Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film DAMINI

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Bin Saajan Jhoola Jhuloon

Singer: SADHANA SARGAM AND KUMAR SANU

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

--FEMALE-
Aa aa aa aa, aa aa aa - 2
(Bin saajan jhoola jhuloon
Main vaada kaise bhooloon) - 2
Jee karta hai yeh mera main udke gagan ko chhoo loon

--MALE--
(Main pankh lagaake aaya
Saawan ka mausam laaya) - 2
Pyaar mere maine tujhe apne dil mein basaaya

--FEMALE--
Bin saajan jhoola jhuloon
Main vaada kaise bhooloon
(Harpal tere pyaar ko tarse mera dil
Door mere aankhon se hai sapnon ki manzil) - 2
Itne akeli hoon main, yaadon ki saheli hoon main
Ab to ek paheli hoon main, aaja

--MALE--
(Main pankh lagaake aaya
Saawan ka mausam laaya) - 2
Pyaar mere maine tujhe apne dil mein basaaya

--FEMALE--
Bin saajan jhoola jhuloon
Main vaada kaise bhooloon
Jee karta hai yeh mera main udke gagan ko chhoo loon

--MALE--
Main pankh lagaake aaya
Saawan ka mausam laaya
Pyaar mere maine tujhe apne dil mein basaaya

--FEMALE--
Bin saajan jhoola jhuloon
Main vaada kaise bhooloon

--MALE--
Tadpe kitne saal tak, aur na ab tadpa
Kehti hai yeh dooriyaan, seene se lag jaa

--FEMALE--
Tera rasta dekhte rehte the yeh nain
Tu na jaane saajna kaise kate din re

--MALE--
Ho, phoolon pe jawaani aayi, rut kya suhaani aayi
Nayi zindagaani laayi, na jaa

--FEMALE--
(Bin saajan jhoola jhuloon
Main vaada kaise bhooloon) - 2
Jee karta hai yeh mera main udke gagan ko chhoo loon

--MALE--
Main pankh lagaake aaya
Saawan ka mausam laaya
Pyaar mere maine tujhe apne dil mein basaaya

--FEMALE--
Bin saajan jhoola jhuloon
Main vaada kaise bhooloon
Jee karta hai yeh mera main udke gagan ko chhoo loon

--MALE--
Main pankh lagaake aaya
Saawan ka mausam laaya
Pyaar mere maine tujhe apne dil mein basaaya

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about DAMINI ...