Songs from film CHAMBAL KI KASAM
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Chanda Re Mere Bhaiyya Se Kehna
Singer: LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
(chanda re, mere bhaiyya se kehna,
o mere bhaiyya se kehna, behna yaad kare) -2
o chanda re ...
kya batalaau kaisa hai vo
bilkul tere jaisa hai vo
tu usko pehchaan hi lega
dekhega to jaan hi lega
tu saare sansaar mein chamke
har basti har gaanv mein damke
kehna ab ghar vaapas aa ja -2
tu hai ghar ka gehna
behna yaad kare
o chanda re...
raakhi ke dhaage sab laaye
kehna ab na raah dikhaaye
maan ke naam ki kasmein dena
bhent meri ke rasamein dena
poochhana us roothe bhai se
bhool hui kya maan-jaai se
behan paraaya dhan hai kehna
usne sada nahi rehna
bahana yaad kare
o chanda re ...
o mere bhaiyya se kehna, behna yaad kare) -2
o chanda re ...
kya batalaau kaisa hai vo
bilkul tere jaisa hai vo
tu usko pehchaan hi lega
dekhega to jaan hi lega
tu saare sansaar mein chamke
har basti har gaanv mein damke
kehna ab ghar vaapas aa ja -2
tu hai ghar ka gehna
behna yaad kare
o chanda re...
raakhi ke dhaage sab laaye
kehna ab na raah dikhaaye
maan ke naam ki kasmein dena
bhent meri ke rasamein dena
poochhana us roothe bhai se
bhool hui kya maan-jaai se
behan paraaya dhan hai kehna
usne sada nahi rehna
bahana yaad kare
o chanda re ...
Simti Huyi Yeh Ghadiyan
Singer: MOHAMMAD RAFI, LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
simatee huyee ye ghadeeyaa
phir se naa bikhar jaayein
is raat mein jee le hum
is raat mein mar jaayein
simatee huyee ye ghadeeyaan
ab subah naa aa paaye,
aao ye duaa maangein
is raat ke har pal se,
raatein hee ubhar jaayein
simatee huyee ye ghadeeyaan
duniyaa kee nigaahein ab
hum tak naa pahunch paayein
taaron mein basein chalakar,
dharatee mein utar jaayein
simatee huyee ye ghadeeyaan
haalaat ke teeron se,
chhalanee hain badan apane
paas aao ke seenon ke
kuchh zakhm to bhar jaayein
simatee huyee ye ghadeeyaan
aage bhee andheraa hai,
peechhe bhee andheraa hai
apanee hain wahee saansein,
jo saath guzar jaayein
simatee huyee ye ghadeeyaan
aa aa aa aa
simatee huyee ye ghadeeyaan
bichhadi hui roohon ka
ye mel suhana hai
is mel ka kuchh ehasaan
jismon pe bhi kar jaayein
simatee huyee ye ghadeeyaan
tarase huye jazbon ko
ab aur na tarasaao
tum shaane pe sar rakh do
hum baanh mein bhar jaayein
simatee huyee ye ghadeeyaan
phir se naa bikhar jaayein
simatee huyee ye ghadeeyaan
simatee huyee ye ghadeeyaan
phir se naa bikhar jaayein
is raat mein jee le hum
is raat mein mar jaayein
simatee huyee ye ghadeeyaan
ab subah naa aa paaye,
aao ye duaa maangein
is raat ke har pal se,
raatein hee ubhar jaayein
simatee huyee ye ghadeeyaan
duniyaa kee nigaahein ab
hum tak naa pahunch paayein
taaron mein basein chalakar,
dharatee mein utar jaayein
simatee huyee ye ghadeeyaan
haalaat ke teeron se,
chhalanee hain badan apane
paas aao ke seenon ke
kuchh zakhm to bhar jaayein
simatee huyee ye ghadeeyaan
aage bhee andheraa hai,
peechhe bhee andheraa hai
apanee hain wahee saansein,
jo saath guzar jaayein
simatee huyee ye ghadeeyaan
aa aa aa aa
simatee huyee ye ghadeeyaan
bichhadi hui roohon ka
ye mel suhana hai
is mel ka kuchh ehasaan
jismon pe bhi kar jaayein
simatee huyee ye ghadeeyaan
tarase huye jazbon ko
ab aur na tarasaao
tum shaane pe sar rakh do
hum baanh mein bhar jaayein
simatee huyee ye ghadeeyaan
phir se naa bikhar jaayein
simatee huyee ye ghadeeyaan
simatee huyee ye ghadeeyaan
Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about CHAMBAL KI KASAM ...
