Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film DASTAK (OLD)

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Baiyyan Na Dharo

Singer: LATA MANGESHKAR

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Baiyyan na dharo o balm
Na karo mose raar
Baiyyan na dharo

Dhalegi chunariya tan se
Hansengi re chudiyaan chhan se
Machegi jhankaar
Baiyyan na dharo o balma

Mohe chhodo haay sajna
Diya sees uthaye sajna
Raha mohe nihaar
Baiyyan na dharo o balma

Main to aap behki behki
Chalun jaise mehki mehki
Chameliyan ki daar
Baiyyan na dharo o balma
Na karo mose raar
Baiyyan na dharo o balma

Posted By : Bharati Singh

Ham Hai Mataa-e-kooncha

Singer: LATA MANGESHKAR

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

ham hai mataa-e-koochaa-o-baazar ki tarha-
uthati hai har nigaah kharidaar ki tarha-2
ham hai mataa-e-koochaa-o-baazar ki tarha

wo to kanhi hai aur magar dil ke aas-paas-2
dil ke aas-paas
phirti hai koi shey nigah-e-yaar ki tarha-2
ham hai...............

majarooh likh rahe hai wo ahel-e-wafa ka naam-2
ahel-e-wafa ka naam
ham bhi khade huye hai, gunhaagaar ki tarha-2
uthati hai har nigaah kharidaar ki tarha
ham hai mataa-e-koochaa-o-baazar ki tarha

Posted by: p u r n i m a

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about DASTAK (OLD) ...