Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film AZAAD

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Apalam Chapalam

Singer: LATA MANGESHKAR, USHA MANGESHKAR

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

apalam chapala
chap laayi re duniya ko chhod
teri gali aayi re aayi re aayi re
apalam chapalam

bada majabuur kiyaa, haay! tere pyaar ne
maar diya maar diyaa, haay! tere pyaar ne
ab pachhataaye dil, haay! kit jaaye dil
kaahe ko ye aag lagaayi re lagaayi re lagaayi re
apalam chapalam

tedha medha khel hai ye pyaar jo main jaanati
bhuul ke bhi baat kabhi dil ki na maanati
dil beimaan huaa, dekho ji paraaya huaa
roye roye jaan ganvaayi re ganvaayi re ganvaayi re
apalam chapalam

daga dene vaala dekho kaisa daga de gayaa
chhod gaya yaad aur dil mera le gayaa
main ne hi qusuur kiyaa, aise ko jo dil diyaa
sudh budh sab bisaraayi re
apalam chapalam

Jaa Ri Jaa Ri O Kaari Badariya

Singer: LATA MANGESHKAR

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

jaa ri, jaa ri, o kaari badariy
mat baraso re meri nagariya
parades gaye hain saanvariya
jaa ri jaa ri

kaahe ghir ghir shor machaaye re
mera naram karejava jalaaye re
mera manava jale, koi bas na chale
haaye tak tak ke sooni dagariya
jaa ri jaa ri

jaiyo, jaiyo, ri desh piyaa ke
kahiyo dukhade tu mere jiya ke
kahiyo chham chham roye, akhiyaan na soye
hui yaad men pee ki baanvariya
jaa ri jaa ri

Posted by: p u r n i m a

Kaun Mil Gaya

Singer: ASHA BHOSLE

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

chupkese baat sunu ae ri saheli
ghar pe woh nikli aaj akeli
sharma gayi kyu naar naveli
raste mein kaun mila bujho paheli
arey kaun arey woh mil gaya hoga
kaun mil gaya ghar se nikalte
haai - 3
yaar mil gaya ghar se nikalte
ho kaun mil gaya ghar se nikalte
ho kaun mil - 2
ho yaar mil gaya ghar se nikalte
ho yaar mil - 2
ho pyar mil gaya raste pe chalte
ho pyar mil - 2
ho kaun mil gaya
haai - 3

(woh toh sharmaai zinda ghar aayi
main hoti toh marr jaati deke raam duhaai) - 2
chori chori chupke chupke
jise milna tha duniya se chhupke
woh (bich bazaar mil gaya) - 2
ho kaun mil gaya ghar se nikalte
ho kaun mil - 2
ho yaar mil gaya ghar se nikalte
ho yaar mil - 2
ho pyar mil gaya raste pe chalte
ho pyar mil - 2
ho kaun mil gaya
haai - 3

ek chahe raat ek chahe na (chahe na) - 3
(jaadu chal gaye log jal gaye
raaten badal gayi mere din badal gaye) - 2
jabse mila woh dagar mein
jiya laage na baabul ke ghar mein
ho saajan ke ka dwaar mil gaya - 2
ho kaun mil gaya ghar se nikalte
ho kaun mil - 2
ho yaar mil gaya ghar se nikalte
ho yaar mil - 2
ho pyar mil gaya raste pe chalte
ho pyar mil - 2
ho kaun mil gaya

Kitani Jawaan Hai Raat

Singer: LATA MANGHESHKAR

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

kitani javaan hai raat koi yaad aa gay
badhane lagi hai baat koi yaad aa gaya

phir aa gayi chaman men, guzari hui bahaar
rahane lagaa kisi ka phir dil ko intazaar
ab hogi mulaaqaat koi yaad aa gaya
badhane lagi hai baat

phir yaad aa rahen hain guzare hue zamaane
dil gunaguna raha hai bhoole hue taraane
tanhaai aur ye raat, koi yaad aa gaya
badhane lagi hai baat

aankhon se neend jaane ud kar kahaan gai hai
vo bhi vahin pe honge, neendiya jahaan gai hai
shaayad yahi hai baat, koi yaad aa gaya
badhane lagi hai baat

Posted by: p u r n i m a

Kitna hasin hai mausam

Singer: LATA MANGESHKAR, CHITALKAR

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Kitna hasin hai mausa
Kitna hasin safar hai
Saathi hai khoobsurat
Ye mausam ko bhi khabar hai

Kitna hasin hai mausam
Kitna hasin safar hai
Saathi hai khoobsurat
Ye mausam ko bhi khabar hai

Milti nahin hai manzil
Raahi jo ho akela
Do ho to phir jahan bhi
Chahe laga lo mela
Dil mil gaye to phir kya
Jungle bhi ek ghar hai
Saathi hai khoobsurat
Ye mausam ko bhi khabar hai

Kitna hasin hai mausam
Kitna hasin safar hai
Saathi hai khoobsurat
Ye mausam ko bhi khabar hai

