Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film AUR KAUN

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Hmm pehli baar

Singer: KISHORE KUMAR

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Hmm pehli baa
Haan pehli baar
Ek ladki mera haath pakad kar boli
Haan re haan

Haan pehli baar
Haan pehli baar
Ek ladki mera haath pakad kar boli
Haan re haan
Haan pehli baar

Kisiko na pataa chala kya ho gaya
Aisi mili nazaren ke dil kho gaya

Kisiko na pataa chala kya ho gaya
Aisi mili nazaren ke dil kho gaya
Chupke se woh pehlu mein aa
Chupke se woh pehlu mein aa
Boli mujhe aa re aa

Haan pehli baar
Haan pehli baar
Ek ladki mera haath pakad kar boli
Haan re haan
Haan pehli baar

Nasha aankhon me ab chaane laga hai
Maza jeene ka ab aane laga hai

Nasha aankhon me ab chaane laga hai
Maza jeene ka ab aane laga hai
Saath hai woh, paas hai woh
Saath hai woh, paas hai woh
Aaj nahin na re na

Haan pehli baar
Haan pehli baar
Ek ladki mera haath pakad kar boli
Haan re haan
Haan pehli baar

Saanson mein saans jab mil jayegi
Kali sapnon ki khil jayegi

Saanson mein saans jab mil jayegi
Kali sapnon ki khil jayegi
Kal ka mujhe yaad nahin
Kal ka mujhe yaad nahin
Aaj ki baat wah re wah

Haan pehli baar
Haan pehli baar
Ek ladki mera haath pakad kar boli
Haan re haan

Haan pehli baar
Haan pehli baar
Ek ladki mera haath pakad kar boli
Haan re haan
Haan pehli baar

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about AUR KAUN ...