Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film BETI

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Ghir-Ghir Ban Mein Ghor Ghata Chhaayi

Singer: KHURSHEED

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

ghir-ghir ban mein ghor ghata chhaay
o more yaad teri aayi

ghir-ghir ghir-ghir girein jharoke
aur kaun milane ke mauqe
o barakha dulahan ban ke aayi
ghir-ghir ban mein ghor ghata chhaayi
o mohe yaad teri aayi

saavan aaya piya lo ji
tum bhi to ghar aao na
aj more angana mein aao
aao aa ke jaao na
kalap kalap haari
aur mohe kalapaao na
o mohe yaad teri aayi
ghir-ghir ban mein ghor ghata chhaayi
o mohe yaad teri aai

khidki khol khidi nainan ki
kuchh sun ja kuchh kah ja re man ki
o main ne kaisi aag lagaayi
ghir-ghir ban mein ghor ghata chhaayi
o mohe yaad teri aayi
ghir-ghir ban mein ghor ghata chhaayi

iraada tha ki shaadi kar ke apana ghar basaaein ge
kabhi aaluu, kabhi gobhi, kabhi murga pakaaein ge
magar har roz patali daal khaai, aap kyuun roye

Nainon Se Naina Mila Ke

Singer: KHURSHEED

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

(nainon se naina milaak
yaari khuub dikhalaake
ab bolo kaahe bhaage) - 2

(tu jo ho na ?
? ? aake jaake
aison se kyuun naina laage) - 2
nainon se naina milaake
yaari khuub dikhalaake
ab bolo kaahe bhaage

(kit dhuunduun kit jaauun
git pyaare piya gaauun
mat bhuulo mohe piya
aaja yaad teri gaauun )- 2
(kacche prem ke hai dhaage
yahi roti huun main gaake)- 2
(nainon se naina milaake
yaari khuub dikhalaake
ab bolo kaahe bhaage) - 2

Ye Kya Kiya Re Duniya Vaale Jahaan Ke Gam

Singer: MUKESH

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

ye kya kiya re duniya vaal
jahaan ke gam tuune sabhi mujhako de daale
ye kya kiya re

o re bedardi o harajaayi dekh li maine teri kudaayi
pahale hi mera dil ghaayal tha aur bhi us par chot lagaayi
tuune rula ke mujhe dar-dar phira ke mujhe
kab ke ye aramaan nikaale
ye kya kiya re

subah ka suuraj raat ke taare ban gaye sab ke sab angaare
aas ke bandhan tod ke tuune chhin liye sabhi sang-sahaare
mere lahu ki qasam aur bhi kar le sitam
aag tu dil ki bujha le
ye kya kiya re

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about BETI ...