Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film BAAGI

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Ab Kya Ho Anjaam

Singer: KUMAR SANU, KAVITA SUBRAMANIAM

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

milte milte ham dono yu ho baithe deewane
ik dooje ke pyaar mein khoye duniya se begaane
ab kya ho anjaam hamaara ye to rab hi jaane
khaayi hai kasam aai hamsafar
mar jaayenge tumhein na pa sake ham agar
o khaayi hai kasam ...

kehane lagi ye zindagi sapne bahaaron ke bun lo
lag kar mere seene se tum is dil ka paigaam sun lo
hosh khone lage dil mein toofan jage
aaj hamse to kuch na kaho
manzilein pyaar ki de rahi hain sada
bas yu hi saath chalte raho
ab kya ho anjaam ...

naazuk hai dil kaanch sa patthar ke jaisi hain rasmein
tum saath ho jab tak sanam rasmein hain sab apne bas mein
ik ho jaayenge rasmon ko todkar
is jahaan se darenge na ham
pyaar ke vaaste jaan jaaye magar bewafaai karenge na ham
ab kya ho anjaam ...

Chaha Hain Tujhe

Singer: SONU NIGAM, SUNIDHI CHAUHAN

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

chaha hai tujhe paaya hai tujhe
kuch bhi na chahiye aur ab mujhe
chaha hai tujhe ...

tu hi hai tu hi hai in aankhon mein
tu hi hai tu hi hai in baahon mein
yu tune mujhko chhua ke jaagi koi pyaas hai pyaas hai
tu aa ke lag ja gale deewana tere paas hai haan paas hai

tu saath ho to mile zindagi tere bina kya hai jeena
har pal sharaabi nigaahein teri mujhko sikhaati hain peena
yu tune mujhko ...

shole bhadakne lage pyaar ke aaja ye shole bujha de
banke main saavan baras jaaunga dil mein tu armaan jaga de
yu tune mujhko ...

Ek Kabhi Do Kabhi

Singer: KAVITA KRISHNAMURTHY

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Kavita:
Hey Hey, La La La
Hey Hey, La La La...

Ek Kabhi, Do Kabhi
Ek Kabhi, Do Kabhi
Teen Kabhi, Chaar Chaar
Aane Lagey Meri Gali, Haye

Ek Kabhi, Do Kabhi
Ek Kabhi, Do Kabhi
Teen Kabhi, Chaar Chaar
Aane Lagey Meri Gali, Haye

Bhanvare Bahaut, Main Akeli Kali
Bhanvare Bahaut, Main Akeli Kali

Koi Kahey, Laila Mujhe
Koi Kahey Laila Mujhe
Koi Kahey Sweetie Mujhe
Koi Kahey Mann Kali

Bhanvare Bahaut, Main Akeli Kali
Bhanvare Bahaut, Main Akeli Kali...

Shookh Adayein, Ye Teerchi Nigahein
Gulaab Sa Mehekaa Badan
Roop Ki Masti, Ye Aankhon Ka Jadoo
Deewanoon Ka Deewana Pan, Hoo

Shookh Adayein, Ye Teerchi Nigahein
Gulaab Sa Mehekaa Badan
Roop Ki Masti, Ye Aankhon Ka Jadoo
Deewanoon Ka Deewana Pan, Hoo

Dekh Loon Main, Hans Ke Jise
Hans Ke Jise, Dekh Loon Main
Samjho Ke Bas Machney Lagi
Dil Mein Uske Khalbali, Haye

Bhanvare Bahaut, Main Akeli Kali
Bhanvare Bahaut, Main Akeli Kali...

