Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film CHHATTEES GHANTE

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Jaane Aaj Kya Huwa Aisa Kabhi Huwa Na Tha

Singer: KISHORE KUMAR, ASHA BHOSLE

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

jaane aaj kya huwa aisa kabhi huwa na th
saanson mein ghule nasha jaisa kabhi ghula na tha
tumhin bolo kya karein aisa hoga pata na tha

mitha mitha dard sa uthe ang ang mein
jaage koyi aag si jine ki umang mein
hava se tape badan jaisa kabhi tapa na tha
saanson mein ghule nasha jaisa kabhi ghula na tha
tumhin bolo kya karein aisa hoga pata na tha

chhaaya chhaaya duur tak rangon ka gubaar hai
aisa to na tha jahaan ho na ho ye pyaar hai
kvaabon ka sama saja jaisa kabhi saja na tha
saanson mein ghule nasha jaisa kabhi ghula na tha
tumhin bolo kya karein aisa hoga pata na tha

jaane aaj kya huwa...

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about CHHATTEES GHANTE ...