Songs from film BUDTAMEEZ
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Dil Ko Na Mere
Singer: MOHD RAFI
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Dil ko na mere tadhpaay
Pyar ko mat thukraayo
Ab to hamare ho jaayo ho ho
Dil ko na mere tadhpaayo...
Yun na rahega hardum
husn hai aakhir faani
banke kahan rehta hai
dariya ka behta paani
Chand se mat takraayo
dharti pe waapis aayo
Ab to hamare ho jaayo ho ho ho
Dil ko na mere tadhpaayo...
Chhordo Chalan nafrat ka
rasm-e-mohabbat seekho
dil ko dhadhak lene do
Pyar ki aadat seekho
Dil jo kisi ka churaayo
dard ko bhi apnaayo
Ab to hamare ho jaayo
Dil ko na mere tadhpaayo
Pyar ki daulat le kar
laut jo hum jaayenge
laakh bulaayo phir tum
mudh ke nahi aayenge
Phir woh jhalak dikhlaayo
aankhon se dil mein samaayo
ab to hamare ho jaayo ho ho
Dil ko na mere tadhpaayo
Pyar ko mat thukraayo
Ab to hamare ho jaayo hoye hoye hoye
Dil ko na mere tadhpayao
hmm hmm hmm hmmm
hoo ye hoooye hooyee
laa lala la ala lalala aaa
hmm hmm hmm
Pyar ko mat thukraayo
Ab to hamare ho jaayo ho ho
Dil ko na mere tadhpaayo...
Yun na rahega hardum
husn hai aakhir faani
banke kahan rehta hai
dariya ka behta paani
Chand se mat takraayo
dharti pe waapis aayo
Ab to hamare ho jaayo ho ho ho
Dil ko na mere tadhpaayo...
Chhordo Chalan nafrat ka
rasm-e-mohabbat seekho
dil ko dhadhak lene do
Pyar ki aadat seekho
Dil jo kisi ka churaayo
dard ko bhi apnaayo
Ab to hamare ho jaayo
Dil ko na mere tadhpaayo
Pyar ki daulat le kar
laut jo hum jaayenge
laakh bulaayo phir tum
mudh ke nahi aayenge
Phir woh jhalak dikhlaayo
aankhon se dil mein samaayo
ab to hamare ho jaayo ho ho
Dil ko na mere tadhpaayo
Pyar ko mat thukraayo
Ab to hamare ho jaayo hoye hoye hoye
Dil ko na mere tadhpayao
hmm hmm hmm hmmm
hoo ye hoooye hooyee
laa lala la ala lalala aaa
hmm hmm hmm
Hasin Ho Tum
Singer: MOH. RAFI
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
haseen ho tum khuda nahi ho tumhara sajda nahi karenge
agar mohabbat mein huqm doge to hansate-hansate ye jaan bhi denge
samajhte ho khud ko jaane kya tum ki saari duniya ko khaakh jaana
guruur ka sar jhukega ek din hansega tum par ye zamaana
hamesha ye din nahi rahenge
haseen ho tum ...
hamaari nazaron ka shuqr keejiye ki aasmaan par tumhein bithaaya
hamaare dil ko duaaye deejiye ki dhadkanon mein tumhein basaaya
bulandiyon se giroge tum bhi agar nigaahon se ham girenge
haseen ho tum ...
hamaare jaise agar hain laakhon tumhaare jaise bhi kam nahi hain
jo patthar se phod len sar vo aur honge vo ham nahi hain
nahi mohabbat mein mar sake jo bhala vo jeekar hi kya karenge

Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about BUDTAMEEZ ...