FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from KHULLAM KHULLA PYAAR KAREN

Read available KHULLAM KHULLA PYAAR KAREN lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Bachaalo Bachaalo

Singer: SONU NIGAM AND ALKA YAGNIK

Lyrics of Bachaalo Bachaalo

--MALE- Jaago! Bachaalo bachaalo, bachaalo bachaalo (Bachaalo bachaalo bachaalo bachaalo Mohabbat ka kaanta chubha hai, nikaalo) - 2 --FEMALE-- Sambhaalo sambhaalo, sambhaalo sambhaalo (Sambhaalo sambhaalo sambhaalo sambhaalo Mohabbat ka kaanta chubha hai, nikaalo) - 2 --MALE-- Thodi thodi beqaraari halka halka dard hai Dekh zara chhooke diljaani Dil ka shola sard hai --FEMALE-- Karvat leke jaagti hoon, neend na aaye raat bhar Rehne lagi hoon ab to dilbar Khud se bhi main bekhabar --MALE-- Honton se mujhe jaane jaan lagaalo --FEMALE-- Sambhaalo sambhaalo, sambhaalo sambhaalo Sambhaalo sambhaalo sambhaalo sambhaalo Mohabbat ka kaanta chubha hai, nikaalo --MALE-- Bachaalo bachaalo bachaalo bachaalo Mohabbat ka kaanta chubha hai, nikaalo --FEMALE-- Pyaasi pyaasi dhadkanon mein jaane kaisa shor hai Sach kehte hai duniya waale Ishq pe kiska zor hai --MALE-- Tanhaai mein jab akele jaanam tera naam loon Tera samajhke madhoshi mein Apna daaman thaam loon --FEMALE-- Gir jaaoon na kahin mujhko tum uthaalo --MALE-- Bachaalo bachaalo, bachaalo bachaalo Bachaalo bachaalo bachaalo bachaalo Mohabbat ka kaanta chubha hai, nikaalo --FEMALE-- Sambhaalo sambhaalo sambhaalo sambhaalo Mohabbat ka kaanta chubha hai, nikaalo

Bagalwaali Aankh Maare

Singer: UDIT NARAYAN AND JASPINDER NARULA

Lyrics of Bagalwaali Aankh Maare

--MALE- Gore gore gaal waali, kaale kaale baal waali Arre gore gore gaal waali, kaale kaale baal waali Gore gore gaal waali, kaale kaale baal waali Hirni ke jaisi chaal waali Bagalwaali jaan maare hai, ho Bagalwaali jaan maare hai --FEMALE-- Dikhta hai bhola bhaala, peechhe pad gaya hai saala Oh dikhta hai bhola bhaala, peechhe pad gaya hai saala Dikhta hai bhola bhaala, peechhe pad gaya hai saala Mukhda hai gora, dil ka kaala Bagalwaala aankh maare hai, ho Bagalwaala aankh maare hai --MALE-- Chashma lagaake jab chalti car mein Lift maangte hai ladke khade ho kataar mein - 2 Haai yeh bobcut waali deti phataaphat gaali --FEMALE-- Jaa jaa --MALE-- Hey hey hey Haai yeh bobcut waali deti phataaphat gali - 2 Bachke jaayegi kahan saali Bagalwaali jaan maare hai, ho Bagalwaali jaan maare hai --FEMALE-- Khidki se dekhta hai parda hataake Nikalta gali mein hai yeh fashion sajaake - 2 Oh khud se begaana hai yeh, mujhpe deewana hai yeh - 2 Khud se begaana hai yeh, mujhpe deewana hai yeh Jeena haraam kar daala Bagalwaala Hey, bagalwaala aankh maare hai, ho Bagalwaala aankh maare hai --MALE-- Oye hoye Gore gore gaal waali, kaale kaale baal waali - 2 Hirni ke jaisi chaal waali Bagalwaali --FEMALE-- Hoye, bagalwaala aankh maare hai --MALE-- Ho, bagalwaali jaan maare hai

Chhalla Chhalla

Singer: SUDESH BHOSLE

Lyrics of Chhalla Chhalla

--CHORUS- Chhalla chhalla, chhalla chhalla --MALE-- Ungli mein daal mera chhalla --CHORUS-- Chhalla chhalla --MALE-- Ungli mein daal mera chhalla --CHORUS-- Chhalla chhalla --MALE-- Kehna mera maan le tu varna yahan jaan meri Main to machaa doonga halla Ungli mein daal mera chhalla --CHORUS-- Chhalla chhalla --MALE-- Hey, ungli mein daal mera chhalla (Chaar din ki kahaani pe naaz kar na jawaani pe Sach kehta hoon main rani, na jale aag paani pe) - 2 Nahin nahin maine kahin pehle kabhi dekhi nahin Itni akad walla walla Ungli mein daal mera chhalla --CHORUS-- Chhalla chhalla --MALE-- Ay, ungli mein daal mera chhalla --CHORUS-- Chhalla chhalla --MALE-- (Laal joda main laaoonga, maang teri sajaaoonga Koi rokega kya mujhko, tujhe dulhan banaaoonga) - 2 Saari umar chhodoonga na sang tera ram kasam Main hoon bihaari lalla Ungli mein daal mera chhalla --CHORUS-- Chhalla chhalla --MALE-- Arre, ungli mein daal mera chhalla --CHORUS-- Chhalla chhalla --MALE-- Kehna mera maan le tu varna yahan jaan meri Main to machaa doonga halla Ungli mein daal mera chhalla --CHORUS-- Chhalla chhalla --MALE-- Arre, ungli mein daal mera chhalla --CHORUS-- Chhalla chhalla --MALE-- Arre, ungli mein daal mera chhalla, eh --CHORUS-- Chhalla chhalla --MALE-- Arre, ungli mein daal mera chhalla - 2 --CHORUS-- (Chhalla chhalla)

Maare Nazar Se Katari

Singer: SONU NIGAM, ALKA YAGNIK

Lyrics of Maare Nazar Se Katari

Laathi Se Maare Na Kankar Se Maar Haay Chaaku Se Maare Na Kanchar Se Maare Maare Nazar Se Katari Gazab Kare Ladki Kunwari Maare Nazar Se Katari Gazab Kare Ladki Kunwari Palko Se Maare Na Aankhon Se Maare Hoton Se Maare Na Baaton Se Maare Maare Nazar Se Ishaara Gazab Kare Ladka Kunwara Maare Nazar Se Ishaara Gazab Kare Ladka Kunwara Gaalo Ki Rangat Gulabi Gulabi Aankhen Hai Iski Sharabi Sharabi Iske Fasane Ki Kabe Ke Kabil Chaahe Na Mujhko Zara Bhi Zara Bhi Kehna Na Maane Roothi Hai Roothi Teri Kahani Jhooti Hai Jhooti Choti Se Maare Na Aanchal Se Maare Challe Se Maare Na Paayal Se Maare Maare Nazar Se Katari Gazab Kare Ladki Kunwari Maare Nazar Se Katari Gazab Kare Ladki Kunwari Lagta Hai Kaisa Anari Anari Khud Ko Samjaata Hai Khiladi Khiladi Pyari Lage Iski Gaali Re Gaali Iski Ada Hai Niraali Niraali Samjaoon Kaise Paagal Hai Paagal Mujhko Banale Kaajal Re Kaajal Koyi Ise Maare Na Goli Se Maare Phoolon Se Maare Na Kaaton Se Maare Maare Nazar Se Ishaara Gazab Kare Ladka Kunwara Maare Nazar Se Ishaara Gazab Kare Ladka Kunwara Laathi Se Maare Na Kankar Se Maare Palko Se Maare Na Aankhon Se Maare Maare Nazar Se Katari Gazab Kare Ladki Kunwari Maare Nazar Se Ishaara Gazab Kare Ladka Kunwara

