FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from KASAK

Read available KASAK lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Bechainiyon Mein Lamha Gujara

Singer: MM. KREEM

Lyrics of Bechainiyon Mein Lamha Gujara

bechainiyon mein lamha gujara hain dur jara na mujhko gawara hain kasii kasak hain yeh kaise nbatau mein apne khayalo ko kaise chupao mein chahat ki baahon mein armaan sulagte hain milne ki lav mein dheere dheere tanha jal rahe hain hum do badan - 3

Jaana Hain Jaana Hain (Female)

Singer: MADHUSHREE

Lyrics of Jaana Hain Jaana Hain (Female)

jaana hain jaana hai chalte hi jaana hain na koi apna hain na koi thikana hain sab raastein naraaz hain manzil ki aahato se raahi begaana hain jaana hain jaana hain chalte hi jaana hain sab raastein naraaz hain manzil ki aahato se raahi begaana hain jaana hain jaana hain chalte hi jaana hain har jagah rehtey hain saaye afsaano ke apno se lagte hain chehre anjano ke aake sehrao mein guchhe khil jaate hain ajnabi modo pe apna mil jaata hain rup is jeevan ka kisne pehchana hain jaana hain jaana hain chalte hi jaana hain rang koi jaane na lamho ke mausam ka ek pal khushiyo ka dusra pal gam ka kar yakeen kar le yakeen socha na tu kalki aaj ki parwah kar soch na tu kal ki is gali se nikle phir wahi aana hain jaana hain jaana hain chalte hi jaana hain na koi apna hain na koi thikana hain sab raaste naraaz hain manzil ki aahato se raahi begaana hain jaana hain jaana hain chalte hi jaana hain

Jaana Hain Jaana Hain (Male)

Singer: LUCKY ALI

Lyrics of Jaana Hain Jaana Hain (Male)

jaana hain jaana hai chalte hi jaana hain na koi apna hain na koi thikana hain sab raaste naraaz hain manzil ki aahato se raahi begaana hain jaana hain jaana hain chalte hi jaana hain sab raaste naraaz hain manzil ki aahato se raahi begaana hain jaana hain jaana hain kya kabhi sahil bhi toofan mein behtey hain sab yaha asaan hain hausle kehte hain sholo pe kaanto pe haske chal sakte hain apni takdeero ko hum badal sakte hain bigde halato mein dil ko samjhana hain jaana hain jaana hain chalte hi jaana hain khwaabon ki duniya mein yaadon ke reyley mein aadmi tanha hain bhid mein mele mein zindagi mein bhi aaisa mode bhi aata hain paav ruk jaat hain waqt tham jaata hain aaise mein toh mushkil aage badh pana hain jaana hain jaana hain chalte hi jaana hain na koi apna hain na koi thikana hain sab raaste naraaz hain manzil ki aahato se raahi begaana hain jaana hain jaana hain chalte hi jaana hain

Neend Mere Dil Ko Aaye Na

Singer: LUCKY ALI, ANURADHA PAUDWAL

Lyrics of Neend Mere Dil Ko Aaye Na

(chandni hain khoyi khoy raat bhi hain soyi soyi neend mere dil ko aaye na) - 2 deewan mausam hain deedar ka mastana aalam hain ekraar ka jara faasla ab saha jaaye na neend mere dil ko aaye na - 2 deewan mausam hain deedar ka mastana aalam hain ekraar ka jara faasla ab saha jaaye na neend mere dil ko aaye na - 2 chandni hain khoyi khoyi raat bhi hain soyi soyi neend mere dil ko aaye na - 2 mohabbat ki waadi mehakne lagi machalne lage jismo jaan kashish arzuoon ki aaisi lagiu utha chahato ka dhua meet jaaye duriyo ka gam ab roko chum lo sanam tumko hain meri kasam jaaneja mauka hain izhaar ka mastana aalam hain ekraar ka jara faasla ab saha jaaye na neend mere dil ko aaye na - 2 chandni hain khoyi khoyi raat bhi hain soyi soyi neend mere dil ko aaye na uthau naazar ya jhukau najar tujhe sirf dekha karu mehakti lehakti yeh shamo sehar teri rangto se bahru khwaahish ka rang rup hu bikhri hui chaav dhup hu mujhmein hain har jaado sheydaai aashiq hu dildar ka mastana aalam hain ekraar ka jara faasla ab saha jaaye na neend mere dil ko aaye na - 4 (chandni hain khoyi khoyi raat bhi hain soyi soyi neend mere dil ko aaye na)- 2 deewan mausam hain deedar ka mastana aalam hain ekraar ka jara faasla ab saha jaaye na neend mere dil ko aaye na - 4
Back to Film List

About KASAK Songs and Lyrics

Explore the KASAK soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for KASAK.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics