Songs from film AJI BAS SHUKRIYA-1958
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Nazaren Mila Ke Kahe De
Singer: LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
bedard
bedardi, nazaren mila ke kahe de kyaa hai teri marzee-2
pyaar ka saiyaan tere rang chadhaaya mein ne
log kahe mein ne rog lagaaya, koi rog lagaaya
mukhade pe aaee hansee
nazaren mila ke kahe de, kyaa hai teri marzee
bedardi,bedardi, kyaa hai teri marzee, kyaa hai teri marzee
haan, nazaren mila ke kahe de
haan, haan, haan
nazaren mila ke kahe de, kyaa hai teri marzee
khataa ki hai ghair ne, ham ko saza dene chale aaye
kahan khoyaa hai dil, tum ne kaha tum dhoondh aaye
ek nazar mein tu ne dil mera loota, tu ne dil mera loota
sabr ka daaman, mere haathon se chhuta, mere haathon se chhuta
haalat kaisi tu ne kar di
nazaren mila ke kahe de
nazaren mila ke kahe de, kyaa hai teri marzee
bedardi, nazaren mila ke kahe de kyaa hai teri marzee
ham to nibhayenge pyaar ka waadaa, tere pyaar ka waa' da
kahe de sanam tera kyaa hai iraada, tera kyaa hai iraada
ham ne to haami bhar di
nazaren mila ke kahe de, kyaa hai teri marzee
bedardi, bedardi, kyaa hai teri marzee
haan, nazaren mila ke kahe de
haan, haan, haan
nazaren mila ke kahe de, kyaa hai teri marzee
bedardi
Posted by: p u r n i m a

Saari Saari Raat Teri Yaad
Singer: LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
saari saari raat teri yaad sataaye-
preet jagaaye, hamein neend naa aaye re
neend naa aaye
saari saari raat teri yaad sataaye
ek to baalam teri yaad jalaaye, dooje chandaa aag lagaaye-2
aag lagaaye teri, preet jagaaye re
neend naa aaye
saari saari raat teri yaad sataaye
teri lagan bani rog sanwariya
kaise beete baali umariyaa
baali umar mori badaa tadapaaye re-2
neend naa aaye
saari saari raat teri yaad sataaye
preet laga ke huye tum to paraaye, pyaas jiya ki, koun bujhaaye-2
koun bujhaaye, koi ye samajhaaye re

Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about AJI BAS SHUKRIYA-1958 ...