Songs from film DULHAN WAHI JO PIYA MAN BHAAYE
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Ab Ranj Se Khushi
Singer: HEMLATA
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
ab ranj se khushi se bahaar-o-kiza se kya
mahv-e-kayaal yaar hain ham ko jahaan se kya
unka khayaal unki talab unki aarzu
jis dil mein vo ho, maange kisi meharbaan se kya
ham ne chiraag rakh diya toofaan ke saamne
peechhe hatega ishq kisi imtahaan se kya
koi chale chale na chale ham to chal pade
manzil ki dhun ho jisko use kaarvaan se kya
ye baat sochne ki hain vo ho ke meharbaan
poochhenge haal-e-dil to kahenge zabaan se kya
mahv-e-kayaal yaar hain ham ko jahaan se kya
unka khayaal unki talab unki aarzu
jis dil mein vo ho, maange kisi meharbaan se kya
ham ne chiraag rakh diya toofaan ke saamne
peechhe hatega ishq kisi imtahaan se kya
koi chale chale na chale ham to chal pade
manzil ki dhun ho jisko use kaarvaan se kya
ye baat sochne ki hain vo ho ke meharbaan
poochhenge haal-e-dil to kahenge zabaan se kya
Achara Mein Phulwa Layi
Singer: RAVINDRA JAIN
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
achara mein phulwa layi ke
aaye re ham tohare dwaar
are ho hamri arzi na sun le
arzi pe kar le na bichaar
hamse rooth le bidhaata hamaar
kaahe rooth le bidhaata hamaar
bade hi jatan se ham ne pooja ka thaal sajaaya
preet ki baati jodi manva ka diyara jalaaya
hamre man mohan ko par nahi bhaaya
are ho rah gayi pooja adhoori
mandir se diya re nikaal
hamse rooth le bidhaata hamaar ...
sone ki kalam se hamari kismat likhi jo hoti
mol laga ke lete ham bhi man chaaha moti
ek prem deewani haay aaise to na roti
are ho itna duhkh to na hota
paani mein jo dete hamein daar
hamse rooth le bidhaata hamaar ...
aaye re ham tohare dwaar
are ho hamri arzi na sun le
arzi pe kar le na bichaar
hamse rooth le bidhaata hamaar
kaahe rooth le bidhaata hamaar
bade hi jatan se ham ne pooja ka thaal sajaaya
preet ki baati jodi manva ka diyara jalaaya
hamre man mohan ko par nahi bhaaya
are ho rah gayi pooja adhoori
mandir se diya re nikaal
hamse rooth le bidhaata hamaar ...
sone ki kalam se hamari kismat likhi jo hoti
mol laga ke lete ham bhi man chaaha moti
ek prem deewani haay aaise to na roti
are ho itna duhkh to na hota
paani mein jo dete hamein daar
hamse rooth le bidhaata hamaar ...
Khushiyaan Hi Khushiyaan
Singer: YESUDAS, HEMLATA & BANSREE SENGUPTA
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Khushiyaan hi khushiyaan ho daaman me jisk
Kyon na khushi se woh deewana ho jaaye
Aise mubarak mauke par saathi
Pesh duaon ka nazraana ho jaaye
Der se samjha humko zamana
Shukar karo samajh to gayaa
Sang rahneka khwaab suhana
Ban ke haqeeqat saj to gayaa
Tum jo kaho to sari mehfil se keh de
Palbhar mein mash-hoor afsaana ho jaaye
Khushiyaan hi khushiyaan....
Koi kya jane humne kya kya
Khel rachaaye tumhare liye
Hum bhi kaisi kaisi manzil
chod ke aaye tumhare liye
Kaliyaan hi kaliyaan mehka do aise
Ke abaad dil ka veerana ho jaye
Khushiyaan hi khushiyaan....
Hans ke humri har bhool bhula dena
Hum hai tumhre jab chahe bula lena
Apno ki is mehfil mein ab
Kaam hai kya begaanon ka
Yeh duniya kya mol karegi
Ek muflees ke armaanon ka
Itni si hai bas apni tamanna
Dil teri khushiyon ka parwaana ho jaye.
Khushiyaan hi khushiyaan ......
Kyon na khushi se woh deewana ho jaaye
Aise mubarak mauke par saathi
Pesh duaon ka nazraana ho jaaye
Der se samjha humko zamana
Shukar karo samajh to gayaa
Sang rahneka khwaab suhana
Ban ke haqeeqat saj to gayaa
Tum jo kaho to sari mehfil se keh de
Palbhar mein mash-hoor afsaana ho jaaye
Khushiyaan hi khushiyaan....
Koi kya jane humne kya kya
Khel rachaaye tumhare liye
Hum bhi kaisi kaisi manzil
chod ke aaye tumhare liye
Kaliyaan hi kaliyaan mehka do aise
Ke abaad dil ka veerana ho jaye
Khushiyaan hi khushiyaan....
Hans ke humri har bhool bhula dena
Hum hai tumhre jab chahe bula lena
Apno ki is mehfil mein ab
Kaam hai kya begaanon ka
Yeh duniya kya mol karegi
Ek muflees ke armaanon ka
Itni si hai bas apni tamanna
Dil teri khushiyon ka parwaana ho jaye.
Khushiyaan hi khushiyaan ......
Le To Aaye Ho
Singer: HEMLATA
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Le To Aaye Ho Hamein Sapno Ke Gaon Mei
Pyar Ki Chaon Mein Bithaye Rakhna
Sajna O Sajna...
Tumne Chua To Taar Baj Uthe Man Ke
Tum Jaisa Chaho Rahe Waise Hi Ban Ke
Tum Se Shuru - Tumhi Pe Kahani Khatam Kare
Duja Na Aaye Koi Naino Ke Gaon Mein
Chota Sa Ghar Ho Apna - Pyara Sa Jag Ho
Koi Kisi Se Pal Bhar Na Alag Ho
Iske Siva Ab Duji Koi Chah Nahi
Hanste Rahe Hum Dono Phulo Ke Gaon Mein
Pyar Ki Chaon Mein Bithaye Rakhna
Sajna O Sajna...
Tumne Chua To Taar Baj Uthe Man Ke
Tum Jaisa Chaho Rahe Waise Hi Ban Ke
Tum Se Shuru - Tumhi Pe Kahani Khatam Kare
Duja Na Aaye Koi Naino Ke Gaon Mein
Chota Sa Ghar Ho Apna - Pyara Sa Jag Ho
Koi Kisi Se Pal Bhar Na Alag Ho
Iske Siva Ab Duji Koi Chah Nahi
Hanste Rahe Hum Dono Phulo Ke Gaon Mein
Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about DULHAN WAHI JO PIYA MAN BHAAYE ...
