Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film GIRL FRIEND

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Aaj Ronah Paraa Tho Samjhe

Singer: KISHORE KUMAR

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

[Aaj rona pada to samjhe
Hansne ka mol kya hai
Apna sapna khona pada to samjhe] (2)

Khwabon ki haqeeqat kya thi
Armano ki keemat kya thi
Apno ki mohabbat kya thi
Gair hona pada to samjhe
Aaj rona pada to samjhe

Sukh milta hai kis mushkil se
Kya karti hai duniya dil se
Is rang bhari mehfil se
Door hona pada to samjhe
Aaj rona pada to samjhe

Nikle the jinhe apnane
Wo log the sab begane
Is baat ko ham diwane
Chain khona pada to samjhe
Aaj rona pada to samjhe
Hansne ka mol kya hai
Apna sapna khona pada to samjhe

Bheegi Bheegi Hain Yeh

Singer: SHAAN, SOWMYA RAO, DABOO MALIK

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

(bheegi bheegi hain yeh hawa
phir bhi jale kyon mera tan
tan yeh mann ki baat na maane
dil ki sune na yeh dhadkan) - 2

dhadkan mein shor
dil pe na jor
toofan sa hain ek dono aur
mujhe khich rahi anjaani dor
bas teri aur bas teri aur
dhadkan mein shor
dil pe na jor
toofan sa shor ek dono aur
mujhe khich rahi anjaani dor
bas teri aur dilbar

bheeni bheeni khushbu tumahari
jab chuti hain mera badan
pyas hazaro uth jaati hain
kya main batau yeh tadpan

saawan ke pass baarish ke pass
kabi jaau main saagar ke pass
sagar se bhi bujhti na pyaas
yeh kaisi pyaas yeh kaisi pyaas
saawan ke pass baarish ke pass
kabi jaau main sagar ke pass
sagar se bhi bujhti na pyas
yeh kaisi pyaas dilbar

dheema dheema chand hua hain
chupne lagi badli mein kiran
yeh lamhe kutch bol rahe hain
aa usmein ham dono sajan

bechainiya betaabiya
phir aur kyon khamoshiya
yeh ishq ki sarhoshiya
madhoshiya madhoshiya
bechainiya betaabiya
phir aur kyon khamoshiya
yeh ishq ki sarhoshiya
madhoshiya hain dilbar

(bheegi bheegi hain yeh hawao
phir bhi jale kyon mera tan
tan yeh mann ki baat na maane
dil ki sune na yeh dhadkan) - 2

Hamara Dil Hamein De Do

Singer: ABHIJEET, SUNIDHI CHAUHAN

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

(hamara dil hamein de d
na raato ko jagao tum
mohabbat ek musibat hain
mohabbat se bachao tum) - 2
tumhari is ada pe 1234 ham toh mar gaye
tumhare naam yeh dil 1234 ham toh kar gaye
hamara dil hamein de do
na raato ko jagao tum
mohabbat ek musibat hain
mohabbat se bachao tum

yeh kal ki baat hain dilbar
badi aaram se the ham
najar jab se milayi hain
bade bechain hain jaanam
yu has has ke is aashiq ko
deewana na banao tum
mohabbat ek musibat hain
mohabbat se bachao tum
tumhari is ada pe 1234 ham toh mar gaye
tumhare naam yeh dil 1234 ham toh kar gaye
hamara dil hamein de do
na raato ko jagao tum
mohabbat ek musibat hain
mohabbat se bachao tum

hamara dil churake tum shikayat hamse karte ho
hamein maloom yeh hi hain mohabbat hamse karte ho
chalo chodo shikayat ko hamare pass aao tum
mohabbat ek musibat hain
mohabbat se bachao tum
tumhari is ada pe 1234 ham toh mar gaye
tumhare naam yeh dil 1234 ham toh kar gaye

Sunoh Toh Jaana Jaana

Singer: SUNIDHI CHAUHAN, VAISHALI SAMANT

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

(Sunoh toh jaana janaa.
jara tum pass aana aana... ) - 2
ishq kya hain pyar kya hain
aaj tumko hain batana
(Sunoh toh jaana janaa..
jara tum pass aana aana... ) - 2
ishq kya hain pyar kya hain
aaj tumko hain batana
(Sunoh toh jaana janaa..
jara tum pass aana aana... ) - 2

hamare hasin jalwe har dil mein aag jaga de
ham husn ki garmiyon se har dil mein pyas jaga de
aag kya hain pyas kya hain
aaj tumko hain batana
(Sunoh toh jaana janaa..
jara tum pass aana aana... ) - 2

(nasha yeh nasha hain hamara
jo har nashe ko bhula de
adaaye adaaye hamari
kisiko bhi pal mein mita de) - 2
yeh nasha kya yeh ada kya
aaj tumko hain batana
(Sunoh toh jaana janaa..
jara tum pass aana aana... ) - 2
ishq kya hain pyar kya hain
aaj tumko hain batana
sunoh toh jaana janaa .. - 4

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about GIRL FRIEND ...