Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film DILLAGI - 1978

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Main Kaun Sa Geet Sunaaun

Singer: LATA MANGESHKAR

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

main kaun sa geet sunaoon, kya gaoon,
jab piyaa bas jaaye, tere tan man mein
khil jaaye koyee kaliyaan, haaye kaliyaan
bahaar le aaye sooni bhagiyan mein

yeh kaise achaanak binaa koyee aahat
chaley aaye ho thum mere jindagi mein
tume aaj paakar mai sub kuch bulaakar
magan ho ke dhoobhi huyee ho khushi mein
ithne hi rang salone haaye,
salone ban gaye hai mere khaali sawan mein
main kaun sa geet ...

kabhee tum sahara banoge hamara
naye baath khal thak nahiin maanthi thi
magar aaj kaise yeh lagtha hai jaise
main har ek janam mein tumhe jaanthi thi
lag tha hai saari duniyaa, saari dhunyaa,
chal gaye hai saj ke, jaise tan tan mein
main kaun sa geet ...

Posted By : OldieFan

O Aanewale Par Tum Toh Na Aaye

Singer: LATA MANGESHKAR

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

baadal to aaye lahara ke chhaaye
o aane vaale par tum to na aaye

tum zindagi mein kyon meri a kar
gum ho gae ho aise mujhako bhula kar
main pyaar tera dil mein saja kar
baithi hoon kab se aas laga kar
dukh mere dil ke honthon pe aaye
o aane vaale par ...

aavaaz meri a jaao sun ke
todo na sapane haay mere nayan ke
is baar tumase kisi bhi jatan se
main raaz apane saare kah doongi man ke
kaamosh rah ke ye dard paaye
o aane vaale par ...

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about DILLAGI - 1978 ...