Songs from film DAAKU KI LADKI
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Nazaron Se Chhup Gaya
Singer: LATA MANGESHKAR, HEMANT
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
lata
nazaron se chhup gaya hai, taqdeer ka savera -2
girataa hai jo bhi aansoo, leta hai naam tera
hemant:
ham reh gaye tadap kar, munh zinadagi ne phera

nazaron se chhup gaya hai, taqdeer ka savera
lata:
duniya mein ham ye kaisi taqdeer le ke aaye
tukade dil-o-jigar ke, ashkon mein muskuraaye
hemant:
hansti hai mujh pe kismat, rota hai pyaar mera
lata:
girata hai jo bhi aansoo leta hai naam tera

Posted by: p u r n i m a

Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about DAAKU KI LADKI ...