Songs from film DHAANI
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Chhaye Chhaye
Singer: STRINGS
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
huva kya kaun jaane ek vaada unse hai aashiqui aaps
uski zulfen khuli to laga yu mujhe
ghata chaaye chaaye chaaye chaaye ...
ghata chaayi to dil ki gali mein bichhe tere saaye saaye...
phir huva kya phir huva yu kaun jaane kaun samajhe ek jhonka chhu ke guzara phool khil ke aap jhoomen
panchhi chehke toh chupke se dil ne kaha koi aaye aaye aaye aaye aaye...
uski zulfen khuli to laga yu mujhe
ghata chhaaye chhaaye chhaaye chhaaye chhaaye chhaaye chhaaye
ye kahaani nayi hai puraani bhi hai
kuchh anokhi bhi hai aur suhaani bhi hai
surmayi shaam hai aur deewaani bhi hai
baat kehani bhi hai aur chupaani bhi hai
aaj baadal bhi mujhako koi daastan kehane aaye aaye aaye aaye ...
uski zulfen khuli to laga yu mujhe
ghata chaaye chaaye chaaye chaaye ...
khushbuon se saji shaam aane lagi
geet mujh ko naye phir sikhaane lagi
masti har shay pe ab to hai chaane lagi
dil ki kashti bhi ab to thikaane lagi
mujhse kehti hai khushbu mere dil mein wo rahane aaye aaye aaye aaye ....
uski zulfen khuli to laga yu mujhe
ghata chaaye chaaye chaaye chaaye ...
phir huva kya phir huva yu kaun jaane kaun samajhe ek jhonka chhu ke gujara phool khil ke aap jhoomen
panchhi chehke toh chupke se dil ne kaha koi aaya aaye aaye aaye aaye...
usaki zulfe khuli to laga yu mujhe
ghata chaaye chaaye chaaye chaaye jaaye jaaye jaaye

Dekho Jaise Parvat Pe Baadal Gaye
Singer: STRINGS
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
dekho jaise parvat pe baadal gaye
barasenge ye ab kahaan
dekho jaise phoolon se khushboo
gayi mehakenge ye ab kahaan
sukh ban gaye sapane sab kho gaye
apane dil bujh gaya ghar jal gaya na
jaane kyon na jaane kyon
yaadon ka phir aanchal uda (na jaane kyon ) - 4
dekho jaise haathon pe juganu gaye
chamkenge ye ab kahaan
kyon so gayi shaamein kut na saki
raatein dil bujh gaya ghar jal gaya na

Dhaani Re Dhaani
Singer: STRINGS
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
dhaani re dhaani chunariya -
uddte baadal ke saaye mein leharaayegi mujhe tadpaayegi
chali jaayegi jaise bijuriya mastaani
jhonke ki surat mein chhu jaayegai
sharmaayegi aur itaraayegi jaise nadiya deewaani
dhaani re dhaani chunariya haai dhaani
saaye mein usake baraso ka jaaga main to jaanu
usaki sajati sanwarati dhanak mein main ghar banaau
apane ghar mein kai chaand taare utaaru sajaau
khushbuon se bhari raaston mein kho jaaun

sang uske baarish mein dhul ke hai khilate aur nikharate
roop usake jamino ke cheharo se milte aur damakate
usake andaaz jaise hai mausam aate jaate
usake kadmon mein hasate hasate jagmaate

Kare Mera Intezaar
Singer: STRINGS
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
(mil gaya wo jo churaake meri aankhon se nindiya le gaya th
door ek gaon hai thandi chhaon hai
behati nadiya hai jaana hai nadiya ke paas) - 2
kare mera intezaar mera bichhada yaar mera bichhada yaar - 2
rasta wohi jisape chalate ??? wohi dhalate dhalate
dil mein jo kuchh tha wahi honton pe aane laga
kya khata hai wo bhi mujhako paagal bataane laga

mil gaya wo jo churaake meri aankhon se nindiya le gaya tha
door ek gaon hai thandi chhaon hai
behati nadiya hai jaana hai nadiya ke paas

Kuchh Bolo Kuchh Bolo
Singer: STRINGS
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
kuchh bolo kuchh bolo
bolo bolo bolo bolo na kuchh bolo bolo bolo na - 2
kaano mein ek shor macha hai aa ke tum ras gholo ras gholo

dekho in aankhon ko dekho to jaan sako
samajho tum baaton ko samajho to maan sako
main kya kahoon tum bhi jaan lo
itane cheharo mein mujhako pehchaan lo

kaano mein ek shor macha hai aa ke tum ras gholo kuchh bolo
bolo bolo bolo bolo na
nazare kya kehati hain main to ye jaan gaya
palake kyon jhukati hain main pehchaan gaya
ek ehsaas hai tumako bhi pyaar hai
todo ye kasam zara lab kholo na

Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about DHAANI ...