Aayein Hain Kaise Ye Mod Jawani Ke
Phas Gayee Mushkil Mein Jo
Ghar Se Nikalna Muhaal Ho Gaya Hai
Main Jaoon To Jaoon Kahan

Ooo, Aayein Hain Kaise Ye Mod Jawani Ke
Phas Gayee Mushkil Mein Jo
Ghar Se Nikalna Muhaal Ho Gaya Hai
Main Jaoon To Jaoon Kahan

Sabh Se Haseen, Sabh Se Judaa
Sabh Se Judaa, Sabh Se Haseen
Mujhse Yahan Koi Nahin
Ladki Hoon Main Chubuli, Haye

Bhanvare Bahaut, Main Akeli Kali
Bhanvare Bahaut, Main Akeli Kali

Bhanvare Bahaut, Main Akeli Kali
Bhanvare Bahaut, Main Akeli Kali

Ek Kabhi, Do Kabhi
Ek Kabhi, Do Kabhi
Teen Kabhi, Chaar Chaar
Aane Lagey Meri Gali, Haye

Bhanvare Bahaut, Main Akeli Kali
Bhanvare Bahaut, Main Akeli Kali
Bhanvare Bahaut, Main Akeli Kali
Bhanvare Bahaut, Main Akeli Kali

Aaa Haa Aaa, La La La
Aaa Haa Aaa, La La La...

Sapne Mein Kudi

Singer: ABHIJEET

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Kya Hua Zara Yeh To Bata
Kiske Pyar Mein Deewana Tu Bana
Kya Hua Zara Yeh To Bata
Kiske Pyar Mein Deewana Tu Bana
Sapne Mein Kudi Woh Ondi Hain
Ankhaden Neend Churaondi Hain
Sapne Mein Kudi Woh Ondi Hain
Ankhaden Neend Churaondi Hain
Main To Uspe Pyaar Lutava
Main To Uspe Pyaar Lutava
Yaad Uski Dil Mein Basawa, Dhoondho Kaha Usko
Ke Dil Mera Naal Naal Naal Le Gayi Jo
Ke Dil Mera Naal Naal Naal Le Gayi Jo

Phoolon Se Khili Khili Chaand Se Ujli Woh
Mere Liye Banti Sanwarti Thi
Phoolon Se Khili Khili Chaand Se Ujli Woh
Mere Liye Banti Sanwarti Thi
Uske Hi To Geet Mai Gaawa
Uske Hi To Geet Mai Gaawa
Pyaar Uska Bhool Na Paawa, Dhoondho Kaha Usko
Ke Dil Mera Naal Naal Naal Le Gayi Jo
Ke Dil Mera Naal Naal Naal Le Gayi Jo

Morni Si Chaal Hai Hasiton Kamal Hai
Mast Adayen Suhani We
Hirni Se Dole Jaadu Sa Gole
Shokh Rangilee Jawani We
Kaise Dil Ka Dard Mitawa
Kaise Dil Ka Dard Mitawa
Haal Apna Kisko Sunawa
Dhoondho Kaha Usko
Ke Dil Mera Naal Naal Naal Le Gayi Jo
Ke Dil Mera Naal Naal Naal Le Gayi Jo
Sapne Mein Kudi Woh Ondi Hain
Ankhaden Neend Churaondi Hain
Main To Uspe Pyaar Lutava
Main To Uspe Pyaar Lutava
Yaad Uski Dil Mein Basawa, Dhoondho Kaha Usko
Ke Dil Mera Naal Naal Naal Le Gayi Jo
Ke Dil Mera Naal Naal Naal Le Gayi Jo...

Tujhe Jo Maine Dekha

Singer: ABHIJEET, JASPINDER NARULA

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

tu tu ru ru
pyaar pyaar pyaar tera pyaar chahiye
bekaraar dil ko karaar chahiye
tujhe jo maine dekha to dil ne ye pukaara ke zindagi mein ek yaar chahiye
pyaar pyaar tu de de mujhko pyaar pyaar
pyaar pyaar pyaar tera ...

kehta hai dil mera teri aankhon mein doob jaau
chaahat hai ye apni main dulhan tujhe banaau
aaise hi kuch sapne mere dil ne bhi dekh daale
karti hu khush ho kar main khud ko tere hawaale
hosh mera khone laga ye kya mujhe hone laga
kaise tujhe yaar main bataau
main hu teri jaan-e-ada dil pe tera chaaya nasha
aaja tujhe dil mein basaau
tujhe jo maine dekha ...

