Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film BADA DIN

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Behoshi Tan Man Pe Chane Lagi

Singer: UNKNOWN

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

behoshi tan man pe chaane lagi chaane laga hai ab nasha aa aa
tum jo aise behkoge jaane aaj hona hai kya
behoshi tan man pe ...

kya raaz hai kisliye balkha raha hai tu aa
koi kya yahaan aaya hai meri jaan
aaye jo koi yahaan to sun le meri daastaan
ye saans ye dhadkane hain jaise dil ki zubaan
deewani maan bhi ja aaise na hosh ganva
agar hosh tan man pe chaane lage
chaane laga hai ab ...

tu jo aaise behakegi jaane aaj hona hai kya

haan jaan yahi baat hai mehki si kyon raat hai
ye saaya hai kya chal tere saath hai
saaya nahi zulf hai jo khul ke lehra gayi
ye baat jo ankahi vo honthon pe a gayi
deewani maan bhi ...

Betaab Ham Aawara Ham

Singer: UNKNOWN

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

betaab ham aawara ham hain beete sau janam aawara ham hain
kabhi chal diye kabhi tham gaye kabhi gam mile kabhi gam gaye
yahi zindagi hai apni
betaab ham aawara ham ...

tumko samjhaye kya hamko bhi pyaar tha
kehti thi woh sada tu hi to hai mera
woh ladki magar kho gayi hai kisi aur ki ho gayi hai
betaab ham aawara ham ...

pehle jo khwab the sab kaamyaab the
pehle thi raah mein manzil nigaah mein
magar nahi ab koi manzil chale ham jidhar bhi kahe dil
betaab ham aawara ham ...

Kehta Hain Ye Safar

Singer: UNKNOWN

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

kehta hai ye safar kehti hai rehguzar
zamane bhar ke gam liye ummeed dil mein kam liye
tum chale ho kaha
kehta hai ye safar ...

dekhu jahaan milta nahi jazbaat ka nishaan
halka sa bhi nishaan
begaane log hain anjaane log hain
tamaam shehar mein kahi milega pyar hi nahi
tum chale ho ...

duniya mein tum kab se ho gum kis raah se ho chale
aakash ke tale chalte rahe kam na huye manzil ke faasale
aaise hain faasale
raahon ki thokar kehti hai kya karen
khula koi bhi dar nahi
kisi ke dil mein ghar nahi
tum chale ho ...

Meri Aankhoon Mein

Singer: UDIT NARAYAN & ALKA YAGNIK

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Boy
Meri Aankhoon Mein Tum Ho
Mere Sapnoo Mein Tum Ho

Girl:
Meri Dhadkan Mein Tum Ho
Mere Sansoon Mein Tum Ho

Boy:
Abh Yeh Halaath Hain
Dono Abh Saath Hain

Girl:
Dil Mein Jazbaat Hain
Haathoon Mein Haath Hain

Boy:
Hum Dono Ka Ye Pyar Hai Kitna Pyara

Girl:
Meri Aankhoon Mein Tum Ho
Mere Sapnoo Mein Tum Ho

Boy:
Meri Dhadkan Mein Tum Ho
Mere Sansoon Mein Tum Ho

Girl:
Abh Yeh Halaath Hain
Dono Abh Saath Hain

Boy:
Dil Mein Jazbaat Hain
Haathoon Mein Haath Hain

Girl:
Hum Dono Ka Ye Pyar Hai Kitna Pyara

Boy:
Meri Aankhoon Mein Tum Ho
Mere Sapnoo Mein Tum Ho...

Boy:
Tum Agar Ho To Haseen Hai Zindagi
Tum Nahin To Kuch Nahin Hai Zindagi

Girl:
Tum Se Hi Rahoon Mein Hai Ye Dilkashi
Tum Se Hi Payee Hai Maine Har Khushi

Boy:
Tum Ye Jaan Lo Tum Ye Maan Lo
Tum Ho Meri Manzil Tum Hi Raasta

Girl:
Meri Aankhoon Mein Tum Ho
Mere Sapnoo Mein Tum Ho

Boy:
Meri Dhadkan Mein Tum Ho
Mere Sansoon Mein Tum Ho

Girl:
Abh Yeh Halaath Hain
Dono Abh Saath Hain

Boy:
Dil Mein Jazbaat Hain
Haathoon Mein Haath Hai

Girl:
Hum Dono Ka Ye Pyar Hai Kitna Pyara

Boy:
Meri Aankhoon Mein Tum Ho

Girl:
Mere Sapnoo Mein Tum Ho...
Tum Meri Har Saaz Ka Sangeet Ho
Tum Jise Gaata Hai Dil Woh Geet Ho

Boy:
Tum Koi Khushboo Ho Koi Rang ho
Tumko Jo Dekhe Woh Kyoon Na Taang Ho

Girl:
Tum Jo Aa Gaye
Tum Jo Chaa Gaye
Tumne Mujhpe Jaadu Hai Kar Diya

Boy:
Meri Aankhoon Mein Tum Ho
Mere Sapnoo Mein Tum Ho

Girl:
Meri Dhadkan Mein Tum Ho
Mere Sansoon Mein Tum Ho

Boy:
Abh Yeh Halaath Hain

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about BADA DIN ...