Songs from film FARIYAADI
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Jal Jal Ke Shama Ki Tarah Fariyaad Na Karana
Singer: MOHAMMAD RAFI
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
jal jal ke shama ki tarah fariyaad na karan
main yaad bhi aayuun to mujhe yaad na karana
mushkil hai bahut pyaar ki duniya ko basaana
bedard zamaane ka tarika hai puraana
do pyaar bhare dil kabhi aabaad na karana
main yaad bhi aayuun
aakaash ki choti pe mahal hamane banaaya
duniya se bahut duur jahaan apana basaaya
qismat ne magar chaaha hamein shaad na karana
main yaad bhi aayuun
ab apane kyaalon mein mujhe tum na basaana
bhuule se kabhi tum mere sapanon mein na aana
gar dil mein uthe dard to fariyaad na karana

Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about FARIYAADI ...