Songs from film DUNIYA
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Duniya Mein Sabhi Chehare
Singer: MUKESH, SHARDA
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
mu : duniya mein sabhi chehare lagte to hain pehachaane
sha : kyon phir bhi hain anjaane ye baat vahi jaane
do : duniya isi ka naam hai duniya isi ko kehate hain
apne hi apnon se yahaan begaane jaise rehate hain
duniya isi ka naam ...
mu : jo ham chaahen jo tum chaaho vo kab hota hai duniya mein
sha : muqaddar ke ishaaron pe ye sab hota hai duniya mein
do : ye sab hota hai duniya mein
duniya isi ka naam ...
mu : kabhi us mod par loota gaya hai kaaravaan dil ka
jahaan se do kadam hi faasala baaki tha manzil ka
sha : yahaan kehti hai khamoshi hazaaron gam ke afsaane
magar isi baat ka matalab koi bedard kya jaane
do : duniya isi ka naam ...

Haay Yeh Tune Kya Kiya
Singer: SURAIYYA, RAFI
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
su : ( haay ye tune kya kiya mujhe phir ye kya bata diya
dard jo meetha-meetha tha aur use badha diya
haay ye tune kya kiya ) -2
ra : hamne to dil luta diya hamane to sar jhuka diya -2
ab to jo ho hua kare -2
hamne to ghar jala diya
dard jo meethaa-meetha tha aur use badha diya
haay ye tune kya kiya
su : haay ye tune kya kiya mujhe phir ye kya bata diya
dard jo meethaa-meetha tha aur use badha diya
haay ye tune kya kiya
su : dil se jo dil ko raah thi kab wo chhupaaye chhup saki -2
honthon ne rok li hansi aankhon ne muskura diya -2
dard jo meethaa-miitha tha aur use badha diya
haay ye tune kya kiya
haay ye toone kya kiya mujhe phir ye kya bata diya

Kismat Ke Likhe Ko
Singer: RAFI, SURAIYA
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
ra : ( kismat ke likhe ko mita na sake
ham unako apana bana na sake ) -2
wo aa na sake ham ja na sake
aur zakm-e-jigar bhi dikha na sake
jo raaz chhupa hai seene mein
usako bhi haay suna na sake
kismat ke likhe ko mita na sake
ham unako apana bana na sake
su : ( ham qaid mein the majaboor huye
nazdeek bhi reh kar door huye ) -2
dil ke sheeshe choor huye
ye baat kisi ko bata na sake
ra : ( jab dard jigar mein hota hai
su : ye
dil chupake-chupake rota hai ) -2
ra : aansu to bahe paani ban kar
su : par dil ki aag bujha na sake
ra : ( jo waar huye bharapoor huye
su : jo daag pade naasoor huye ) -2
ham bhoolane par majaboor huye -2
ra : ham yaad tumhaari bhula na sake
kismat ke likhe ko mita na sake
ham unako apana bana na sake
ham unako apana bana na sake ) -2
wo aa na sake ham ja na sake
aur zakm-e-jigar bhi dikha na sake
jo raaz chhupa hai seene mein
usako bhi haay suna na sake
kismat ke likhe ko mita na sake
ham unako apana bana na sake
su : ( ham qaid mein the majaboor huye
nazdeek bhi reh kar door huye ) -2
dil ke sheeshe choor huye
ye baat kisi ko bata na sake
ra : ( jab dard jigar mein hota hai
su : ye
dil chupake-chupake rota hai ) -2
ra : aansu to bahe paani ban kar
su : par dil ki aag bujha na sake
ra : ( jo waar huye bharapoor huye
su : jo daag pade naasoor huye ) -2
ham bhoolane par majaboor huye -2
ra : ham yaad tumhaari bhula na sake
kismat ke likhe ko mita na sake
ham unako apana bana na sake
Kitni Zaalim Hain Yeh
Singer: SURAIYYA
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
kitani zaalim hai ye duniya phoonk daala ghar mera
jal gaya saara chaman hama bezabaan dekha kiya
(jis tarah se ham barbaad huye
aaisa bhi koi barbaad na ho
aaisa bhi koi barbaad na ho ) -2
dil ki basti is tarah se lut gayi ek bhool se
jis tarah kushbu juda ho jaaye naazuk phool se
haay duniya kya tujhe yu hi mujhe behalaana tha -2
khwaab tha jo kuch ke dekha jo suna afsaana tha
( jis tarah se ham barabaad huye
aisa bhi koi barabaad na ho
aisa bhi koi barabaad na ho ) -2

