Songs from film EK MUSAFIR EK HASINA
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Aap Yun Hi Agar
Singer: MOHD RAFI, ASHA BHONSLE
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Aap Yun Hi Agar Ham Se Milte Rahe
Dekhiye Ek Din Pyaar Hojaayega,
Aisi Baaten Na Karo Haseen Jadugar,
Mera Dil Teri Aankhon Mein Khojaayega..
Peeche Peeche Mere Aap Aati Hai Kyon,
Meri Raahon Mein Aakhen Bichaati Hai Kyon,
Aap Aati Hai Kyon..
Kya Kahun Aap Se Yeh Bhi Ek Raaz Hai..
Ek Din Iska Izhaar Ho Jaayega..
Mein Mohobbat Ki Raahon Se Anjaan Hun,
Kya Kahun Kya Karun Mein Pareshan Hun..,
Hai... Pareshan Hun..
Aap Ki Yeh Pareshaaniyan Dekh Kar,
Mera Dil Bhi Pareshan Ho Jaayega..
Kaisi Jaadugari Ki Aare Jaadugar,
Tere Chehere Se Hatthi Nahin Yeh Nazar..
Hai..Meri Yeh Nazar..
Aisi Nazaron Se Dekha Agar Aap Ne
Sharam Se Rang Gulnaar Hojaayega..
Aap Yun Hi Agar Ham Se Milte Rahe,

Bahut Shukriya Badi
Singer: MOHD RAFI, ASHA BHONSLE
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Bahut Shukriya Badi Meherbaani
Meri Zindagi Mein Huzur Aap Aaye,
Kadam Chumlun Yaa, Ke Aankhen Bichadun,
Karun Kya Yeh Meri, Samaj Mein Na Aaye,
Bahut Shukriya...
Karun Pesh Tum Ko, Nazarana Dil Kaa,
Nazarana Dil Kaa..
Ke Ban Jaaye Koyi.. Afasana Dil Kaa,
Khuda Jaane Aisi Suhani Ghadi phir,
Khuda Jaane Aisi Suhani Ghadi Phir,
Meri Zindagi Mein Palat Ke Na Aaye,
Bahut Shukriya...
Mujeh Dar Hai Mujh Mein, Gurur Aana Jaaye,
Lagun Jhoomne Mein, Surur Aa Na Jaaye,
Surur Aa Na Jaaye,
Kahin Dil Na Mera, Yeh Taarif Sun Kar,
Kahin Dil Na Mera, Yeh Taarif Sun Kar,
Tumhare Bane Aur Mujeh Bhool Jaaye,
Bahut Shukriya..
Khushi To Bahut Hai Magar Yeh Bhi Gam Hai
Magar Yeh Bhi Gam Hai
Ke Yeh Saath Apna Kadam Do Kadam Hai
Magar Yeh Musafir Duaa Maangta Hai
Magar Yeh Musafir Duaa Maangta Hai
Khuda Aapse Phir Kisi Din Milaaye
Bahut Shukriya Badi Meherbaani,

Hume Chahe Badnaam Karde
Singer: ASHA BHOSLE
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
hamen chaahe badnaam kar de zamaana
magar ham sunaa kar rahenge fasaanaa
muhabbat chhupaao to chhupti nahin hai
ye aavaaz roke se rukti nahin hai
aa meri nazren hasin hain ki tum ho hasin
ye samajhne ki mujhko zaroorat nahin
baat nazroN ki hai baat kuchh bhi nahin
jisko dil chaahe duniyaa mein hai vo hasin
meri nazren hasin hain ki tum ho hasin
dil ko aanaa thaa ik din kahin na kahin -2
dil ki manzil jahaaN thi rukaa hai vahin

ye havaa ye samaa chaaNdni raat kaa
kyaa bataaooN tujhe rang jazbaat kaa
jhaaNk kar meri aaNkhoN mein Khud dekh le
muNh se kah dooN to phir kyaa mazaa baat kaa

pyaar karnaa paDaa dard sahnaa paDaa -2
tujhko dekhaa to Khaamosh rahnaa paDaa
laakh daaman bachaayaa na main bach saki
dil se majboor ho kar ye kahnaa paDaa

Mein Pyaar Kaa Rahi Hoon
Singer: MOHD RAFI, ASHA BHONSLE
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Main Pyaar Kaa Raahee Hoo
Teri Zulf Ke Saaye Mein
Kuchh Der Thhahar Jaaoon
Tum Ek Musaafir Ho
Kab Chhod Ke Chal Doge
Ye Soch Ke Ghabaraoon
Main Pyaar Kaa Raahee Hoon
Tere Been Jee Lage Naa Akele
Ho Sake To Mujhe Saath Le Le
Naazaneen Too Naheen Jaa Sakegee
Chhodakar Zindagee Ke Jhumele
Jab Bhee Chhaye Ghataa, Yaad Karanaa Zaraa
Saat Rango Kee Hoon Main Kahaanee
Main Pyaar Kaa Raahee Hoon
Pyaar Kee Bijaliyaan Muskuraye
Dekhiye Aap Par Gir Naa Jaaye
Dil Kahe Dekhataa Hee Rahoon Main
Saamane Baithhakar Ye Adaayen
Naa Main Hoon Naazanee, Naa Main Hoo Maahzabeen
Aap Hee Kee Nazar Hain Diwaanee Ho O

