Songs from film FILHAAL
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Dil Ke Sannate
Singer: PALASH SEN
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Yeah hey, yeah yea
Dil ke sannate khol kabhi - 2
Tanhaai tu bhi bol kabhi - 2
(Parchhaaiyaan chunta rehta hai
Kyoon rishte bunta rehta hai) - 2
Oh, in vaadon ke peeche koi nahin
Kyoon vaade sunta rehta hai
Dil ke sannate khol kabhi - 2
Tanhaai tu bhi bol kabhi - 2
(Bujh jaayegi saari aawaazein
Yaadein yaadein reh jaayegi) - 2
Oh, tasveerein bachegi aankhon mein
Aur baatein sab keh jaayegi
Dil ke sannate khol kabhi - 2
Tanhaai tu bhi bol kabhi - 2
Dil ke sannate khol kabhi - 2
Tanhaai tu bhi bol kabhi - 2
(Parchhaaiyaan chunta rehta hai
Kyoon rishte bunta rehta hai) - 2
Oh, in vaadon ke peeche koi nahin
Kyoon vaade sunta rehta hai
Dil ke sannate khol kabhi - 2
Tanhaai tu bhi bol kabhi - 2
(Bujh jaayegi saari aawaazein
Yaadein yaadein reh jaayegi) - 2
Oh, tasveerein bachegi aankhon mein
Aur baatein sab keh jaayegi
Dil ke sannate khol kabhi - 2
Tanhaai tu bhi bol kabhi - 2
Filhaal
Singer: ASHA BHOSLE
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Ae zindagi yeh lamha jee lene d
Oh, pehle se likha kuch bhi nahin
Roz naya kuch likhti hai tu
Jo bhi likha hai, dil se jiya hai
Yeh lamha filhaal jee lene de - 2
Maasoom si hasi, bevaja hi kabhi
Honton pe khil jaati hai
Anjaan si khushi baheti hui kabhi
Saahil pe mil jaati hai
Yeh anjaana sa darr ajnabi hai magar
Khoobsurat hai jee lene de
Yeh lamha filhaal jee lene de - 2
Dil hi mein rehta hai, aankhon mein baheta hai
Kaccha sa ek khwaab hai
Lagta sawaal hai, shaayad jawaab hai
Dil phir bhi betaab hai
Yeh sukun hai to hai, yeh junoon hai to hai
Khoobsurat hai jee lene de
Yeh lamha filhaal jee lene de ...
Oh, pehle se likha kuch bhi nahin
Roz naya kuch, oh likhti hai tu
Jo bhi likha hai, dil se jiya hai
Yeh lamha filhaal jee lene de ...
Oh, pehle se likha kuch bhi nahin
Roz naya kuch likhti hai tu
Jo bhi likha hai, dil se jiya hai
Yeh lamha filhaal jee lene de - 2
Maasoom si hasi, bevaja hi kabhi
Honton pe khil jaati hai
Anjaan si khushi baheti hui kabhi
Saahil pe mil jaati hai
Yeh anjaana sa darr ajnabi hai magar
Khoobsurat hai jee lene de
Yeh lamha filhaal jee lene de - 2
Dil hi mein rehta hai, aankhon mein baheta hai
Kaccha sa ek khwaab hai
Lagta sawaal hai, shaayad jawaab hai
Dil phir bhi betaab hai
Yeh sukun hai to hai, yeh junoon hai to hai
Khoobsurat hai jee lene de
Yeh lamha filhaal jee lene de ...
Oh, pehle se likha kuch bhi nahin
Roz naya kuch, oh likhti hai tu
Jo bhi likha hai, dil se jiya hai
Yeh lamha filhaal jee lene de ...
