Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film HAATH KI SAFAI

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Wada Karle Saajna

Singer: MOHAMMAD RAFI, LATA MANGESHKAR

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

waadaa kar le saajana
tere beena main naa rahoon
mere beena too naa rahe

ho ke judaa, ye waadaa rahaa,
naa honge judaa, ye waadaa rahaa

mai dhadakan too dil hai piyaa
main baatee too meraa diyaa
hum pyaar kee jyot jalaayein
mai raahee meree manzil hai too
main hoon lahar aur saaheel hai too
jeewan bhar saath nibhaayein
a.. a.. a. aa. aa..aa
waadaa kar le jaana-e-jaan,
tere beena main naa rahoo, mere been too naa rahe
ho ke judaa, ye waadaa rahaa
naa honge judaa, ye waadaa rahaa

jab se mujhe teraa pyaar milaa
apanee to hai bas yahee duaa
har janam yoon milake rahenge

sundar saa ho apanaa jahaan,
pyaar apanaa rahe sadaa jawaan
hum sukhadukh mil ke sahenge
a.. a.. a. aa. aa..aa
waadaa kar le saajanaa
tere been main naa rahoo, mere been too naa rahe

ho ke judaa, ye waadaa rahaa, naa honge judaa, ye waadaa rahaa

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about HAATH KI SAFAI ...