Tere Ishq Mein Pad Gaya Re

Singer: SONU NIGAM AND JASPINDER NARULA

Lyrics of Tere Ishq Mein Pad Gaya Re

--MALE- Teri nazar ka teer mere dil mein gad gaya re - 2 Arre gad gaya gad gaya, gad gaya gad gaya Gad gaya gad gaya re (Tere ishq mein pad gaya re Oh tere ishq mein pad gaya re) - 2 --FEMALE-- Maine laakh bachaayi phir bhi aankh lad gayi re - 2 Arre lad gayi lad gayi, lad gayi lad gayi Lad gayi lad gayi re Tere ishq mein pad gayi re Oh tere ishq mein pad gayi re Tere ishq mein pad gayi re - 2 Inkaar karna tha, ikraar kar baithi Na zor chala dil pe, main tumse pyaar kar baithi --MALE-- Maine tujhe dekha, bechain ho baitha Teri mohabbat mein deewana hosh kho baitha Meri jaan main to bhoolke yeh saara jahan Tere ishq mein pad gaya re Oh tere ishq mein pad gaya re --FEMALE-- Oh tere ishq mein pad gayi re Tere ishq mein pad gayi re --MALE-- Tere roop mein jaadu, tera rang hai aala Honton se chhoone de zara honton ka yeh pyaala --FEMALE-- Maheka gayi mujhko teri baat mastaani Tune kiya voh haal ban gayi teri deewani Koi kahe kuch bhi kahe, main to meri jaan Tere ishq mein pad gayi re Oh tere ishq mein pad gayi re --MALE-- Tere ishq mein pad gaya re Oh tere ishq mein pad gaya re --FEMALE-- Maine laakh bachaayi phir bhi aankh lad gayi re - 2 Arre lad gayi lad gayi, lad gayi lad gayi Lad gayi lad gayi re Tere ishq mein pad gayi re Oh tere ishq mein pad gayi re Tere ishq mein pad gayi re - 2 --MALE-- Teri nazar ka teer mere dil mein gad gaya re - 2 Arre gad gaya gad gaya, gad gaya gad gaya Gad gaya gad gaya re Tere ishq mein pad gaya re Oh tere ishq mein pad gaya re Tere ishq mein pad gaya re - 2

Yeh Ladki Nahin Banaras Ka Paan

Singer: SONU NIGAM AND BELA SULAKHE

Lyrics of Yeh Ladki Nahin Banaras Ka Paan

--MALE- Idhar se dekho, udhar se dekho Dekho chaahe jidhar se dekho Kamsin hai, shokh hai, haseen hai, jawaan hai - 2 Dil mera dil yaaron ispe qurbaan hai - 2 Yeh ladki nahin, yeh banaras ka paan hai - 2 --FEMALE-- Aashiq deewana hai, paagal nadaan hai - 2 Niyat se lagta mujhe yeh beimaan hai - 2 Arre isko bacha, iski khatre mein jaan hai - 2 (Yeh koi premi mujhe dil phek lagta hai Na to dil se na shakal se nek lagta hai) - 2 --MALE-- Isse honton pe apne sajaake rakhoon Iske daaton tale main dabaake rakhoon Yeh to jawaani ke katthe ki dukaan hai Yeh ladki nahin, yeh banaras ka paan hai - 2 Dil mein haan honton pe na mehboob hoti hai Yeh haseenon ki adaa bhi khoob hoti hai Arre dil mein haan honton pe na mehboob hoti hai Yeh haseenon ki adaa bhi khoob hoti hai --FEMALE-- Arre main cheez kya hoon yeh jaane nahin Bada ziddi anari hai, maane nahin Tevar se mere abhi yeh anjaan hai Arre isko bacha, iski khatre mein jaan hai - 2 --MALE-- Kamsin hai, shokh hai, haseen hai, jawaan hai Dil mera dil yaaron ispe qurbaan hai - 2 Yeh ladki nahin, yeh banaras ka paan hai --FEMALE-- Arre isko bacha, iski khatre mein jaan hai --MALE-- Ya, yeh ladki nahin, yeh banaras ka paan hai Yeh ladki nahin, yeh banaras ka paan hai, hey eh eh
Back to Film List

About KHULLAM KHULLA PYAAR KAREN Songs and Lyrics

Explore the KHULLAM KHULLA PYAAR KAREN soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for KHULLAM KHULLA PYAAR KAREN.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics