Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film FASHION

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Aashiyana

Singer: SALIM MERCHANT

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Aashiyana..... Aashiyana..... Aashiyana..... Mujhko Hai Mila Meri Manjil Ka Nishan Kyun Abb Ho Gila Koyi Abb Na Hai Gumaan (Thodi Si Mehaki Si, Thodi Si Behaki Si Meri Jindagaani) - 2 (Aashiyana Mera Hai Yahaan, Mera Jamaana Mera Hai Jahaan Abb (Mujhe Fursat Hai Kahaan) - 2) - 2 Aashiyana..... Roko Na Mujhe, Koyi Toko Na Mujhe Dheere Dheere Haule Haule Khona Hosh Hai Khushbu Iss Kadar, Mujhe Abb Kahaan Hai Sabar Dheere Dheere Haule Haule Dil Madhosh Hai (Thodi Si Mehaki Si, Thodi Si Behaki Si Meri Jindagaani..) - 2 (Aashiyana Mera Hai Yahaan, Mera Jamaana Mera Hai Jahaan Abb (Mujhe Fursat Hai Kahaan) - 2) - 2 Puri Ho Gayi, Meri Arji Khwaab Ki Halke Halke Chhalake Chhalake Hai Sab Jaam Bhi Ho Ho Khushoyon Ne Abhi, Ki Hai Mujhase Dosti.. Halki Halki Chhalaki Chhalaki Hai Kuchh Shaam Bhi (Hoo Thodi Si Mehaki Si, Thodi Si Behaki Si, Meri Jindagaani) - 2 (Aashiyana Mera Hai Yahaan, Mera Jamaana Mera Hai Jahaan Abb (Mujhe Fursat Hai Kahaan) - 2) - 2 Aashiyana.....

Aashiyana (Remix)

Singer: SALIM MERCHANT

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Aashiyana..... Aashiyana..... Aashiyana Mera Hai Yahaan, Mera Jamaana Mera Hai Jahaan Abb (Mujhe Fursat Hai Kahaan) -2 Mujhko Hai Mila, Meri Manjil Ka Nishan Kyun Abb Ho Gila, Koyi Abb Na Hai Gumaan (Thodi Si Mehaki Si, Thodi Si Behaki Si Meri Jindagaani) - 2 (Aashiyana Mera Hai Yahaan, Mera Jamaana Mera Hai Jahaan Abb (Mujhe Fursat Hai Kahaan) - 2) - 2 Roko Na Mujhe, Koyi Toko Na Mujhe Dheere Dheere Haule Haule Khona Hosh Hai Hoo, Khushbu Iss Kadar, Mujhe Abb Naa Hai Sabar Dheere Dheere Haule Haule Dil Madhosh Hai (Hoo, Thodi Si Mehaki Si, Thodi Si Behaki Si Meri Jindagaani) - 2 (Aashiyana Mera Hai Yahaan, Mera Jamaana Mera Hai Jahaan Abb (Mujhe Fursat Hai Kahaan) - 2) - 2 Aashiyana..... Puri Ho Gayi, Meri Arji Kaamu Ki Halke Halke Chhalake Chhalake Hai Sab Jaam Bhi Ho Ho Khushoyon Ne Abhi, Ki Hai Mujhase Dosti.. Halki Halki Chhalaki Chhalaki Hai Kuchh Shaam Bhi (Hoo, Thodi Si Mehaki Si, Thodi Si Behaki Si Meri Jindagaani) - 2 (Aashiyana Mera Hai Yahaan, Mera Jamaana Mera Hai Jahaan Abb (Mujhe Fursat Hai Kahaan) - 2) - 2 Aashiyana.....

Bahaaron Se Puuchho Nazaaron Se Puuchho

Singer: HEMANT

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

bahaaron se puuchho nazaaron se puuchho dil kyon divaana mera ho gaya laakh sambhaala magar kho gaya bahaaron se puuchho nazaaron se puuchho dil kyon divaana mera ho gaya laakh sambhaala magar kho gaya tu bhi divaana sanam main bhi divaani ulfat ki hai ajab kahaani tu bhi divaana sanam main bhi divaani ulfat ki hai ajab kahaani mera dil tera kaise ho gaya lakh sambhaala magar kho gaya badane lagi hai ab beqaraari mitane lagi hai nind hamaari dil ko na jaane ye kya ho gaya la/lakh sambhaala magar kho gaya

Dharati Ki God Mein

Singer: HEMANT

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

dharati ki god me aasamaan ke chhaanv me kab se khada hai yah taaj chhupaaye man me muhabbat ka raaz ke sun lo isaki dil ki aavaaz duniya ke aashiqon duniya ke premiyon sun lo muhabbat ka raaz patni ke vaaste bivi ke vaaste banata yahaan aisa taaj banata yahaan aisa taaj bivi ko chhod ke gairon se jor ke tode jo apanon se prit paison ke vaaste aisi mahalon mein gaaya nahin jaaye git kabhi gaaya nahin jaaye git begam ke ruup mein soya hain pyaar yahaan aahista aahista bol apane jigar ko shaahenashaah ke is premi kaleje se tol mandir ye pyaar ka tirath sansaar ka ulafat ka hai ye mazahaar bhatake huye ko kehata hai baar baar sun lo re is ki pukaar sun lo re is ki pukaar

Fashion Ka Hai Yeh Jalwa

Singer: SUKHWINDER SINGH, SATYA HINDUJA, ROBERT BOB OMULO

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Jalwa, Jalwa, Jalwa....... Jismon Ka Hai Yeh Jalwa, Kismon Ka Hai Yeh Jalwa Shoharat Bhi De Yeh Jalwa, Maksad Bhi De Yeh Jalwa Dilkash Lage Yeh Jalwa, Mehkash Lage Yeh Jalwa Nasha Hi Nasha Yeh Jalwa, Maja Hi Maja..., Nasha Hi Nasha.. Jalwa Aag Si Rawaaniya..., Leti Hai Angadaayiya... Yeh Jala De Dilon Mein Chingaariya.. (Yeh Jalwa - 2 Fashion Ka Hai Yeh Jalwa) - 4 Hai Ada Ka Najaraana, Har Jubaan Ka Afsaana Har Kisi Pe Chha Jaata Haan Yeh Jalwa, Haan Yeh Jalwa Karde Sabko Mastaana Hai Jamaana Deewaana Din Mein Taarein Dikhalaata Haan Yeh Jalwa, Haan Yeh Jalwa Aag Si Rawaaniya, Leti Hai Angadaayiya... Yeh Jala De Dilon Mein Chingaariya.. (Yeh Jalwa - 2 Fashion Ka Hai Yeh Jalwa) - 4 Isane Sabko Bharmaaya, Hai Ajab Isaki Maaya Koyi Bhi Bach Na Paaya Haan Yeh Jalwa, Haan Yeh Jalwa Aasmaan Dikhlaaya, Jamin Pe Bhi Le Aaya Kya Na Isane Karwaaya Haan Yeh Jalwa, Haan Yeh Jalwa Aag Si Rawaaniya..., Leti Hai Angadaayiya.. Yeh Jala De Dilon Mein Chingaariya (Yeh Jalwa - 2 Fashion Ka Hai Yeh Jalwa) - 4

Fashion Ka Hai Yeh Jalwa (Remix)

Singer: SUKHWINDER SINGH, SATYA HINDUJA, ROBERT BOB OMULO

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Jalwa, Jalwa, Jalwa, Jalwa, Jalwa, Jalwa Jismon Ka Hai Yeh Jalwa, Kismon Ka Hai Yeh Jalwa Shoharat Bhi De Yeh Jalwa, Maksad Bhi De Yeh Jalwa Dilkash Lage Yeh Jalwa, Mehkash Lage Yeh Jalwa Nasha Hi Nasha Yeh Jalwa, Maja Hi Maja.., Nasha Hi Nasha Jalwa Aag Si Rawaaniya.., Leti Hai Angadaayiya.. Yeh Jala De Dilon Mein Chingaariya.. (Yeh Jalwa - 2 Fashion Ka Hai Yeh Jalwa) - 4 Hai Ada Ka Najaraana, Har Jubaan Ka Afsaana Har Kisi Pe Chha Jaata Haan Yeh Jalwa, Haan Yeh Jalwa Karde Sabko Mastaana Hai Jamaana Deewaana Din Mein Taarein Dikhalaata Haan Yeh Jalwa, Haan Yeh Jalwa Aag Si Rawaaniya, Leti Hai Angadaayiya... Yeh Jala De Dilon Mein Chingaariya (Yeh Jalwa - 2 Fashion Ka Hai Yeh Jalwa) - 4 Isane Sabko Bharmaaya, Hai Ajab Isaki Maaya Koyi Bhi Bach Na Paaya Haan Yeh Jalwa, Haan Yeh Jalwa Aasmaan Bhi Dikhlaaya, Jamin Pe Bhi Le Aaya Kya Na Isane Karwaaya Haan Yeh Jalwa, Haan Yeh Jalwa Aag Si Rawaaniya.., Leti Hai Angadaayiya Yeh Jala De Dilon Mein Chingaariya (Yeh Jalwa - 2 Fashion Ka Hai Yeh Jalwa) - 4

Honthon Pe Tera Naam

Singer: HEMANT

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

honthon pe tera naam tu hi to hai mera shyaam tere siva mera koyi aur na - 2 jivan apana tum sang baandha tu mera mohan main teri raadha charanon mein tere piya mere hain chaaro dhaam tere siva mera koyi aur na o o o o dvaar tihaare aaya tera puujaari - 2 daras ka pyaasa prem bhikhaari tum hi base ho mere nainon mein subah-shaam tere siva mera koyi aur na honthon pe tera naam tu hi to hai mera shyaam tere siva mera koyi aur na - 2

Kuchh Khaas Hai Kuchh Paas Hai

Singer: MOHIT CHAUHAN, NEHA BHASIN

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

(Kuchh Khaas Hai Kuchh Paas Hai, Kuchh Ajanabi Ehsaas Hai Kuchh Duriyaan Najdikiyaan, Kuchh Hans Padi Tanhaayiyaan Kya Yeh Khumaar Hai, Kya Aitbaar Hai Shaayad Yeh Pyaar Hai, Pyaar Hai Shaayad Kya Yeh Bahaar Hai, Kya Intjaar Hai Shaayad Yeh Pyaar Hai, Pyaar Hai Shaayad) - 2 Kuchh Saanz Hai.., Jaage Se Jo Kal Soye Alfaaz Hai.., Chup Se Nashe Mein Khoye Nazar Hi Samjhaaye, Yeh Guftgu Saari.. Koyi Aarju Mein Hai, Angadaayi Pyaari.. Kya Yeh Khumaar Hai, Kya Aitbaar Hai Shaayad Yeh Pyaar Hai, Pyaar Hai Shaayad Na Inkaar Hai, Na Ikraar Hai Shaayad Yeh Pyaar Hai, Pyaar Hai Shaayad Kehna Hi Kya.., Tera Dakhal Na Koyi Dil Ko Dikha.., Dil Ki Shakal Ka Koyi Dil Se Bhi Meri, Ik Shart Yeh Aisi.. Laage Jeet Si Mujhako, Yeh Haar Hai Kaisi.. Kyun Yeh Pukaar Hai, Kyun Bekaraar Hai Shaayad Yeh Pyaar Hai, Pyaar Hai Shaayad Jaadu Sawaar Hai, Na Ikhtiyaar Hai Shaayad Yeh Pyaar Hai, Pyaar Hai Shaayad Pyaar Hai Shaayad Kuchh Khaas Hai Kuchh Paas Hai, Kuchh Ajanabi Ehsaas Hai.. Pyaar Hai Shaayad, Pyaar Hai Shaayad, Yahi

Kuchh Khaas Hai Kuchh Paas Hai (Remix)

Singer: MOHIT CHAUHAN, NEHA BHASIN

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

(Kuchh Khaas Hai, Kuchh Paas Hai, Kuchh Ajanabi Ehsaas Hai Kuchh Duriyaan Najdikiyaan, Kuchh Hans Padi Tanhaayiyaan Kya Yeh Khumaar Hai, Kya Aitbaar Hai Shaayad Yeh Pyaar Hai, Pyaar Hai Shaayad Kya Yeh Bahaar Hai, Kya Intjaar Hai Shaayad Yeh Pyaar Hai, Pyaar Hai Shaayad) - 2 Kuchh Saanz Hai.. Jaage Se Jo The Soye Alfaaz Hai.. Chup Se Nashe Mein Khoye Nazar Hi Samjhaaye, Yeh Guftgu Saari.. Koyi Aarju Mein Hai.., Angadaayi Pyaari.. Kya Yeh Khumaar Hai, Kya Aitbaar Hai Shaayad Yeh Pyaar Hai, Pyaar Hai Shaayad Na Inkaar Hai, Na Ikraar Hai Shaayad Yeh Pyaar Hai, Pyaar Hai Shaayad Kehna Hi Kya.., Tera Dakhal Na Koyi Dil Ko Dikha.., Dil Ki Shakal Ka Koyi Dil Se Bhi Meri, Ek Shart Yeh Aisi.. Laage Jeet Si Mujhako, Yeh Haar Hai Kaisi.. Kyun Yeh Pukaar Hai, Kyun Bekaraar Hai Shaayad Yeh Pyaar Hai, Pyaar Hai Shaayad Jaadu Sawaar Hai, Na Ikhtiyaar Hai Shaayad Yeh Pyaar Hai, Pyaar Hai Shaayad

Maati Ko Laajaana Na

Singer: HEMANT, BELA MUKHERJEE

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

bade bade tufaanon ke aage kabhi nahin jo haara hai naari ki taaqat par ab tak zinda desh tumhaara hai maati ko lajaana na is maati ko lajaana na desh hai mahaan isaki shaan ko mitaana na maati ko lajaana na is maati ko lajaana na desh hai mahaan is ki shaan ko mitaana na vichhada hua yahaan ka vichhadi ka nuur hain haan vichhadi ka nuur hain (is) maati mera ma hua sitaaji ka sinduur hain sitaaji ka sinduur hain desh ke javaanon o faishan ke divaanon thodi baat puraani maano apani sej ko paraayi naag se kabhi sajaana na galiyaan paraayin ko khoya tera dhyaan hain ho khoya tera dhyaan hai apani puujaaran ka tu hi bhagavaan hai tu hi bhagavaan hai raam hai tu usaka ghanashyaam hai tu usaka chaaron dhaam hai tu usaka aisi naari ke jigar pe kataari tu chalaana na

Mar Jawaan Mar Jawaan

Singer: SHRUTI PATHAK, SALIM MERCHANT

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

(Mar Jawan.. Mar Jaawaan, Tere Ishq Pe Mar Jaawaan) - 2 Bheegi Bheegi Sapno Ka Jaisa Khat Hai Yeh Haay Gili Gili Chaahat Ka Jaise Lat Hai Yeh (Mar Jawan Mar Jaawaan, Tere Ishq Pe Mar Jaawaan) - 2 Soche Dil Ke Aisa Kaash Ho, Tujhko Ek Nazar Meri Talaash Ho Jaise Khwaab Hai Aankhon Mein Base Meri Waise Nindon Pe Silvate Pade Teri Bheegi Bheegi Armaano Ki Raahat, Hai Yeh Haay Geeli Geeli Kwaahish Bhi Toh Bekhud Hai Yeh (Mar Jawan Mar Jaawaan, Tere Ishq Pe Mar Jaawaan) - 2

Mar Jawaan Mar Jawaan (Remeix)

Singer: SHRUTI PATHAK, SALIM MERCHANT

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

(Mar Jawan.. Mar Jaawaan, Tere Ishq Pe Mar Jaawaan) - 2 Bheegi Bheegi Sapno Ka Jaisa Khat Hai Haay Gili Gili Chaahat Ka Jaise Lat Hai Mar Jawan Mar Jaawaan, Tere Ishq Pe.. Mar Jaawaan Soche Dil Ke Aisa Kaash Ho, Tujhko Ek Nazar Meri Talaash Ho.. Jaise Khwaab Hai Aankhon Mein Base Meri.. Waise Nindon Pe Silvate Pade Teri.. Bheegi Bheegi Armaano Ki Raahat Hai Haay Geeli Geeli Kwaahish Bhi Toh Behad Hai (Mar Jawan Mar Jaawaan, Tere Ishq Pe Mar Jaawaan) - 2

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about FASHION ...