Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film ALBELA

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Hai Mera Dil Tu Leja

Singer: BABUL SUPRIYO AND ALKA YAGNIK

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

--MALE-
(Hai mera dil tu leja leja
Hai meri jaan tu leja leja) - 2

--FEMALE--
Yeh faisla dil ka mushkil se hota hai
Mera yaar kyoon meri baat maane na

--MALE--
Hai mera dil tu leja leja
Hai mera jaan tu leja leja

--FEMALE--
Yeh faisla dil ka mushkil se hota hai
Mera yaar kyoon meri baat maane na

--MALE--
Hai mera dil tu leja leja

--FEMALE--
Mausam kare chhedkhaani agar
Kaise bhalaa koi bache

--MALE--
Khushboo jaise maheke maheke
Hum dono hai baheke baheke
Mera hosh le liya tune jaane jaana

--FEMALE--
Hai mera dil tu leja leja
Hai meri jaan tu leja leja

--MALE--
Yeh faisla dil ka mushkil se hota hai
Mera yaar kyoon meri baat maane na

--FEMALE--
Hai mera dil tu leja leja

--MALE--
Jaadu koi teri aankhon mein hai
Dekhe jisse paagal kare

--FEMALE--
Thoda thoda paagal hai tu
Aata jaata baadal hai tu
Koi bhi mera yahan dard jaane na

--MALE--
Hai mera dil tu leja leja
Hai meri jaan tu leja leja

--FEMALE--
Yeh faisla dil ka mushkil se hota hai
Mera yaar kyoon meri baat maane na
Hai mera dil tu leja leja
Hai meri jaan tu leja leja

--MALE--
Yeh faisla dil ka mushkil se hota hai
Mera yaar kyoon meri baat maane na

--BOTH--
Hai mera dil tu leja leja

Hato Tum Baaju

Singer: SONU NIGAM

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

(Hato tum baaju, hawa aane d
Deewanepan ka nasha chhaane do) - 2
Main hoon kahan, mujhe hosh nahin
Mera dil yeh kahe karoon boom, boom
Hato tum baaju, hawa aane do
Deewanepan ka nasha chhaane do
Main hoon kahan, mujhe hosh nahin
Mera dil yeh kahe karoon boom, boom
Hato tum baaju, hawa aane do

Ho, oh, oh
(Aaj mere baheke hai kadam,
bada betaab hai mann
Jaane kidhar mujhe leke chali deewani pagli pawan) - 2
Ho, us mein koi mera dosh nahin
Mera dil yeh kahe karoon boom, boom
Hato tum baaju, hawa aane do

Oh, oh, oh, oh
(Yaar milegi kahin na kahin,
jo khwaabon mein aane lagi
Sab se haseen hai voh sab se jawaan,
jo harpal sataane lagi) - 2
Ho, rehna mujhe khaamosh nahin
Mera dil yeh kahe karoon boom, boom
Hato tum baaju, hawa aane do
Deewanepan ka nasha chhaane do
Main hoon kahan, mujhe hosh nahin
Mera dil yeh kahe karoon boom, boom
Hato tum baaju, hawa aane do

Hey, eh

Kaho To Zara

Singer: KUMAR SANU, ALKA YAGNIK

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

--MALE-
Kaho to zara choom loon machalti bahaar mein - 2
Dil kehta hai jaane jaana,
hadh se guzar jaaoon pyaar mein

--FEMALE--
Kaho to zara jhoom loon tumhaare is khumaar mein - 2
Dil kehta hai jaane jaana,
hadh se guzar jaaoon pyaar mein

--MALE--
Kaho to zara choom loon machalti bahaar mein

--FEMALE--
Kaho to zara jhoom loon tumhaare is khumaar mein

--MALE--
Gesuon se reshmi khushboo chura loon
In labon se shabnami laali udaa loon

--FEMALE--
Chhodo sharam aaye main kya karoon

--MALE--
Sharmaana kya, ghabaraana kya,
kuch bhi na ab iktiyaar mein

--FEMALE--
Kaho to zara jhoom loon tumhaare is khumaar mein

--MALE--
Kaho to zara choom loon machalti bahaar mein

--FEMALE--
Dekhti hai har ghadi tumko nigaahein
Chaahti hai bas tumhe gori yeh baahein

--MALE--
Hoke judaa tumse jeena nahin

--FEMALE--
In palkon mein sapne leke baithi hoon main intezaar mein

--MALE--
Kaho to zara choom loon machalti bahaar mein - 2
Dil kehta hai jaane jaana, hadh se guzar jaaoon pyaar mein

--FEMALE--
Kaho to zara jhoom loon tumhaare is khumaar mein - 2
Dil kehta hai jaane jaana, hadh se guzar jaaoon pyaar mein

--MALE--
Kaho to zara choom loon machalti bahaar mein

--FEMALE--
Kaho to zara jhoom loon tumhaare is khumaar mein

Pyaar Ke Jadoo

Singer: UDIT NARAYAN AND ALKA YAGNIK

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

--MALE-
Pyaar ke jadoo se to tha ab tak anjaana
Main albela, main deewana

--FEMALE--
Hain bada paagal na tune itna jaana
Tu albela, tu mastaana

--MALE--
Pyaar ke jadoo se to tha ab tak anjaana
Main albela, main deewana

--FEMALE--
Hain bada paagal na tune itna jaana
Tu albela, tu mastaana

--MALE--
Arre pyaar ke jadoo se to tha ab tak anjaana
Main albela, main deewana

--FEMALE--
Hain bada paagal na tune itna jaana
Tu albela, tu mastaana

Palkon ki gali mein tha tera basera
Raat bhar kal maine khwaab dekha tera

--MALE--
Kaise main bataaoon kaisi thi betaabi
Ek pal kahin na chain tha zara bhi

--FEMALE--
Mujhse kehta hai mera dil
Ab to tujhko yaar mushkil hai samjaana
Tu albela, tu mastaana

--MALE--
Arre pyaar ke jadoo se to tha ab tak anjaana
Main albela, main deewana

--FEMALE--
Hain bada paagal na tune itna jaana

--MALE--
Tune dhadkanon pe kaisa jadoo daala
Jhoomne laga hai mera mann matwaala

--FEMALE--
Dekhoon jo tujhe to bekhudi si chhaaye
Naam loon jo rab ka, naam tera aaye

--MALE--
Meri jaan pe hai tera haq
In baaton se main abhi tak tha begaana
Main albela, main deewana

--FEMALE--
Hain bada paagal na tune itna jaana
Arre tu albela, tu mastaana

--MALE--
Pyaar ke jadoo se to tha ab tak anjaana
Main albela, main deewana

--FEMALE--
Haan tu albela, tu mastaana

--MALE--
Main albela, main deewana

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about ALBELA ...