Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film BETA

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Dhadkanen Saansen Jawabi Zindagaani Aapki

Singer: PANKAJ UDHAS, ANURADHA PAUDWAL

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

(dhadakane sansein jawani zindagaani aapki -
aapane chaha hame ye meharbaani aapaki) - 2
dhadkane saansein jawani zindagani aapki

(chain mil gaye jo aap dil se mera naam le
aap chahe to meri chahat ki kashti thaam le) - 2
hai meri chahat ke darya mein hai rawani aapaki - 2
aapane chaha hame ye meherbani aapaki
dhadakane sansein jawani zindagani aapaki

(aapake hi pyar se hai manzilon ki dasta
aapake dam se sitare aapase hai aasama) - 2
mein humdam hai kahani apaki - 2
apane chaha hame ye meherbani apaki
dhadakane sansein jawani jindagani apaki - 2

Dhak Dhak Karne Laga

Singer: UDIT NARAYAN, ANURADHA PAUDWAL

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

dhak dhak karne laga, ho mora jiyara darne laga -
saiya baiya chhodna, kachchi kaliya tod na - 2
dil se dil mil gaya, mujhase kaisi ye haya - 2
tu hai meri dilaruba, kya lagti hai, va re va - 2
dhak dhak karne laga, ho mora jiyara darne laga

apana kaha jab piya tune mujhe, main meethe meethe sapane sajane lagi
dekha meri raani jab maine tujhe, meri soi soi dhadkan gaane lagi
jaadu tera chhane laga, meri nas nas mein samaane laga
kkud ko main bhulane laga, tujhe saanson mein basane laga
rishta, ab ye rishta, saathi tutega na tode kabhi
dil se dil mil gaya mujhase kaisi ye haya
dhak dhak karne laga, ho mora jiyara darne laga

uljhi hai kali kali lat teri, zara in zulfon ko suljhane to de
itani bhi kya hai jaladi tujhe, ghadi apane milan ki tu ane to de
aise naa bahane bana, meri rani, ab to bahon mein aa
aise naa nigahen mila, koi dekhega to sochega kya
masti chhai hai masti, ake lag jaa gale se abhi

dhak dhak karane laga, ho mora jiyara darane laga - 2
saiya baiya chhodna, kachchi kaliya tod na - 2
dil se dil mil gaya, mujhase kaisi ye haya - 2
tu hai meri dilaruba, kya lagati hai, va re va - 2
dhak dhak karane laga, ho mora jiyara darane laga
dil se dil mil gaya, mujhase kaisi ye haya

Kitna Pyara Ye Chehra

Singer: ANURADHA PAUDWAL, UNKNOWN

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Kitna pyara ye chehra - 2 ye meri sajani ha
Kitna pyara ye chehra - 2 ye mera sajan hai

(ek muddat se tu dil mein samayi hai
aaj magar tu mere ghar aayi hai) - 2
chhodake aab mujhe janam kahi tu jana naa
Kitna pyara ye chehra - 2 ye meri sajani hai

(apana banaya tune ehsan tera
banake tu rehna sajan mera) - 2
kya kahu main tujhe ye dil hua tera diwana
Kitna pyara ye chehra - 2 ye mera sajan hai
Kitna pyara ye chehra - 2 ye meri sajani hai

Maa Meri Maa

Singer: ANURADHA PAUDWAL

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

(Khushiyon ka din aaya ha
Jo maanga voh paaya hai) - 2
Aaj mujhe meri maa ne beta kehke bulaaya hai
Khushiyon ka din aaya hai
Jo maanga voh paaya hai
Aaj mujhe meri maa ne beta kehke bulaaya hai
Maa meri maa, maa meri maa - 2
(Poochh na mujhko kitna rulaati thi
Har ghadi har pal teri yaad aati thi) - 2
Seene se aake tune lagaaya
Saare dukhon ko pal mein mitaaya
Tu na jaane bin tere maine kitna dard uthaaya hai
Khushiyon ka din aaya hai
Jo maanga voh paaya hai
Aaj mujhe meri maa ne beta kehke bulaaya hai
Maa meri maa, maa meri maa - 2
Maa mujhe tere aanchal mein palna hai
Thaamke ungli tere saath chalna hai) - 2
Pooja ka meri vardaan hai tu
Mere liye to bhagwaan hai tu
Har mandir har moorat mein bas tera roop samaaya hai
Khushiyon ka din aaya hai
Jo maanga voh paaya hai
O, khushiyon ka din aaya hai
Jo maanga voh paaya hai
Aaj mujhe meri maa ne beta kehke bulaaya hai
Maa meri maa, maa meri maa

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about BETA ...