Mujhe Dekh Kar Aapka
Singer: MOHAMMAD RAFI
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Aap Kaa Muskuran-a-mujeh Dekh Kar
Aap Ka Muskurana, Mohobbat Nahin, Hai Tho,
Phir Aur Kya Hai,
Mujeh Tum Begana Kehelo Yaa Ke Deewana,
Magar Yeh Deewana Jaane Dil Kaa Fasana,
Banavat Mein Dil Ki Haqeeqat Chupana,
Mohobbat Nahin, Hai Tho, Phir Aur Kya Hai,
Khayalon Mein Khoyi Khoyi, Rehethi Ho Aise,
Musavir Ki Chalathi Phirthi, Tasaveer Jaise,
Ada Aashiqui, Ki Nazar Shairana,
Mohobbat Nahin, Hai Tho, Phir Aur Kya Hai
Ooo Mujeh Dekh Kar Aapka Muskuarana,
Mohobbat Nahin, Hai Tho, Phir Aur Kya Hai.

Phir Tere Shahar Main
Singer: MOH. RAFFI
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
a: aa aa aa aa aa aa a
phir tere shahar mein luTne ko chalaa aayaa hooN -2
phir vahi ishq teraa phir vahi dil laayaa hooN
phir tere shahar mein luTne ko chalaa aayaa hooN
dekh kis shaan se aayaa hai teraa saudaai
chorus: dekh kis shaan se aayaa hai teraa saudaai
ra: shor baajoN kaa kahin hai to kahin shahnaai -2
saari duniyaa ko tamaashaai banaa laayaa hooN

phir tere shahar mein ra, ko: luTne ko chalaa aayaa hooN
ra: tu na ghabraa teraa ghooNghaT na main uThne dooNgaa
chorus: tu na ghabraa teraa ghooNghaT na main uThne dooNgaa
ra: zindagi chaahe luTe pyaar na luTne dooNgaa -2
dil ke sheeshe ko patthar kaa banaa laayaa hooN

ra: baat rah jaati insaan rahe yaa na rahe
chorus: baat rah jaati insaan rahe yaa na rahe
ra: yaar ki aan rahe jaan rahe yaa na rahe -2
yaar ke naam par miTne to chalaa aayaa hooN

ra: teri is maaNg mein sindoor sajaane ke liye
chorus: teri is maaNg mein sindoor sajaane ke liye
ra: surKh mehandi tere haathoN mein rachaane ki liye -2
Khoon-e-dil laayaa hooN aur Khoon-e-jigar laayaa hooN

Teri Talash Mujhko Laayee
Singer: MOH. RAFI, ASHA BHOSLE
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
aa: teri talaash mujh ko laayee kahaaN kahaaN s
sun le meraa fasaanaa ab to meri zubaaN se
main ne vahin vahin par sajde kiye hain tujhko
zulfoN ko tu uDaati guzri jahaaN jahaaN se
iraan ham ne dekhaa, dekhaa hai cheen ham ne
lekin kahin na dekhaa tujh saa haseen ham ne
koi bhi jab na payaa tere muqable kaa
awaaz tujh ko di hai o naazneen ham ne
o yaar zulfoN vaale dildaar zulfoN vaale
zulfoN ne mujhko maaraa (Khamdaar zulfoN vaale) -2
aa: (zubaan-e-yaar-man turki, ho man turki nami daanam
nami daanam, nami daanam, nami daanam oy) -2
zubaan-e-yaar-man turki
ra: o bevafaa haseenaa, hathoN mein haath le le
kaam aayegaa ye tere, deevaanaa saath le le
deevaanaa koi mujh saa tujh ko nahin mile gaa
chaahe to ik nazar mein kul kaaynaat le le

ra: masti mein har qadam par gir kar teraa sambhalnaa
balkhaanaa baaNkpan se zulfoN kaa ye machalnaa
main to har ik adaa ko aaNkhoN se choom looNgaa
duniyaa bahut buri hai duniyaa se bachke chalnaa

teri zubaaN judaa hai meri zubaaN judaa hai
par dil ko kayaa karooN main dil tujh pe aa gayaa hai
ik ishq hai ki jiskaa mazhab nahin hai koi
har rang aashqi mein ik rang ho gayaa hai

dildaar zulfoN vaale
both: (zubaan-e-yaar-man turki, ho man turki nami daanam

ra: ( o ho ho ho ho ho ho
aa: aa haa haa haa haa haa haa) -2

Udhar Vo Chaal
Singer: ASHA BHOSLE
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
chaa chaa cha
udhar vo chaal chalte hain idhar ham jaan lete hain
nazar pahchaanane vaale nazar pahchaan lete hain -2

agar tum haNs ke dekhoge to ham phir muskaraa lenge
bachaakar aaNkh nikloge nazar ham bhi phiraa lenge
tum apnaa raastaa loge ham apnaa raastaa lenge
na ham ehsaan karte hain na ham ehsaan lete hain

tumhen hamse mohabbat hai zaroorat kyaa jataane ki
inhen parde mein rahne do ye baat hai chhupaane ki
hamen aadat nahin jhooThi qasam khaane-khilaane ki
na ham imaan dete hain na ham imaan lete hain
nazar pahchaanane vaale nazar pahchaan lete hain

Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about EK MUSAFIR EK HASINA ...