Kyun Baar Baar
Singer: CHITRA
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Kyun Baar Baar Aankhon Mein Tum Karwat Lete H
Na Sote Ho Na Mujhko Tum Sone Dete Ho
Kyun Baar Baar Aankhon Mein Tum Karwat Lete Ho
Kahan Chhupe Ho Seene Mein Tum
Saasein Bhaari Rehti Hain
Neend Mein Ho Ya Sapno Mein
Kyun Palke Bhaari Rehti Hain
Kyun Baar Baar Aankhon Mein Tum Karwat Lete Ho
Na Sote Ho Na Mujhko Tum Sone Dete Ho
Sare Ang Tum Apne Rakna Aankhen Ka Rang To Mera Ho
Thodi Thodi Shyaam Ki Rangat Halka Halka Sawera Ho
Kyun Baar Baar Aankhon Mein Tum Karwat Lete Ho
Na Sote Ho Na Mujhko Tum Sone Dete Ho
Na Sote Ho Na Mujhko Tum Sone Dete Ho
Kyun Baar Baar Aankhon Mein Tum Karwat Lete Ho
Kahan Chhupe Ho Seene Mein Tum
Saasein Bhaari Rehti Hain
Neend Mein Ho Ya Sapno Mein
Kyun Palke Bhaari Rehti Hain
Kyun Baar Baar Aankhon Mein Tum Karwat Lete Ho
Na Sote Ho Na Mujhko Tum Sone Dete Ho
Sare Ang Tum Apne Rakna Aankhen Ka Rang To Mera Ho
Thodi Thodi Shyaam Ki Rangat Halka Halka Sawera Ho
Kyun Baar Baar Aankhon Mein Tum Karwat Lete Ho
Na Sote Ho Na Mujhko Tum Sone Dete Ho
Le Chalen Doliyon Mein
Singer: ROOP KUMAR RATHOOD AND CHITRA
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Le chalen doliyon mein tumh
Gar iraada karo
Ungliyon mein pehen lo yeh rishta
Aur vaada karo
--FEMALE--
Hua hua hua, hua hua hua - 2
--MALE--
Le chalen doliyon mein tumhe
Gar iraada karo
Ungliyon mein pehen lo yeh rishta
Aur vaada karo
--FEMALE--
Haan, hua hua hua, hua hua hua
Hua hua hua, hua hua hua
--MALE--
Teri aankhon se chhanti hui
Is chamak ki kasam
Yeh samandar jo namkeen hai
Is namak ki kasam
Chauk se chaand pe likh diya hai
Naam humne tera
Oh reva reva reva, reva reva reva
Le chalen doliyon mein tumhe
Gar iraada karo
Ungliyon mein pehen lo yeh rishta
Aur vaada karo
--FEMALE--
Haan, hua hua hua, hua hua hua
Hua hua hua, hua hua hua
--MALE--
Dil kisi pe to aana hi tha
Dil ka kya kijiye
Is padosi ko jaana hi tha
Ab vida kijiye
Tum kaho to tumhe saunp de
Ab to vaada karo
--FEMALE--
Hua hua hua, hua hua hua
--MALE--
Le chalen doliyon mein tumhe
Gar iraada karo
Ungliyon mein pehen lo yeh rishta
Aur vaada karo
--FEMALE--
Aah, hua hua hua, hua hua hua
Hua hua hua, hua hua hua
Gar iraada karo
Ungliyon mein pehen lo yeh rishta
Aur vaada karo
--FEMALE--
Hua hua hua, hua hua hua - 2
--MALE--
Le chalen doliyon mein tumhe
Gar iraada karo
Ungliyon mein pehen lo yeh rishta
Aur vaada karo
--FEMALE--
Haan, hua hua hua, hua hua hua
Hua hua hua, hua hua hua
--MALE--
Teri aankhon se chhanti hui
Is chamak ki kasam
Yeh samandar jo namkeen hai
Is namak ki kasam
Chauk se chaand pe likh diya hai
Naam humne tera
Oh reva reva reva, reva reva reva
Le chalen doliyon mein tumhe
Gar iraada karo
Ungliyon mein pehen lo yeh rishta
Aur vaada karo
--FEMALE--
Haan, hua hua hua, hua hua hua
Hua hua hua, hua hua hua
--MALE--
Dil kisi pe to aana hi tha
Dil ka kya kijiye
Is padosi ko jaana hi tha
Ab vida kijiye
Tum kaho to tumhe saunp de
Ab to vaada karo
--FEMALE--
Hua hua hua, hua hua hua
--MALE--
Le chalen doliyon mein tumhe
Gar iraada karo
Ungliyon mein pehen lo yeh rishta
Aur vaada karo
--FEMALE--
Aah, hua hua hua, hua hua hua
Hua hua hua, hua hua hua
Naya naya, dhula dhula
Singer: CHITRA AND K.K.
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
--FEMALE-
Naya naya, dhula dhula - 2
Haan, aasmaan khula
--MALE--
Naya naya, dhula dhula
Aasmaan khula
--FEMALE--
Tumne aankh kholi to
Aah, yeh jahaan khula
--MALE--
Tumne aankh kholi to
Yeh jahaan khula
Naya naya, yea hey
--FEMALE--
Mm mm mm mm, mm mm mm mm
--MALE--
Aap ke chehre pe kyoon
Shahed jaisi dhoop chadne lag gayi hai
--FEMALE--
Aap ki aankhon mein kyoon
Neend apne sapne rakhne lag gayi hai
Muskuraake zindagi ne hairaan kar diya
--MALE--
Hairaan kar diya
Naya naya, dhula dhula
Aasmaan khula
--FEMALE--
Tumne aankh kholi to
Aah, yeh jahaan khula
--MALE--
Naya naya, yea
--FEMALE--
Oh, oh, oh aah aah aah aah aah
--MALE--
Muskuraahat aap ki
Lab pe rakhke humne aadhi kaant li
--FEMALE--
Aap ne to saans bhi
Mere lab se aati aati baant li
Gale lagaake zindagi ne hairaan kar diya
--MALE--
Hairaan kar diya
Naya naya, dhula dhula
Aasmaan khula
--FEMALE--
Tumne aankh kholi to
Aah, yeh jahaan khula
--MALE--
Tumne aankh kholi to
Haan, yeh jahaan khula
--FEMALE--
Naya naya, dhula dhula
--MALE--
Naya naya, dhula dhula
Naya naya, dhula dhula - 2
Haan, aasmaan khula
--MALE--
Naya naya, dhula dhula
Aasmaan khula
--FEMALE--
Tumne aankh kholi to
Aah, yeh jahaan khula
--MALE--
Tumne aankh kholi to
Yeh jahaan khula
Naya naya, yea hey
--FEMALE--
Mm mm mm mm, mm mm mm mm
--MALE--
Aap ke chehre pe kyoon
Shahed jaisi dhoop chadne lag gayi hai
--FEMALE--
Aap ki aankhon mein kyoon
Neend apne sapne rakhne lag gayi hai
Muskuraake zindagi ne hairaan kar diya
--MALE--
Hairaan kar diya
Naya naya, dhula dhula
Aasmaan khula
--FEMALE--
Tumne aankh kholi to
Aah, yeh jahaan khula
--MALE--
Naya naya, yea
--FEMALE--
Oh, oh, oh aah aah aah aah aah
--MALE--
Muskuraahat aap ki
Lab pe rakhke humne aadhi kaant li
--FEMALE--
Aap ne to saans bhi
Mere lab se aati aati baant li
Gale lagaake zindagi ne hairaan kar diya
--MALE--
Hairaan kar diya
Naya naya, dhula dhula
Aasmaan khula
--FEMALE--
Tumne aankh kholi to
Aah, yeh jahaan khula
--MALE--
Tumne aankh kholi to
Haan, yeh jahaan khula
--FEMALE--
Naya naya, dhula dhula
--MALE--
Naya naya, dhula dhula
Sola Singaar Karke
Singer: JASPINDER NARULA AND PALASH SEN
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
(Waari jaawa waari jaawa waari jaaw
Sau sau baari sau sau baari waari jaawa) - 3
Sola singaar karke godi bharaayi le - 2
Saiyyaan, saiyyaan, saiyyaan saiyyaan
Saiyyaan se kheli bahut ab
Chhotu ko khilaayi le
Sola singaar karke godi bharaayi le
Sola singaar kare
(Waari jaawa waari jaawa waari jaawa
Sau sau baari sau sau baari waari jaawa) - 2
Chhotu jo aave ghar mein
Chhotu jo aave ghar mein
Oye hoye hoye hoye, oye hoye hoye hoye
(Chhotu jo aave ghar mein, naani behlaave
Paayal pehenke naani naach dikhaave) - 2
(Waari jaawa waari jaawa waari jaawa
Sau sau baari sau sau baari waari jaawa) - 2
Haan, chhotu jo aave ghar mein
Chhotu jo aave ghar mein
Hoye hoye, oye oye oye oye
Chhotu jo aave ghar mein, maasi ko bulaave
Naadi badalke unki lori sunaave
Naadi? Maasi ki?
Chhotu jo aave ghar mein, aave unke mama
Mama? Ya chacha, mm chacha
Chhotu jo aave ghar mein, aave unke mama
Daaton se naala pakde, haath se pajaama
Oh, teri hasi bhar bharke
Ghar mein chhidkaave
Oh, sola singaar karke godi bharaayi le
Sola singaar karke godi bharaayi le
Saiyyaan, saiyyaan, saiyyaan saiyyaan
Saiyyaan se kheli bahut ab
Chhotu ko khilaayi le
Sola singaar karke godi bharaayi le
Sola singaar karke
(Waari jaawa waari jaawa waari jaawa
Sau sau baari sau sau baari waari jaawa) ...
Sau sau baari sau sau baari waari jaawa) - 3
Sola singaar karke godi bharaayi le - 2
Saiyyaan, saiyyaan, saiyyaan saiyyaan
Saiyyaan se kheli bahut ab
Chhotu ko khilaayi le
Sola singaar karke godi bharaayi le
Sola singaar kare
(Waari jaawa waari jaawa waari jaawa
Sau sau baari sau sau baari waari jaawa) - 2
Chhotu jo aave ghar mein
Chhotu jo aave ghar mein
Oye hoye hoye hoye, oye hoye hoye hoye
(Chhotu jo aave ghar mein, naani behlaave
Paayal pehenke naani naach dikhaave) - 2
(Waari jaawa waari jaawa waari jaawa
Sau sau baari sau sau baari waari jaawa) - 2
Haan, chhotu jo aave ghar mein
Chhotu jo aave ghar mein
Hoye hoye, oye oye oye oye
Chhotu jo aave ghar mein, maasi ko bulaave
Naadi badalke unki lori sunaave
Naadi? Maasi ki?
Chhotu jo aave ghar mein, aave unke mama
Mama? Ya chacha, mm chacha
Chhotu jo aave ghar mein, aave unke mama
Daaton se naala pakde, haath se pajaama
Oh, teri hasi bhar bharke
Ghar mein chhidkaave
Oh, sola singaar karke godi bharaayi le
Sola singaar karke godi bharaayi le
Saiyyaan, saiyyaan, saiyyaan saiyyaan
Saiyyaan se kheli bahut ab
Chhotu ko khilaayi le
Sola singaar karke godi bharaayi le
Sola singaar karke
(Waari jaawa waari jaawa waari jaawa
Sau sau baari sau sau baari waari jaawa) ...
Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about FILHAAL ...
