera dil ho gaya ho ab kya karu aage kaho bas tum yu hi lipate raho tere aage piche ... hamne ki nadani chhodo bhi diljani mera yaar apna hai kya pyara sapna hai ho tan man aapka hai sab ye janaab ka hai kya hai khyal tera yahi hai savaal mera ab koi inkaar mushkil ho gaya haay tera dil ... sab kuch aaj khone de jo bhi ho hone de maangu jo dil chaahe rokungi main kaahe ho aaja to machal jaaye saare jaadu chal jaaye jaise bhi ho rang tere main hu sang sang tere tu mujhmein main tujhmein shaamil ho gaya haay tera dil ...

Leh Liya Leh Liya

Singer: ABHIJIT, SUKHVINDAR SINGH, SUDESH BHONSALE, CHORUS

Lyrics of Leh Liya Leh Liya

leh liya leh liya sone jaisa dil heere jaisa dil heere jaisa dil sone jaisa dil kaudi ke mol leh liya leh liya tajmahal sa badan tera kyon bheege jamuna jal mein aaja dhobaniyaan baahon mein tujhe shola kar du pal mein o sone chaandi ke lachake ka pehane tu ye garaara seene par hai joona dupatta haay yu pee ne maara he le liya mera dil yu pee ne le liya le liya tera dil yu pee ne le liya leh liya sone jaisa dil ... dariya ganj ki chokari tera roop umadta dariya phir kyon na soojhe hari hari main hariyaane ka hariya ho o mutiyaar panjaab di kurta jaalidaar basanti nashe ki botal chadhi jawaani dole jhukti tanti le liya mera dil o panjaab ne le liya le liya tera dil panjaab ne le liya leh liya sone jaisa dil ... aai mungerilaal tanik ihaan to aao aur hamaar khopadiya ka kahat hai zara suno ka jamai ke bhaiya ghumaiyo duniya ko hoy tanai ke bhaiya ghumaiyo duniya ko hoy ye duniya khaane nahi degi ye duniya peene nahi degi ye duniya jeene nahi degi to leh liya sone jaisa dil ... gori kalaai par kaali lat jhool rahi hai aaise sandal ki daali par kaala saanp ho lipta jaise ho naram garam chatpati anokhi baatein hain matavaali ye jaalim to lage hai koi idli saambhar vaali aeeyo le liya mera dil ya madras ne le liya are le liya tera dil chainnai ne le liya leh liya sone jaisa dil ... i porila kaay saangto bole marathi bhasha uski laavni sun le pyaare phir tu dekh tamaasha ho dekho chikni surat wali surat se hai aati garbe vaali chaal bataave deekri hai gujaraati haan le liya mera dil gujaraat ne le liya le liya tera dil gujaraat ne le liya leh liya sone jaisa dil ... angiya mein kasata badan to dekho jaise athanni chhanke patna ke baabu nazar se maaro kahe bihaaran tanke o door door tak vaar kare ye lambe baal ka jaadu poorab se pashchim tak chalta hai bangaal ka jaadu he le liya mera dil bangaal ne le liya i holo re le liya tera dil bangaal ne le liya leh liya sone jaisa dil ... roop ho german japani ya cheeni turkistaani bado bado ko mahanga pad jaaye lahanga hindustaani o gori ki bindiya pe jhuk jaaye aasmaan ka taara saari duniya se pyara hai hindustaan hamaara haan le liya mera dil hindustaan ne le liya le liya sabaka dil hindustaan ne le liya ai mungereelaal jamai ke de hi diya kasai ke de hi diya ha ha leh liya

Main Toh Phans Gaya

Singer: ALKA YAGNIK, ANU MALLIK, CHORUS

Lyrics of Main Toh Phans Gaya

a daada maan ja guru maan ja baap maan ja bhaai maan ja haay haay main to phans gaya o baap main to phans gaya tauba main to phans gaya o ho socha tha kya my god kya se kya ho gaya allaah kya ye ho gaya raam main to phans gaya dekho main to phans gaya o ho aaisa bhi kya yaar chiki baaba chhodo bhi inkaar ha ha jo kuch dekha hai chiki baaba kah daalo ik baar ha ha haay haay main to phans gaya ... interview de de na jo poochu kah de na life teri ban jaayegi wife tujhe mil jaayegi zero se hero ban jaayega haay haay main to phans gaya ... lights, camera, action kyon mere peechhe pad gayi tu baba khaali ye batla de kya tune dekha kya dekha tha main bhool gaya re ikdam ai tujhko meri kasam aaisa bhi kya yaar ... jo maangega doongi batla de mujhko mujhko mere ghar tak pahuncha de main hu na phir kaahe ka hai gam are tu hi to hai mera gam aaisa bhi kya yaar ...

Yeh Khushi Ki Mehafil

Singer: KUMAR SANU, ALKA YAGNIK, CHORUS

Lyrics of Yeh Khushi Ki Mehafil

na jaane kyu na jaane kyu ye khushi ki mehafil dhadakta hai dil na jaane kyon in hazaaron mein sanam tumhi ko diya dil na jaane kyon tumhein chaah ke mere haseen kuch aur phir chaaha nahi haal ye hua jaane kyon ye khushi ki mehafil ... ji mein jo aaye karo itna magar dekh lo haathon mein hai jo haath vahi armaan ka qaatil na ho haay alla teri nazar zakhmi hai mera jigar qaatil dil ke mere kahi tu hi mera dil na ho ho tera shabaab khilata rahe jaadu tera chalta rahe hain dua meri jaane kyon in hazaaron mein ... mehafil ko roshan karo kuch aur bhi rang bharo aaisa bandho samaan koi hosh mein na rahe darta hu is pyar par kal ko hansi na ye log do pal ki ye khushi ban jaaye jeevan ka rog ab to sanam chaha tumhein ab log jo chahe kahe dil diya to phir darna kyon ye khushi ki mehfil ...
Back to Film List

About HUM TO MOHABBAT KAREGA Songs and Lyrics

Explore the HUM TO MOHABBAT KAREGA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for HUM TO MOHABBAT KAREGA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics