Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film ANJAAM (1968)

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Tumhari Yeh Jawani

Singer: MUKESH

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

qayaamat aayegi ek roz

zulfon ka rangeen saaya hai tauba kudaaya
tumhari ye jawani salaamat rahe
zulfon ka rangeen saaya ...

bheegi fizaayen dekho chanchal hawayen dekho
dil ki sada hai yahi chup na raho
jaage hain armaan mere mukhade pe gesu tere
din hai ki raat bolo kuch to kaho
bolo na bolo hamse kahenge ye tumse
tumhaari ye jawaani ...

duniya mein honge kai dil ko churaane wale
tumsa na dekha koi maah-e-naqaab
duniya banaane wala tujhko bana ke gori
roop banana haay bhool gaya
tumhara hai zamana bana do deewana
tumhaari ye jawaani ...

haay ye adaayen teri tujhse bahaaren meri
gul bhi pukaare tujhe baad-e-saba
bigadi banaana seekho dil ko lagaana seekho
zulfen banaana chhodo jaan-e-vafa
labon pe sada aayen hamaari duaaye
tumhaari ye jawaani ...

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about ANJAAM (1968) ...