Na jaane ye hawayen
Kya kehna chaahati hain
Na jaane ye hawayen
Kya kehna chaahati hain
Panchi teri sadaayen
Kya kehna chaahati hain
Panchi teri sadaayen
Kya kehna chaahati hain
Kuch to hai aaj jis ka
Har cheez par asar hai
Saathi hai khoobsurat
Ye mausam ko bhi khabar hai

Kitna hasin hai mausam
Kitna hasin safar hai
Saathi hai khoobsurat
Ye mausam ko bhi khabar hai

Kudrat ye keh rahi hai
Aa dil se dil mila le
Ulfat se aag le kar
Dil ka diya jala le
Sacchi agar lagan hai
Phir kiska tujhko darr hai
Saathi hai khoobsurat
Ye mausam ko bhi khabar hai

Kitna hasin hai mausam
Kitna hasin safar hai
Saathi hai khoobsurat
Ye mausam ko bhi khabar hai

Na Bole Raadha Na Bole Re

Singer: LATA MANGESHKAR

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

naa bole, naa bole, naa bole re -
(ghoonghat ke pat na khole re
raadha na bole, na bole, na bole re ) - 2

raadha ki laaj bhari ankhiyon ke dore
dekhoge kaise ab gokul ke chhore
dekhoge kaise ab gokul ke chhore
dekho mohan ka manava dole re
raadha na bole, na bole, na bole re
na bole, na bole, na bole re
ghoonghat ke pat na khole re
raadha na bole, na bole, na bole re

yaad karo jamuna kinaare, saanvariya - 2
todhi thi raadha ki kaahe gagariya
is kaaran na tum sang bole re
raadha na bole, na bole re
na bole, na bole, na bole, na bole re
ghoonghat ke pat na khole re
raadha na bole, na bole, na bole re

ruthi hui yoon na maanegi chhaliya
charanon men raadha ke, rakh do muraliya - (2)
baat ban jaayegi haule haule re
raadha na bole, na bole re
na bole, na bole, na bole, na bole re
ghoonghat ke pat na khole re
raadha na bole, na bole, na bole re

Posted by: p u r n i m a

Pee Ke Daras Ko Taras Rahin

Singer: LATA - CHITALKAR

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

lata
kabhi kaamosh rahate hain
kabhi ham aah bharate hain
kisi ke vaaste kya-kya sitam
is dil pe karate hain

jo wo nazaron men nazaren daal kar
khud ham se ye puuchhen
to dil pe haath rakh kar
ham bhi kah den

chitalkar:
kyaa ?

lata :
tum pe marate hain

chitalkar:
waah waah waah
subahaan allaah

lata:
pee ke daras ko taras rahin ankhiyaan - 2
(taras rahin ankhiyaan
baras rahin ankhiyaan) - 2
pee ke daras ko taras rahin ankhiyaan

koi qadamon men unake jaa ke
rakh aaye mere dil ko
ke unake saamane khulati nahin
zaalim zabaan meri

pee ke daras ko taras rahin ankhiyaan- 2
(taras rahin ankhiyaan
baras rahin ankhiyaan) - 2
pee ke daras ko taras rahin ankhiyaan

kisi ka ho ke bhi
usse juda rahana hi padata hai
mohabbat ne diya jo gham
wo gham sahana hi padata hai
aa
kahaan tak dard-e-dil koi
chhupaaye apane sine men
tadap uthata hai jab ye dil
to ye kahana hi padataa hai

chitalker:
kyaa ?

lata:
pee ke daras ko taras rahin ankhiyaan - 2
(taras rahin ankhiyaan
baras rahin ankhiyaan) - 2
pee ke daras ko taras rahin ankhiyaan

Posted by: p u r n i m a

Raju Chal Raju

Singer: KISHORE KUMAR

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Raju Chal Raju (2
Apni Masti Mein Tu
Koi Jeeye Ya Mare
Kya Hum Ko Babu

Raju Chal Raju
Apni Masti Mein Tu
Koi Jeeye Ya Mare
Kya Hum Ko Babu

Mana ke Hansin Hai Duniya Ke Ye Mele
Ab To Hum Rahenge Mele Mein Akele (2)
Jab Tak Na Ho Jaye Apna Dil Bekaabu

Raju Chal Raju (2)
Apni Masti Mein Tu
Koi Jeeye Ya Mare
Kay Hum Ko Babu

Jag Mein Jo Bura Hai Hum Dekhe Na Sune
Kaanton ko hatake Phoolon Ko Hum Chune (2)
Sab Duniya Begaani Do Apne Main Aur Tu

Raju Chal Raju (2)
Apni Masti Mein Tu
Koi Jeeye Ya Mare
Kya Hum Ko Babu

Pariyan Ye Kahan Se Chali Ayi Gaaon Mein
Aye Neend Haye Zulfon Ki Chhaon Mein (2)
Hum Pe Na Chal Jaaye In Zulfon Ka Jaadoo

Raju Chal Raju (2)
Apni Masti Mein Tu
Koi Jeeye Ya Mare
Kya Hum Ko Babu

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about AZAAD ...