Mere Dil Mein Aavo AurBasJaao
Singer: SURAIYYA
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
(mere dil mein aavo aur bas jaavo
aa ke phir na jaana) -2
mujhe na sataana gudiya
mujhe na rulaana
kar ke kuch bahaana
mere dil mein aavo aur bas jaavo
aa ke phir na jaana
( o o
baadal ghir-ghir aaye kyo
koyal geet sunaaye kyo ) -2
kali bhi khil-khil jaaye kyo -2
bulbul aise gaaye kyo
gaaye kyo
( mere dil mein aavo aur bas jaavo
aa ke phir na jaana ) -2
( o o
panchhi khelen aankh-micholi
baaten kar ke bholee-bholi ) -2
apani bana kar tolee-toli -2
bolat hain sab pyaar ki boli
pyaar ki boli
( mere dil mein aavo aur bas jaavo
a ke phir na jaana ) -2
mujhe na sataana guiya
mujhe na rulaana
kar ke kuch bahaana
mere dil mein aavo aur bas jaavo
a ke phir na jaana
aa ke phir na jaana) -2
mujhe na sataana gudiya
mujhe na rulaana
kar ke kuch bahaana
mere dil mein aavo aur bas jaavo
aa ke phir na jaana
( o o
baadal ghir-ghir aaye kyo
koyal geet sunaaye kyo ) -2
kali bhi khil-khil jaaye kyo -2
bulbul aise gaaye kyo
gaaye kyo
( mere dil mein aavo aur bas jaavo
aa ke phir na jaana ) -2
( o o
panchhi khelen aankh-micholi
baaten kar ke bholee-bholi ) -2
apani bana kar tolee-toli -2
bolat hain sab pyaar ki boli
pyaar ki boli
( mere dil mein aavo aur bas jaavo
a ke phir na jaana ) -2
mujhe na sataana guiya
mujhe na rulaana
kar ke kuch bahaana
mere dil mein aavo aur bas jaavo
a ke phir na jaana
Rona Hain To Ro Chupke Chupke
Singer: RAFI
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
rona hai to ro chupake-chupake
aansu na bahe aawaaz na ho -2
vo dekh na le vo jaan na le
surat se teri pehachaan na le
ab ponch de aankhon se aansu -2
maalum kisi ko raaz na ho
majboor hamein rehna hoga
mar-mar ke yahaan jeena hoga
dukh-dard ka saathi dil hai mera -2
is dil pe mujhe kyon naaz na ho
rona hai to ro ...
( jo baat hai dil ki dil mein rahe
vo dil hi kya jo gam na sahe ) -2
shikava na zubaan par aane de -2
fariyaad mein bhi aavaaz na ho
rona hai to ro ...
aansu na bahe aawaaz na ho -2
vo dekh na le vo jaan na le
surat se teri pehachaan na le
ab ponch de aankhon se aansu -2
maalum kisi ko raaz na ho
majboor hamein rehna hoga
mar-mar ke yahaan jeena hoga
dukh-dard ka saathi dil hai mera -2
is dil pe mujhe kyon naaz na ho
rona hai to ro ...
( jo baat hai dil ki dil mein rahe
vo dil hi kya jo gam na sahe ) -2
shikava na zubaan par aane de -2
fariyaad mein bhi aavaaz na ho
rona hai to ro ...
Tu Chand Nagar Ki Shehazadi
Singer: KISHORE KUMAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Tu chand nagar ki shehzadi, main iss dharti ka banjara
Tu mehlon me rehnewali, main galiyon galiyon awara
Main ik hawa ka jhonka to phool hai,
Itna tujhko chahoon, fazool hai,
Main aaj yahan aur kal houn wahan, tujhe apna gulshan hi pyara,
Tu mehlon mein rehnewali, main galiyon galiyon awara
Tera mera do pal ka saath hai,
Sach hai ye sab kismat ki baat hai,
Har dil me yahan tu hai mehmaan, main beghar bedar bechara,
Tu mehlon mein rehnewali, main galiyon galiyon awara
Labna hi le to ankhon se kaam le,
Janewali mera salaam le,
Mere pichle janam ke bhale the karam, to miljaounga do bara,

Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about DUNIYA ...