FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from JAAN (ALBUM)

Read available JAAN (ALBUM) lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Deewane Ho Ke Ham

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of Deewane Ho Ke Ham

Hm hm hm hm, hm hm mm hm h Hey hey hey hey, aa aa ha haa Deewane ho ke ham milne lage sanam Jab se jude hain silsile Aankhon se ruth kar neendein chali gayeen Na jaane kaise gul khile Na jaane kaise pyaar hua na jaane kab iqraar hua Ke apni baat ban gayi Deewane ho ke ham milne lage sanam Jab se jude hain silsile Dhadakta hai dil tumhaare liye Aey husn-e-jaan zara sochiye Haan yeh kya dillagi yeh kya hai sitam Aaye abhi abhi chal diye Mithenge kaise yeh faasle Deewane ho ke ham milne lage sanam Jab se jude hain silsile Aankhon se ruth kar neendein chali gayeen Na jaane kaise gul khile Muqaddar mera sanwar jaane do Dil jo kahe woh kar jaane do Ho meri baahon mein chale aao tum Had se mujhe guzar jaane do Ke aao laga loon tumko gale Deewane ho ke ham milne lage sanam Jab se jude hain silsile Aankhon se ruth kar neendein chali gayeen Na jaane kaise gul khile Na jaane kaise pyaar hua na jaane kab iqraar hua Ke apni baat ban gayi Hm hm hm hm, hey la la la Ho ho ho ho, la la la la

Jaane Kyun Main Tujhko

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of Jaane Kyun Main Tujhko

Aa haa, aa haa, aa ha La la, la la, la la la Jaane kyun main tujhko din raat sochta hoon Jaane kyun main teri har baat sochta hoon Yeh paagalpan hai yaa pyaar hai Yeh kaisa mujhpe khumar hai Har pal ho tujhse meri mulaqat sochta hoon Jaane kyun main tujhko din raat sochta hoon Tere khayalon mein khoye rehna Mera kaam ab yehi hai Yeh jaan le tu ki pagal dil ka Paigham ab yehi hai paigham ab yehi hai Ho jaye shaayad koi karamat sochta hoon Jaane kyun main tujhko din raat sochta hoon Jaane kyun main teri har baat sochta hoon Milne ko aksar mile tu mujhse Phir bhi hain faasle kyun Dil ki lagi ne banaye hain yeh Benaam silsile kyun benaam silsile kyun Badlenge kaise ab yeh haalat sochta hoon Jaane kyun main tujhko din raat sochta hoon Jaane kyun main teri har baat sochta hoon Yeh paagalpan hai yaa pyaar hai Yeh kaisa mujhpe khumar hai Har pal ho tujhse meri mulaqat sochta hoon Jaane kyun main tujhko din raat sochta hoon

Jisne Mere Sapne Mehkaye

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of Jisne Mere Sapne Mehkaye

La ra la la la la l La ra la la la la la Hmm jisne mere sapne mehkaye Mujhse milke woh kyun sharmaye Jaane uske dil mein kya kya ho Usko sochoon to kuch ho jaaye Na jaane ab kya kare yeh dil ki lagi Mushkil mein aane lagi hai yeh zindagi Yeh zindagi Jisne mere sapne mehkaye Mujhse milke woh kyun sharmaye Jaane uske dil mein kya kya ho Usko sochoon to kuch ho jaaye Yeh dil to ab hain uska Yeh jaan ab hain uski Woh arzoo jeene ki Mujhe talab hai uski Kahe mera dil Uska khayal Mujhe raat din sataye Jisne mere sapne mehkaye Mujhse milke woh kyun sharmaye Jaane uske dil mein kya kya ho Usko sochoon to kuch ho jaaye Nazar nazar se milkar Bana hain yeh afsana Mein jis tarah jalta hoon Jalenga kya parwaana Mera haale dil jaane na woh Koi to usse bataye Jisne mere sapne mehkaye Mujhse milke woh kyun sharmaye Jaane uske dil mein kya kya ho Usko sochoon to kuch ho jaaye Na jaane ab kya kare yeh dil ki lagi Mushkil mein aane lagi hain yeh zindagi Yeh zindagi Jisne mere sapne mehkaye Mujhse milke woh kyun sharmaye Jaane uske dil mein kya kya ho Usko sochoon to kuch ho jaaye

Main Pyaar Hoon Tera

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of Main Pyaar Hoon Tera

Main pyaar hoon tera jaane na t Jaane na tu haan maane na tu Main pyaar hoon tera jaane na tu Jaane na tu haan maane na tu Tera hi aashiq hoon mein Mujhko tu pehchaan le Yun to mein mar jaaoonga Kehna mera maan le Kehna mera maan le Main pyaar hoon tera jaane na tu Jaane na tu haan maane na tu Aaya hoon mein paas tere ae sanam Dil mein chupa ke laya tere ghum Kya karoon tu bata meri hai kya khata Kyon pyaar mein mujhe tadpaaye tu Tadpaaye tu kyon tarsaaye tu Kyo pyaar mein mujhe tadpaaye tu Tadpaaye tu kyon tarsaaye tu Maine tere naam likh di zindagi o o Kitni bhi karle mujhse berukhi Le mera imtihaan aur bhi aazmaan Har saans mein tere bas jaaoonga Ek din tujhe haan mein paaoonga Main pyaar hoon tera jaane na tu Jaane na tu haan maane na tu Tera hi aashiq hoon mein Mujhko tu pehchaan le Yun to mein mar jaaoonga Kehna mera maan le Main pyaar hoon tera jaane na tu Jaane na tu haan maane na tu Main pyaar hoon tera jaane na tu Jaane na tu haan maane na tu

