Songs from film BAIRAM KHAN
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Ashkon Pe Huwa Katam
Singer: SHAMSHAD BEGUM
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
ashkon pe huwa katam mere gam ka fasaan
rote huye anjaam pe rota hai zamaana
ashkon pe huwa katam
aayi jo hansi aankh mein to ban gae aansu
paani mein pada aag ka tuufaan chhupaana
ashkon pe huwa katam
ae daur-e-kizaan aa tujhe sine se laga luun
milta hai tere haal se kuchh mera fasaana

Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about BAIRAM KHAN ...