Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film BAL GANESH

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Aao Sunaata Hoon Sabko Aaj Ek Kahaani

Singer: HARIHARAN, KETKI, LAVANYA, SIDDHANT BHOSLE

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

aao sunaata hoon sabko aaj ek kahaani -
shaayad lage nayi tumako par hai sadiyon puraani - 2
aao sunaata hoon sabko aaj ek kahaani
shaayad lage nayi tumako par hai sadiyon puraani
aao sunaata hoon sabko aaj ek kahaani

kaise jab nandi ne maa paarvati ka na maan aadesh - 2
toh aane phir kaise banaaya apana ganesh, (apana bal ganesh - 2)
kaunsa aadesh, kaise bane ganesh, kya huwa
sab bataata hoon, pehle saare bolo, (om ganeshaay namah - 10)
maa paarwati jaab jaati thi nahaane, toh nandi karta peheredaari
sabko tha woh rok leta, par chup rehta shiv ki jab aaye sawaari
shiv jo chale aaye andar, paarvati huyi behad naaraaz
par nandi tha ??? shiv ka unake aage bilkul beawaaz
phir kya huwa, paarwati ke mann mein ek chaah uthi
kaash koi hota mera jise main karati pyaar
jo maanata meri baatein mujhpe ho jaata nisaar
kyun na main khud hi banaau use, dil ka ho ik tukda
mere hi jaisa ho usaka rang, mere hi jaisa ho mukhada
ganesh, haan
phir paarvai ne ??? aur rach ik baalak vishesh
apane mail se banaaya apana pyaara ganesh
achchhi kahaani hai par, kuchh toh gadbad ghotaala hai baay
maa paarvati ne kya aisi thi baalak ki surat banaayi
na sund na kaan haathi ke kaisa hai iss baalak ka bhes
hai yeh nahi - 3 hamaara ganesh
baal ganesh ko haathi ka mooh kaise mila
o ek aur kahaani hai phir kabhi sunaau
aaj suni hai hum sab ne badhiya ek kahaani
lagati hai jo nayi nayi par hai sadiyon puraani
aao sunaata hoon sabko aaj ek kahaani - 2
shaayad lage nayi tumako par hai sadiyon puraani
aao sunaata hoon sabko aaj ek kahaani

Ganaa Ganaa Di Ganna

Singer: AMAANAT ALI, ANEEK DHAR, NIRUPAMA DEY, SHANKAR MAHADEVAN, ASHA BHOSLE, JUNAID SHEIKH, MAULI DAVE, SU

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

(tino lok mein puja jaaye - 2, jagad bamb ka putra kahaaye) -
krodh lobh sab jag se mitaake, shuddh prem ka ras barsaaye - 2
bhakta karein har varsh swaagatam
(ganaa ganaa di ganna shevitam- 3, ganna ganna) - 2
tino lok mein puja jaaye, jagad bamb ka putra kahaaye
krodh lobh sab jag se mitaake, shuddh prem ka ras barsaaye - 2
bhakta karein har varsh swaagatam, swaagatam
(ganaa ganaa di ganna shevitam- 3, ganna ganna) - 2
ganna ganna ganna........ ganapat ganaa ganna...gan gan ganaa ganaa
phal frut aur dudh mithaayi khaye piye bhakton ki chadhaayi - 2
sunake bhajan kirtan hriday ke door karein kshan mein kathnaayi - 2
krodh lobh sab jag se mitaake, shuddh prem ka ras barsaaye
bhakta karein har varsh swaagatam
(ganaa ganaa di ganna shevitam- 3, ganna ganna) - 2

aap ho sab devo mein bholein, aap ki jai jai har koi bolein - 2
pyaar se usake ghar tum aao, jo baithe darwaaja kholein - 2
krodh lobh sab jag se mitaake, shuddh prem ka ras barsaaye
bhakta karein har varsh swaagatam, swaagatam
(ganaa ganaa di ganna shevitam- 3, ganna ganna) - 2
tino lok mein puja jaaye, jagad bamb ka putra kahaaye - 2
krodh lobh sab jag se mitaake, shuddh prem ka ras barsaaye
bhakta karein har varsh swaagatam, swaagatam
(ganaa ganaa di ganna shevitam- 3, ganna ganna) - 2
ganna ganna ganna ganna ganna........

Ganesh Utpati

Singer: HEMA DESAI

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

kar adabhut sankalp yeh mann mein maa gauri jut gayi jatan mein -
om om (om namah shivaay - 4)

paarvati ne apane tann se mamta bhari sukomal mal se
kan kan apana ansh jutaaya kar kamalon mein use uthaaya
divya kala se rachaa maat ne uthala salona
jisaki aabha se roshan tha vishwa ka kona kona
chamtkaar se mamtamayi ne phooki usamein jaan
mand mand muskaate aaye shri ganesh bhagwaan

Haathi Ka Bal Hai Akal Hai Shakal Hai

Singer: PAVNI PANDEY, RAJ PANDIT, SAMEER MOHAMMED, SANCHITA BHATTACHARYA

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

haathi ka bal hai akal hai shakal hai, usise pehel hai sabhi kaam k
gannu hamaara lage saabko pyaara
bachche doom macha du main usi naam ki
toh dil se pukaare, chalo aaj saare, baja do nagaade
???, ganapati bappa morya-3, ganapati bappa morya.......
haathi ka bal hai akal hai shakal hai, usise pehel hai sabhi kaam ki
gannu hamaara lage saabko pyaara
bachche doom macha du main usi naam ki
toh dil se pukaare, chalo aaj saare, baja do nagaade
???, ganapati bappa morya-3, ganapati bappa morya.......

(kaam bigaade kabhi, kabhi hai banaaye
gannu kare jo usake mud me aa jaaye) - 2
par jo karein hai woh sahi sabne maana
gannu hamaara hai sabse sayaana, sabse sayaana
haathi ka bal hai akal hai shakal hai, usise pehel hai sabhi kaam ki

gannu ki sund bade kaam ki hai, laddu lapak leti aaram se hai - 2
laddu ke jaise hi ??? gol gol hai
khaa pi ke mast hai gannu (no control hai - 2)
haathi ka bal hai akal hai shakal hai, usise pehel hai sabhi kaam ki
gannu hamaara lage saabko pyaara
bachche doom macha du main usi naam ki
toh dil se pukaare, chalo aaj saare, baja do nagaade
???, ganapati bappa morya-3, ganapati bappa morya.....

Naache Dhin Dhin Dhintaak Dhin

Singer: KAILASH KHER

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

shankar ji ka damaru baaje, paarvati ka nandan naache -
barfile kailaashikhar par jai ganesh ki dhoom, (o jai ho.... - 4)
shankar ji ka damaru baaje, paarvati ka nandan naache
barfile kailaashikhar par jai ganesh ki dhoom
naache dhin dhin dhintaak dhin - 2
naache dhin dhin - 2 dhintak dhintaak naache

manmohak manbhaavan natkhat mushak gan bhaage sarpat - 2
vighn vinaayak sankat mochan, (vakratund kajraare lochan - 3)
jhume gaaye baaal ganesh, bhaktjano ki kate kalesh - 2

naache dhin dhin dhintaak dhin - 2
naache dhin dhin - 2 dhintak dhintaak naache

sunkar itna jyaada shor paarvati aayi uss or
darkar maata uma ke aage dum dabaakar mushak bhaage
par apani dhun mein mast gajaanan dhirak rahein hai bhulke tan mann

ganapati bappa morya, mangal murti morya....... (ganaa ho jai ho.....)

Nanha Munna Baal Ganesh

Singer: ASHA BHOSLE, USHA MANGESHKAR

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

reet rasm duniyaake todke ganesha, aaya jagme dono lok se ganesh
paarvati maa ka pyaara, janm liya mitti ki kok se
khele kude apane jaisa, bholenaath ka putra hai kaisa
nanha munna baal ganesh, ganesh - 2
nanha munna baal ganesh, pyaara pyaara baal ganesh
natkhat natkhat nanha munna baal ganesha hai - 2
reet rasm duniyaake todke, aaya jagme dono lok se ganesha

golmatol hai mithi boli gajdhar ganu ki surat bholi - 2
uchhal kud har aur machaaye, lekar sang mitro ki toli
khele kude apane jaisa, bholenaath ka putra hai kaisa
nanha munna baal ganesh - 4
you are the sun, the moon, the lights from heaven above
you are the reason smile ????
you bring love, fun and sanity in our lifes
you are one and only ??? inside
sund se daali daali hila de, phool paat mitti mein mila de - 2
patjhad jab na mann ko bhaaye, sukhi daal pe phool khilaade
khele kude apane jaisa, bholenaath ka putra hai kaisa
bachho mein hai bachhon jaisa, bholenaath ka putra hai kaisa
nanha munna baal ganesh - 4
reet rasm duniyaake todke ganesha, aaya jagme dono lok se ganesha
paarvati maa ka pyaara, janm liya mitti ki kok se
khele kude apane jaisa, bholenaath ka putra hai kaisa
nanha munna baal ganesh - 4
natkhat natkhat nanha munna baal ganesha hai - 3

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about BAL GANESH ...