Mere Dil Mein Rehne Wali

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of Mere Dil Mein Rehne Wali

Mere dil mein rehne wali mujhe apna kehne wali - Dhadkanon ka ehsaas tu hai Har ek lamha mere paas tu hai Tere siva na chahat hai koi Na hain koi armaan O meri jaan meri jaan meri jaan Meri jaan meri jaan meri jaan Hmm bahut chahane laga hoon meri jaan tujhe Haan ke ab aazma rahi hain mohabbat mujhe Kaisa hain yeh mera deewanapan -2 Har taraf hain tera nazara Tujhko paya to dil pukara Tere siva na chahat hain koi Na hain koi armaan O meri jaan meri jaan meri jaan meri jaan Meri jaan meri jaan meri jaan meri jaan meri jaan Larazte labon se tera woh kehna sanam Ho mere saath saath har pal tu rehna sanam Tere bin mujhe ab nahi jeena -2 Kis janam ka yeh silsila hai Tu mili to sab kuch mila hai Tere siva na chahat hai koi Na hain koi armaan O meri jaan meri jaan meri jaan meri jaan Meri jaan meri jaan meri jaan meri jaan meri jaan Mere dil mein rehne wali mujhe apna kehne wali -2 Dhadkanon ka ehsaas tu hai Har ek lamha mere paas tu hai Tere siva na chahat hai koi Na hain koi armaan O meri jaan o meri jaan meri jaan o meri jaan Meri jaan meri jaan meri jaan meri jaan meri jaan

Tera Milna Pal Do Pal Ka

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of Tera Milna Pal Do Pal Ka

Chaaha hai tujhko chaahat se zyaad Samjha hai tujhko mohabbat se zyaada Yeh main jaanta hoon yaa mera dil jaanta hai Ho......ho.....ho.....ho..... Tera milna pal do pal ka meri dhadkane churaye Darr hai mujhe pyaar tera meri jaan le na jaaye Tu bataa kis tarah jiya jaaye haay haay Tera milna pal do pal ka meri dhadkane churaye Darr hai mujhe pyaar tera meri jaan le na jaaye Tu bata kis tarah jiya jaaye haay haay Ho......Ho.....Ho.....Ho..... Aa meri jaan mera sab kuch tu apna kar le Bas meri chaahat se rishta karle Tere liye mein kuch bhi ho sakta hoon Magar mere liye tu woh hai Jiske liye mein saans leta hoon Ho......ho.....ho.....ho..... Poochho na kya hota mujhe Paas jo tu na ho to Ruke meri saanson ki laher Soch zara yeh tu bhi Pyaar mein tere mujhe Diya hai jo waadon ka zaher Kis tarah zaher yeh piya jaaye haay haay Tera milna pal do pal ka meri dhadkane churaye Darr hai mujhe pyaar tera meri jaan le na jaaye Ho......ho.....ho.....ho..... Chupke chupke dil mein tune aag laga di yeh kya Main to teri yaadon mein jala ho Lakh sambhala phir bhi dil yeh deewana mera Tere hi ishaaron pe chala Imtihan aur kya diya jaaye haay haay Tera milna pal do pal ka meri dhadkane churaye Darr hai mujhe pyaar tera meri jaan le na jaaye Tu bata kis tarah jiya jaaye haay haay Ho......ho.....ho.....ho.....

Tu Har Pal Aane Lagi

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of Tu Har Pal Aane Lagi

Tu har pal aane lagi hain naza Deewanapan is kadar Mein aksar darta hoon yeh sochkar Deewanapan is kadar Yeh kaisa tera pyaar hain -6 Tu har pal aane lagi hain nazar Deewanapan is kadar Mein aksar darta hoon yeh sochkar Deewanapan is kadar Nadan shayad hua hain yeh dil Maane na kyun baat meri Jo chahata hai woh kar jaata hai Jab yaad aati hai teri Yun to kabhi pehle na thi haalat meri humsafar Tu har pal aane lagi hain nazar Deewanapan is kadar Mein aksar darta hoon yeh sochkar Deewanapan is kadar Yeh kaisa tera pyaar hain -6 Tu har pal aane lagi hain nazar Deewanapan is kadar Har saans mein ghulti khushboo hai tu Hota hai mehsoos mujhko Us pal meri jaan nikalne lagi Jis pal mein dekhoon na tujhko Khwaabon mein tu yaadon mein tu Aankhon mein tu tu hi tu Tu har pal aane lagi hain nazar Deewanapan is kadar Mein aksar darta hoon yeh sochkar Deewanapan is kadar Yeh kaisa tera pyaar hain -6 Tu har pal aane lagi hain nazar Deewanapan is kadar Mein aksar darta hoon yeh sochkar Deewanapan is kadar
Back to Film List

About JAAN (ALBUM) Songs and Lyrics

Explore the JAAN (ALBUM) soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for JAAN (ALBUM).

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics