Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film DEEWANA (ALBUM)

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Ab Mujhe Raat din

Singer: SONU NIGAM

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Hey zu Hmm Hmm Hmm Hm
hey hey hey hey hey hey
Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain
Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain
kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hain
deewano jaisa haal hain tumhara hi khayal hain
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain
kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hain

Tum ko dekhe beena chain milta nahi
dil pe ab to koi zor chalta nahi
jaadu hain kaisa dil ki lagi mein
dub gaya hu is bekhudi mein
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain
kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hain

Har pal dhunde nazar tum ko hi jaaneman
had se badhne laga mera deewanapan
dil mein basa lu apna bana lu
ya phir nazar mein tumko chupa lu
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain
kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hain
deewano jaisa haal hain tumhara hi khayal hain
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la

Dil Se Dil Tak Baat Pahunchi

Singer: SONU NIGAM

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Hmm hmm laa la la la la l
Dil se dil tak baat pahuchi milte milte sanam
Hoo dil se dil tak baat pahuchi milte milte sanam
Bekhudi mein badhe yu kadam
Ho gaye hain deewane se hum
Hooo dil se dil tak baat pahuchi milte milte sanam
Hoo dil se dil tak baat pahuchi milte milte sanam
Jab se ban gaye apne silsile sapne sawarne lage
Ab to raat din chupke chupke tum
Dil mein utarne lage
Is kadar pyaar tumse mila hain
Zindagi ab to lagti hain kum
Hmmm dil se dil tak baat pahuchi milte milte sanam
Hooo dil se dil tak baat pahuchi milte milte sanam

Bekarariyan kuch to kum karo
Aaram kuch to mile
Aao to zara meri baahon mein
Mit jayenge fasle
Aaj tumko gale se lagaya
Aaj khushiyon mein badle hain ghum
Hmmm dil se dil tak baat pahuchi milte milte sanam
Hoo dil se dil tak baat pahuchi milte milte sanam
Bekhudi mein badhe yu kadam
Ho gaye hain deewane se hum
Hmmm dil se dil tak baat pahuchi milte milte sanam
Hooo dil se dil tak baat pahuchi milte milte sanam

Ek Baar Tujhko Dekha

Singer: SONU NIGAM

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Tera khayal mere dil se ja nahi sakt
Tamam umar mein tujhko
Bhula nahi sakta, bhula nahi sakta
Aaja
Ek baar tujhko dekha
Phir dekhu yeh dil kahe
Hmm ek baar tujhko dekha
Phir dekhu yeh dil kahe
Ab mein jaha bhi jau teri justaju rahe
Deewana kiya hain teri yaadon ne
Tu aake zara dekh le, aaja
Deewana (deewana)
Kiya hain teri yaadon ne (yaadon ne)
Tu aake zara dekh le (dekh le)
Aaja (aaja)

Mera tasavur meri deewangi tu hi to hain
Kash tujhe khabar hoti
Yeh zindagi tujh bin har lamha
Mujhe tadpaati hain
Mein kya karu ?
Zindagi se bhaag kar kaha jau ?
Tera pata bhi to nahi

Ashaon ka banke darpan
Tune badla mera jeevan
Anjaane mein jod di maine
Tujhse apne dil ki dhadkan
Aai hain yaad phir tu
Phir hosh kho gaya
Phir dil machal machal ke
Betaab ho gaya
Hooo deewana kiya hain teri yaadon ne
Tu aake zara dekh le, aaja
Deewana (deewana)
Kiya hain teri yaadon ne (yaadon ne)
Tu aake zara dekh le (dekh le)
Aaja (aaja)

Ab tak maine khwab jo dekhe
Un khwabon ki chahat hain tu
Lagta hain kyo aaisa mujhko
Dil ki pehli hasrat hain tu
Yeh meri beqaraari yeh meri bekhudi
Has has ke roj mujhse karti hain dillagi
Hooo deewana kiya hain teri yaadon ne
Tu aake zara dekh le, aaja
Hoo deewana (deewana)
Kiya hain teri yaadon ne (yaadon ne)
Tu aake zara dekh le (dekh le)
Aaja (aaja)
Ek baar tujhko dekha
Phir dekhu yeh dil kahe
Ab mein jaha bhi jau teri justaju rahe
Deewana (deewana)
Kiya hain teri yaadon ne (yaadon ne)
Tu aake zara dekh le (dekh le)
Aaja (aaja)
Deewana (deewana)
Kiya hain teri yaadon ne (yaadon ne)
Tu aake zara dekh le (dekh le)
Aaja (aaja)

