Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film BHABHI - 1938

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Jhuki Aai Re Badariya Saawan Ki

Singer: RENUKA DEVI

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

jhuki aai re badariya saawan ki -2

saawan ki manabhaawan ki -2
jhuki aai re badariya saawan ki
jhuki aai re badariya

nanheen-nanhiin bundiyaan mehara barase
pee-pi papeeha raaj kare
ali jaaye kaho piya aawan ki

jhuki aai re badariya saawan ki
jhuki aai re badariya

sun re hathi papeeha paapi
pi ko naam na le

sun paave koi biraha ki naari
pi kaaran keeje (?)

ye dou naina kaho na maanen
nadiya bahe jaise saawan ki

koi jaaye kaho piya aawan ki
jhu
jhuki aai re badariya saawan ki
jhuki aai re badariya

saawan ki manabhaawan ki -2
jhuki aai re badariya saawan ki
jhuki aai re badariya

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about BHABHI - 1938 ...