Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film ANARI - 1993

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Bam Akad Bam Ke

Singer: UDIT NARAYAN

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

aye mera sar hai tabala nahi jara halke halke h

bum akar bum ke main champi karu jamke to band akal sabki khool jaye - 2
tan ki thakan main door karu mann mein nayi umang bharu
bum akar bum ke main champi karu jamake to band akal sabki khool jaye

duniya hai kya circus naya kuchh bhi nahi jokar hai hum - 2
tum jo bolo woh karke dikhau ungali pe saare jag ko nachau
keh rahe hai zamin aasaman aisa pariwar hoga kaha
isa ghar pe mera sab kuchh nisaar hai
bum akar bum ke main champi karu jamake to band akal sabki khool jaye - 2

maalik ho tum sevak hoon main is baat ka mujhako hai gum - 2
dil behlata rahu aise gaake khidmat karta rahu sar jhukake
maa ne di hai mujhe zindagi gaane se mujhako shoharat mili
gaanv mere giton ka sansar hai
bum akar bum ke main champi karu jamake to band akal sabki khool jaye - 2
tan ki thakan main door karu man mein nayi umang bharu
bum akar bum ke main champi karu jamake to band akal sabki khool jaye - 2

Chhotisi Pyarisi Nanhisi

Singer: ALKA YAGNIK

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

(chhotisi pyarisi nanhisi aayi koi pari -
bholisi nyarisi achhisi aayi koi pari
palne mein aaise hi zoolti rahe
khushiyon ki bahaaron mein jhoomti rahe
gaate muskurate sangeet ki tarah
ye to lage rama ke geet ki tarah) - 2
ra ra ru ra ra ra ra ru - 2

sargam jaanu na sur pehchanu na
jane kaise fankaar ban gaya
sabase yaari hai naatedari hai
jisko chaaha woh yaar ban gaya
mujhako to jo diya rab ne hi diya
aaya jo dil mein woh maine gaa liya - 2
gaate muskurate sangeet ki tarah
Duniya lage rama ke geet ki tarah
ra ra ru ra ra ra ra ru - 2

chhotisi pyarisi nanhisi aayi koi pari
bholisi nyarisi achhisi aayi koi pari
palne mein aise hi zoolti rahe
khushiyon ki bahaaron mein zoomati rahe
gate muskurate sangeet ki tarah
ye to lage rama ke geet ki tarah

Kya Mausam Aaya Hain

Singer: UDIT NARAYAN, SADHANA SARGAM

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

(Kya mausam aya hai -
purab se mastani purwai chali
khushabu se mehaki hai phoolon ki gali
geet gaye nadiya lehron mein hai sargam
hai ghata diwani boondon mein hai chhamchham) - 2
Kya mausam aaya hai

(mehlon ki rani dukhase begani lag jaye na dhup tujhe
uda uda jau sabako batayu dhup lage hai chhav mujhe) - 2
katonse ho jaye pao na ghayal katon pe nachungi bandh ke main payal
ghar nahi hai ye to kutiya hamari hai
ye teri katiya to mehlon se pyari hai
(Kya mausam aya hai - 2
purab se mastani purwai chali
khushabu se mehaki hai phoolon ki gali
geet gaye nadiya lehron mein hai sargam
hai ghata diwani boondon mein hai chhamchham) - 2
Kya mausam aaya hai

(behete pawan ke ujale gagan ke ji karata hai sath chalu
chikani dagar hai girane ka dar hai tham ke tera hath chalu) - 2
dharti pe bikhare hai odss ke moti
ye teri boli to soor naye piroti
dard ka o aangan main chhod ke aayi
kya tujhe jannat ki ronak nahi bhai
(Kya mausam aaya hai - 2
purab se mastani purwai chali
khushabu se mehaki hai phoolon ki gali
geet gaye nadiya lehron mein hai sargam
hai ghata diwani boondon mein hai chhamchham) - 2
Kya mausam aaya hai

Phoolon Sa Chehra Tera

Singer: UDIT NARAYAN

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

(Phoolon Sa Chehra Tera Kaliyon Si Muskan Hai -
Rang Tera Dekhake Rup Tera Dekhake Kudarat Bhi Hairan Hai - 2 ) - 2
Rang Tera Dekhake Rup Tera Dekhake Kudarat Bhi Hairan Hai

Hirani Ke Jaisi Ankhe Hai Teri Bulbul Ke Jaisi Teri Chal Hai - 2
Mathepe Tere Suraj Ki Lali Resham Ke Jaisa Tera Baal Hai
Chand Sitaro Mein Ek Hazaron Mein Tera Yaha Koi Jawab Nahi Hai
Shokh Baharon Mein Mehke Najaron Mein Bag Mein Bhi Aisa Gulab Nahi Hai
Khushiyon Mein Tu Hai Pali Har Gum Se Anjan Hai - 2
Rang Tera Dekhake Rup Tera Dekhake Kudarat Bhi Hairan Hai - 2

Sare Jahame Faila Ujala Dharati Pe Aayi Chamak Chandani - 2
Hoton Pe Tere Giton Ki Mala Sason Me Teri Khuli Ragini
Band Bajaunga Zoom Ke Gaunga Byah Tera Hoga Barat Sajegi
Sajani Sajan Honge Log Magan Honge Meri Duaon Se O Raat Sajegi
Lambi Ho Teri Umar Hum Sab Ka Araman Hai - 2
Rang Tera Dekhake Rup Tera Dekhake Kudarat Bhi Hairan Hai - 2

(Phoolon Sa Chehra Tera Kaliyon Si Muskaan Hai - 2
Rang Tera Dekhake Rup Tera Dekhake Kudarat Bhi Hairan Hai - 2 ) - 2
Rang Tera Dekhake Rup Tera Dekhake Kudarat Bhi Hairan Hai

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about ANARI - 1993 ...