Is Khadar Pyar Hai

Singer: SONU NIGAM

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Is Kadar Pyaar Hain Tumse Ae Humsafa
Is Kadar Pyaar Hain Tumse Ae Humsafar
Ab To Jeete Hain Hum Bas Tumhe Dekhkar
Tumhari Har Ada Tumhari Har Nazar
Yeh Kya Kehne Lagi Tumhe Hain Kya Khabar
Is Kadar Pyaar Hain Tumse Ae Humsafar
Ab To Jeete Hain Hum Bas Tumhe Dekhkar
Dil Mein Hain Betabiyan Neend Udne Lagi
Tere Khayalon Se Hi Aankh Judne Lagi
Har Pal Tumko Dekha Maine
Kehti Hain Meri Nazar
Tumhari Har Ada Tumhari Har Nazar
Yeh Kya Kehne Lagi Tumhe Hain Kya Khabar
Is Kadar Pyaar Hain Tumse Ae Humsafar
Ab To Jeete Hain Hum Bas Tumhe Dekhkar

Sasoon Mein Basne Lagi Jabse Tu Ho Jaane Jaan
Apna Sa Lagne Laga Mujhko Saara Jahan
Mehka Mehka Lagta Mujhko
Khushiyo Se Dil Ka Nagar
Tumhari Har Ada Tumhari Har Nazar
Yeh Kya Kehne Lagi Tumhe Hain Kya Khabar
Is Kadar Pyaar Hain Tumse Ae Humsafar
Ab To Jeete Hain Hum Bas Tumhe Dekhkar
Tumhari Har Ada Tumhari Har Nazar
Yeh Kya Kehne Lagi Tumhe Hain Kya Khabar

Kuchh Tum Socho

Singer: SONU NIGAM

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Kuch tum socho kuch hum soch
Phir khushi ka mausam aaye
Hmm kuch tum socho kuch hum soche
Phir khushi ka mausam aaye
Tanha tanha kaun jiya hain
Rehke tanha dil ghabraye
Aa jao milke rishta yeh jode
Shart badalde rasmo ko tode
Isse pehle ke yeh duniya humein aazmaye
Hooo kuch tum socho kuch hum soche
Phir khushi ka mausam aaye
Aai hain khushiyon ka pegam leke baharein
Yeh pal hain apna is pal mein aao
Takdir apni saware
Aai hain khushiyon ka pegam leke baharein
Yeh pal hain apna is pal mein aao
Takdir apni saware
Khali khali is jeevan mein
Pyaar bharle hum tum dono
Deewane jo karte aksar
Wohi karle hum tum dono
In faaslo ko aao mita de
Ek dusre mein khud ko chupade
Isse pehle ke yeh duniya humein aazmaye
Hooo kuch tum socho kuch hum soche
Phir khushi ka mausam aaye

Duniya ki rasmo ko
Chahat mein shamil na karna
Manzil hum apni pake rahenge
Ha tum kisi se na darna
Duniya ki rasmo ko
Chahat mein shamil na karna
Manzil hum apni pake rahenge
Ha tum kisi se na darna
Pagal rasme pagal duniya
Aur thode hum tum pagal
Kismat mein ho na jaane kya
Sochte hain bas yeh har pal
Armaan hain jiska sapna wo bunle
Tum humko chun lo hum tumko chunle
Isse pehle ke yeh duniya humein azmaaye
Hooo kuch tum socho kuch hum soche
Phir khushi ka mausam aaye
Tanha tanha kaun jiya hain
Rehke tanha dil ghabraye
Aa jao milke rishta yeh jode
Shart badalde rasmo ko tode
Isse pehle ke yeh duniya humein aazmaye hmm

Yeh Pehli Mulaqat Ki

Singer: SONU NIGAM

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Yeh pehli mulaqat ki meethi si behkhud
Yeh pehli mulaqat ki meethi si behkhudi
Ek pal mein ho gayi kya se kya yeh zindagi
Yeh pehli mulaqat ki meethi si behkhudi
Meri zindagi mein jiski kami thi
Woh jiski tamanna is dil ne ki thi
Meri zindagi mein jiski kami thi
Woh jiski tamanna is dil ne ki thi
Woh mil gayi mujhe to mil gayi har khushi
Yeh pehli mulaqat ki meethi si behkhudi
Behakne laga dil ek tujhse mil kar
Na khud pe hain kabu na zor dil par
Behakne laga dil ek tujhse mil kar
Na khud pe hain kabu na zor dil par
Kyo aazma rahi mujhko sanam dil ki lagi
Yeh pehli mulaqat ki meethi si behkhudi
Yeh pehli mulaqat ki meethi si behkhudi
Ek pal mein ho gayi kya se kya yeh zindagi

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about DEEWANA (ALBUM) ...