paagal kar daalungi tujhe itna pyaar main dungi
in baahon mein reh kar ye jeevan guzaar dungi
dekhe na ye duniya kahi dil mein chupa de mujhko
jeene ko tarsa hu tu jeena sikha de mujhko
paas aa ja yaar mere baahen meri thaam zara
samaan hai ye pyaar ka suhaana
jaan meri tere liye pyaar mera tere liye
tera hi to main hu deewana
tujhe jo maine dekha ...

Tumhi Ko Chahata Hai

Singer: KAVITA KRISHNAMURTHY & KUMAR SANU

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Sanu:
Tumhi Ko Chaahta Hai Dil Tumhi Se Pyar Hai
Tumhari In Adaon Mein Bada Khumaar Hai...

Tumhi Ko Chaahta Hai Dil Tumhi Se Pyar Hai
Tumhari In Adaon Mein Bada Khumaar Hai
Khafa Na Ho O Jaana, Ke Dekhe Yeh Zamana
Main Ho Gaya Deewana, Dil Bekraar Hai

Tumhi Ko Chaahta Hai Dil Tumhi Se Pyar Hai
Tumhari In Adaon Mein Bada Khumaar Hai
Tumhi Ko Chaahta Hai Dil Tumhi Se Pyar Hai
Tumhari In Adaon Mein Bada Khumaar Hai...
Dal Ke Nazar Nazar Ki Mastiyan
Mujhpe Yu Girayi Tune Bijliyan

Kavita:
La La Ra La Ra La Ra La Ra

Sanu:
Dal Ke Nazar Nazar Ki Mastiyan
Mujhpe Yu Girayi Tune Bijliyan
Madhosh Main Hoon Ki Hosh Kho Gaya
Dil Ki Lagi Me Yeh Haal Ho Gaya
Ab To Bas Dil Pe Tumhara Ikhtiyaar Hai

Tumhi Ko Chaahta Hai Dil Tumhi Se Pyar Hai
Tumhari In Adaon Mein Bada Khumaar Hai
Khafa Na Ho O Jaana, Ke Dekhe Yeh Zamana
Main Ho Gaya Deewana, Dil Bekraar Hai

Tumhi Ko Chaahta Hai Dil Tumhi Se Pyar Hai
Tumhari In Adaon Mein Bada Khumaar Hai...

Aur Bhi Kareeb Aane Do Mujhe
Dhadkane Zara Churane Do Mujhe

Kavita:
Na Na Na, Na Na Na Na Na Na

Sanu:
Haan, Aur Bhi Kareeb Aane Do Mujhe
Dhadkane Zara Churane Do Mujhe

Tadpake Aise Na Jaao Janeman
Mujhko Gale Se Lagao Jaaneman
Kya Khila Khila Sama Hai Kya Bahar Hai
Tumhi Ko Chaahta Hai Dil Tumhi Se Pyar Hai
Tumhari In Adaon Mein Bada Khumaar Hai
Tumhi Ko Chaahta Hai Dil Tumhi Se Pyar Hai
Tumhari In Adaon Mein Bada Khumaar Hai

Khafa Na Ho O Jaana, Ke Dekhe Yeh Zamana
Main Ho Gaya Deewana, Dil Bekraar Hai

Tumhi Ko Chaahta Hai Dil Tumhi Se Pyar Hai
Tumhari In Adaon Mein Bada Khumaar Hai
Tumhi Ko Chaahta Hai Dil Tumhi Se Pyar Hai
Tumhari In Adaon Mein Bada Khumaar Hai
Tumhi Ko Chaahta Hai Dil Tumhi Se Pyar Hai
Tumhari In Adaon Mein Bada Khumaar Hai
Aye Aa Haa Haa
Aye Hoo Hoo Hoo
Aa Hey Hey Hey
Aye Hoo Hoo Hoo...

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about BAAGI ...