Songs from film ALIF LAILA
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Bahaar Aayi Khili Kaliyaan
Singer: LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
bahaar aayi, khili kaliyaan, hanse taare, chale aa
hamein jine nahin dete ye nazaare, chale aao
bahaar aayi khili kaliyaan
zubaan par aah ban-ban ke tumhaara naam aata hai
muhabbat mein tumhin jite, hamin haare, chale aao
hamein jine nahin dete
kahin aisa na ho dil ki lagi dil hi ko le dube
bujhaaye se nahin bujhate ye angaare chale aao

Ye Bebasi Ye Mera Haal-E-Zaar Dekh To Le
Singer: TALAT MAHMOOD
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
ye bebasi ye mera haal-e-zaar dekh to l
khada hoon der se ummidavaar dekh to le - 2
kiza ne luut liya
kiza ne luut liya dil ki aarazu ka chaman
kahaan hai ai meri khoyi bahaar dekh to le - 2
khada hoon der se ummidavaar dekh to le
basi rahe tere mahalon ki chaar deewaari
na aa sake to na aa, ek baar dekh to le - 2
khada hoon der se ummidavaar dekh to le
sahar qareeb hai aur shama bujhanevaali hai
tadap hai tera beqaraar dekh to le - 2

Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about ALIF LAILA ...