Songs from film DUPLICATE
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
kaththai aankhon waali
Singer: KUMAR SANU
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
kaththai aankhon waalee ek ladke
ek hee baat par bigadtee hai
tum muze kyo naheen mile pahale
roj ye kah kar muz se ladtee hai
kaththai aankhon waalee ek ladkee
ek hee baat par bigadtee hai
tum muze kyo naheen mile pahale
roj ye kah kar muz se ladtee hai
gusse kee wo tej hain lekin
dil kee behad achchhee hai
wo kaliyon se bhee naajook hai
aur shahad se bhee meethi hai
chehare par hain narma ujaale
baalon mein kaalee raaten
has de wo to motee barase
foolon jaisee hain baaten
mujh ko tum se pyaar naheen hai
ruthhake muz se kahatee hai
lekin har kaagaj par meraa
naam wo likhatee rahatee hai
mai bhee usakaa diwana hoon
kaise us ko samazaaoo
muz se milanaa chhod de wo to
main yek din mein mar jaaoo
ek hee baat par bigadtee hai
tum muze kyo naheen mile pahale
roj ye kah kar muz se ladtee hai
kaththai aankhon waalee ek ladkee
ek hee baat par bigadtee hai
tum muze kyo naheen mile pahale
roj ye kah kar muz se ladtee hai
gusse kee wo tej hain lekin
dil kee behad achchhee hai
wo kaliyon se bhee naajook hai
aur shahad se bhee meethi hai
chehare par hain narma ujaale
baalon mein kaalee raaten
has de wo to motee barase
foolon jaisee hain baaten
mujh ko tum se pyaar naheen hai
ruthhake muz se kahatee hai
lekin har kaagaj par meraa
naam wo likhatee rahatee hai
mai bhee usakaa diwana hoon
kaise us ko samazaaoo
muz se milanaa chhod de wo to
main yek din mein mar jaaoo
Wah Ji Wah
Singer: KUMAR SANU
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah -
Wah, wah ji wah, wah ji wah wah ji wah
Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah
Dheere dheere pyaar ki jo aag jal gayi
Jitni masti do dilon mein thi ubal gayi
Iska maza chak to loon main zara
Phir kahoonga main ke daal gal gayi
Dheere dheere pyaar ki jo aag jal gayi
Jitni masti do dilon mein thi ubal gayi
Arre, iska maza chak to loon main zara
Phir kahoonga main ke daal gal gayi
Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah - 2
Wah, wah ji wah, wah ji wah wah ji wah
Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah, ha ha!
Tum na the to yun thi zindagi yahan
Benamak ho jaise theeki sabziyaan
Ishq ka achaar bhi naa ban saka
Husn jab na laaya tha yeh chatniyaan, hai
Tum na the to yun thi zindagi yahan
Benamak ho jaise theeki sabziyaan
Ishq ka achaar bhi naa ban saka
Husn jab na laaya tha yeh chatniyaan - 2
Hai hai, iska maza chak to loon main zara
Iska maza chak to loon main zara
Phir kahoonga main ke daal gal gayi
Re dheere dheere pyaar ki jo aag jal gayi
Jitni masti do dilon mein thi ubal gayi
Iska maza chak to loon main zara
Phir kahoonga main ke daal gal gayi
Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah - 2
Wah, wah ji wah, wah ji wah wah ji wah
Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah, hoi!
Aaj tak tum is liye akele the
Kadwe the, kaseele the, karele the
Aaj itne sweet aise nek ho
Birthday ka jaise koi cake ho, hoi
Ho, aaj tak tum is liye akele the
Kadwe the, kaseele the, karele the
Aaj itne sweet aise nek ho
Birthday ka jaise koi cake ho - 2
Hai hai, iska maza chak to loon main zara
Iska maza chak to loon main zara
Phir kahoonga main ke daal gal gayi
Re dheere dheere pyaar ki jo aag jal gayi
Jitni masti do dilon mein thi ubal gayi
Iska maza chak to loon main zara
Phir kahoonga main ke daal gal gayi
Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah - 2
Wah, wah ji wah, wah ji wah wah ji wah
Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah, ha ha!
Wah, wah ji wah, wah ji wah wah ji wah
Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah
Dheere dheere pyaar ki jo aag jal gayi
Jitni masti do dilon mein thi ubal gayi
Iska maza chak to loon main zara
Phir kahoonga main ke daal gal gayi
Dheere dheere pyaar ki jo aag jal gayi
Jitni masti do dilon mein thi ubal gayi
Arre, iska maza chak to loon main zara
Phir kahoonga main ke daal gal gayi
Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah - 2
Wah, wah ji wah, wah ji wah wah ji wah
Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah, ha ha!
Tum na the to yun thi zindagi yahan
Benamak ho jaise theeki sabziyaan
Ishq ka achaar bhi naa ban saka
Husn jab na laaya tha yeh chatniyaan, hai
Tum na the to yun thi zindagi yahan
Benamak ho jaise theeki sabziyaan
Ishq ka achaar bhi naa ban saka
Husn jab na laaya tha yeh chatniyaan - 2
Hai hai, iska maza chak to loon main zara
Iska maza chak to loon main zara
Phir kahoonga main ke daal gal gayi
Re dheere dheere pyaar ki jo aag jal gayi
Jitni masti do dilon mein thi ubal gayi
Iska maza chak to loon main zara
Phir kahoonga main ke daal gal gayi
Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah - 2
Wah, wah ji wah, wah ji wah wah ji wah
Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah, hoi!
Aaj tak tum is liye akele the
Kadwe the, kaseele the, karele the
Aaj itne sweet aise nek ho
Birthday ka jaise koi cake ho, hoi
Ho, aaj tak tum is liye akele the
Kadwe the, kaseele the, karele the
Aaj itne sweet aise nek ho
Birthday ka jaise koi cake ho - 2
Hai hai, iska maza chak to loon main zara
Iska maza chak to loon main zara
Phir kahoonga main ke daal gal gayi
Re dheere dheere pyaar ki jo aag jal gayi
Jitni masti do dilon mein thi ubal gayi
Iska maza chak to loon main zara
Phir kahoonga main ke daal gal gayi
Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah - 2
Wah, wah ji wah, wah ji wah wah ji wah
Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah, ha ha!
Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about DUPLICATE ...
