Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film CHUPKE CHUPKE

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

ab ke sajan saawan me

Singer: LATA MANGESHKAR

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

ab ke sajan saawan m
aag lagegee badan me
ghataa barasegee, magar tarasegee najar
mil naa sakenge, do man yek hee aangan me

do dilon kee beech khadee, kitanee diwaare
kaise sunoongee main piyaa, parem kee pukaare
choree chupake se tum laakh karo jatan
sajan mil naa sakenge, do man yek hee aangan me

itane bade ghar mein nahee, yek bhee zarokhaa
kis tarah hum denge bhalaa, duniyaan ko dhokhaa
raat bhar jagaayegee ye mast mast pawan
sajan mil naa sakenge, do man yek hee aangan me

tere mere pyaar kaa ye saal buraa hogaa
jab bahaar aayegee to haal buraa hogaa
kaante lagaayegaa ye foolon bharaa chaman
sajan mil naa sakenge, do man yek hee aangan me

Baagon Mein Kaise

Singer: LATA MANGESHKAR, MUKESH

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

baagon mein kaise ye phool khilte hain
khilte hain bhanvaron se jab phool milte hain
o baagon mein ...

o a haa
mausam bahaaron ke lagte hain kyon pyaare
hanste hain rote hain kaliyon ke sang saare
kaliyon ke khilne se dil bhi khilte hain
baagon mein ...

achha ab tum bolo aaisa kab hota hai
bade vo ho mat chhedo aaisa tab hota hai
jab tere naino se mere nain milte hai
baagon mein ...

Chal Shuru Hoja

Singer: KISHORE, RAFI

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

r : chal shuru hoja
ki : uhun uhun (khaansata hai) hai ha hai ha (gala theek karata hai)
sa a a a a a
r : are ! bas bas bas bas ! sa pe ruk gaya aage badh
ki : re
r : re ke aage kya hai
ki : ga
r : are vaah vaah vaah vaah! kya gale mein taaseer hai
ki : ye baat hai ! to ma
r : chal vaapas aaja apani jagah pe
ki : sa re ga ma
r : aaha
ki : ma sa re ga
r : vaah vaah
ki : ga sa re ma
r : oho
ki : ma ga re sa
r : oh oh oh

ki : sa re ga maa, ma sa re gaa, ga sa re maa, ma ga re sa
r : pa dha pa ma ma pa ma ga ra pa ma ma ga re sa
dono : sa re ga maa, ma sa re gaa, ga sa re maa, ma ga re sa

ki : (geet pahale bana tha, ya bani thi ye saragam
ek hi saath hua tha, do dilon ka ye sangam ) - 2
r : pyaar ka ye taraanaa, zamaana sun le
sa re ga ma
one two thre four
dono : sa re ga maa, ma sa re gaa, ga sa re maa, ma ga re sa

ki : jaise dil milaten hain, vaise sur khilaten hain (dheeme)
jaise dil milaten hain, vaise sur khilaten hain (tej)
r : phool kab geeton ke, honthon pe khilaten hain
ki : toom tanaanaa, dhin tanaana zamaana sun le
r : sa re ga ma
one two thre four
ki : sa re ga ma
r : ma sa re ga
ki : ga sa re ma
r : ma ga re sa

dono : ma ga re sa ...

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about CHUPKE CHUPKE ...