Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film BEWAFAAI

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Aye Dil Aye Dil

Singer: AGAM KUMAR NIGAM

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Aye dil aye dil tu use bhul ja -
tarasna chod de tadapna chod de
behakna chod de machalna chod de
woh gaya bhul tu bhi bhul ja
aye dil aye dil tu use bhul ja
tarasna chod de tadapna chod de
behakna chod de machalna chod de
woh gaya bhul tu bhi bhul ja
aye dil aye dil tu use bhul ja

yaad mat kar use
yeh kasam hai tujhe
woh kya jaane wafa
woh toh hai bewafaa
yaad mat kar use
yeh kasam hai tujhe
woh kya jaane wafa
woh toh hai bewafaa
ishq jo kar gaye
log woh aur the
aaj ke waqt main
ishq bas hai saja - 2

aye dil aye dil
tu use bhul ja
tasarna chod de tadapna chod de
behakna chod de machalna chod de
woh gaya bhul tu bhi bhul ja

har ghadi bebasi
har ghadi bekhudi
jaane kis aag main
jal rahi zindagi
har ghadi bebasi
har ghadi bekhudi
jaane kis aag main
jal rahi zindagi
dard maloom ho
to dawa dhund loo
aaj iss haal main
aur main kya kahoo - 2

aye dil aye dil
tu use bhul ja
tasarna chod de tadapna chod de
behakna chod de machalna chod de
woh gaya bhul tu bhi bhul ja
aye dil aye dil
tu use bhul ja - 3

Bhula Na Sakoge Mujhe Bhulkar Tum

Singer: AGAM KUMAR NIGAM

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

bhula na sakoge mujhe bhulkar tu
bhula na sakoge mujhe bhulkar tum
main aksar tumhen yaad aata rahunga
kabhi khwaab bankar kabhi yaad bankar
kabhi khwaab bankar kabhi yaad bankar
main neenden tumhari churata rahunga
bhula na sakoge mujhe bhulkar tum

kabhi jee raha hoon kabhi marr raha hoon
mujhe na pata main kya kar raha hoon
ho kabhi bujh raha hoon kabhi jal raha hoon
kadam rokte hai magar chal raha hoon
main yun hi chalunga milo na milo tum
main yun hi chalunga milo na milo tum
main aawaz dekar bulata rahunga
bhula na sakoge mujhe bhulkar tum

satayegi jab jab tumhen bekaraari
tumhe yaad aayegi mohabbat hamari
ho sunoge kahi jo mohabbat ki baaten
tumhen yaad aayenge woh din woh raaten
guzaari jo tumne baahon mein meri
guzaari jo tumne baahon mein meri
main sab yaad tumko dilata rahunga

bhula na sakoge mujhe bhulkar tum
bhula na sakoge mujhe bhulkar tum
main aksar tumhen yaad aata rahunga
kabhi khwaab bankar kabhi yaad bankar
kabhi khwaab bankar kabhi yaad bankar
main neenden tumhari churata rahunga
bhula na sakoge mujhe bhulkar tum
bhula na sakoge mujhe bhulkar tum

Shukriya Shukriya

Singer: AGAM KUMAR NIGAM

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Shukriya Shuriya dard jo tumne diya -
Yeh Kataa Humsa Hui Dil Jo Bas Tumko Diyaa
Na Koye Shikwa Gila Tumse Oh Bewafaa - 2
Pyar To Tahi Nahin Pyar Jo Tumne Kiyaa
Shukriya Shuriya dard jo tumne diya - 2

Rowbhi Na Pawo Ab To Tanha Raato Main
Aasoo Bhi Na Chora Tumne Aankho Main
Zahkma Diya Hai Aisa Bool Na Pawo Tujhe
Maar Jaoonga Main To Teri Yaad Main

Shukriya Shuriya Zahkma jo tumne diya - 2
Yeh Kataa Humsa Hui Dil Jo Bas Tumko Diyaa

Shukriya Shuriya dard jo tumne diya - 2

Apna Kehke Jabsa Tumne Luta Hai
Kya Main Bolo Yeh Dil Kitna Toota Hai
Toota Dil ka Haar Tukra Yeh Kehta Hai
Pyar Na Karna Pyar to Bas Ek Dokaa Hai

Shukriya Shuriya Dil jo Tore diya - 2
Yeh Kataa Humsa Hui Dil Jo Bas Tumko Diyaa
Na Koye Shikwa Gila Tumse Oh Bewafaa - 2
Pyar To Tahi Nahin Pyar Jo Tumne Kiyaa
Shukriya Shuriya dard jo tumne diya - 2

Posted By : Hassan

Tujh Mein Aur Teri Yaad Mein

Singer: AGAM KUMAR NIGAM

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

tujh mein aur teri yaad mein bas fark hai itan
tujh mein aur teri yaad mein bas fark hai itana
tu toh bewaqt aati hai yaad har waqt aati hai
tu toh bewaqt aati hai yaad har waqt aati hai
tujh mein aur teri yaad mein bas fark hai itana
tujh mein aur teri yaad mein bas fark hai itana
tu toh bewaqt aati hai yaad har waqt aati hai
tu toh bewaqt aati hai yaad har waqt aati hai

teri yaadon mein toh tanha chhoda nahi
teri yaadon se main pyar karne laga
teri yaadon mein toh tanha chhoda nahi
teri yaadon se main pyar karne laga
tum milo na milo iska kuchh gam nahi
tere vaadon se main pyar karne laga
kal mein aur aaj mein bas fark hai itana
kal mein aur aaj mein bas fark hai itana
jaan tu door hai mujhse jaan har waqt jaati hai
jaan tu door hai mujhse jaan har waqt jaati hai

bewafaa tum nahi bewafaa ham nahi
bewafaa toh sanam apani taqdeer hai
bewafaa tum nahi bewafaa ham nahi
bewafaa toh sanam apani taqdeer hai
main akela hoon phir bhi akela nahi
mere seene mein ek teri tasveer hai
tujh mein aur tasveer mein bas fark hai itana
tujh mein aur tasveer mein bas fark hai itana
tu toh bas ruth jaati hai woh toh bas muskurati hai
tu toh bas ruth jaati hai woh toh bas muskurati hai
tujh mein aur teri yaad mein bas fark hai itana
tu toh bewaqt aati hai yaad har waqt aati hai
tu toh bewaqt aati hai yaad har waqt aati hai

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about BEWAFAAI ...