Songs from film HEERA PANNA
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Bahut Door Mujhe Chali Jaana
Singer: KISHORE KUMAR, LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Lata:
(Bahot Door Mujhe Chale Jaana Hai
Bahot Nazdeek Mujhe Aana Hai
Teri Baahon Mein Mujhe Aaj Mar Jaana Hai) (2)
Kishore:
Kissi Ko Iss Jagah Pe Nahin Aana Hai
Kissi Ko Iss Jagah Se Nahin Jaana Hai
Teri Baahon Mein Mujhe Aaj Mar Jaana Hai
Jaane Mile Ya Na Mile Phir Aisi Tanhaayi
Dil Ki Lagi Le Ne Lagi Seene Mein Angdaayi
Lata:
Ho Mujhko Chhupa Le Dil Mein Basaa Le
Dekh Bura Yeh Zamana Hai
Kishore:
Kissi Ko Iss Jagah Pe Nahin Aana Hai
Kissi Ko Iss Jagah Se Nahin Jaana Hai
Lata:
Ho Teri Baahon Mein Mujhe Aaj Mar Jaana Hai
Kishore:
Kya Zindagi Kat Jaayegi Bas Teri Yaadon Mein
Yeh Raat Bhi Dhal Jaayegi Kya Yoon Hi Waado Mein
Lata:
Ho Armaan Nikle Ya Jaan Nikle Pyaar Mera Deewana Hai Hmm

Mere Badan Mein Oh Sajan Jaagi Ek Chingaari
Toot Jaayegi Jal Jaayegi Iss Mein Duniya Saari
Kishore:
Iss Ko Bujha De Shola Banaa De Kehta Yeh Parwana Hai Hmm
Lata:
Bahot Door Mujhe Chale Jaana Hai
Bahot Nazdeek Mujhe Aana Hai
Both:

Hm Hm Hm Hm Hm Hm Hm Hm

Ek Paheli Hai Tu
Singer: KISHORE KUMAR, ASHA BHOSLE
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Kishore: ek paheli hai tu Asha speaks: haa
Kishore: naar naveli hai tu Asha speaks: huN, kuchh kahaa
Kishore: haa, jitnaa main suljhaaooN, aur ulajhti jaaye Asha speaks: sach?
Kishore: ek paheli hai tu, naar naveli hai tu
jitnaa main suljhaaooN, aur ulajhti jaaye
Asha speaks: ssssss, aah, yahaaN aao na

Asha speaks: o ho deevaane...
Kishore: deevaanaa hone lagaa hooN Asha: tara ra ram
Kishore: main in mein khone lagaa hooN Asha: tara rara ram
Kishore: he deevaanaa hone lagaa hooN Asha: tara ra ram

Kishore: o.. nainaa tere aise jaise bhool bhulaNiyaa..
baDi albeli hai tu Asha: *Laughs*
Kishore: naar naveli hai tu

Asha speaks: o ho, kab tak pichhaa karoge..
Kishore: ye premi aaNkhoN ko meeche Asha: ey hey ra ram
Kishore: chaltaa jaaye tere pichhe Asha: la la la la la
Kishore: ey ye premi aaNkhoN ko meeche Asha: ey hey ra ram

Kishore: ey.. khinchaa chalaa jaaye kachche dhaage se saNiyaa
khel vo kheli hai tu Asha speaks: jaa

Asha: pa pa, pa pa, pa pa pa pa pa, pa pa
Kishore: jaadoo koi hai ke dhokhaa Asha: tara ra ram
Kishore: qadmoN ko jaaye na rokaa Asha: tara rara ram
Kishore: ey jaadoo koi hai ke dhokhaa Asha: tara ra ram

Kishore: jaane kahaaN leke chali, thaam ke baNiyaa
Asha speaks: ab to jaaiye
Kishore: aaj akeli hai tu, naar naveli hai tu

ek paheli hai tu

Mein Tasveer Uttar Tha Hun
Singer: KISHORE KUMAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Main Tasveer Utarta Hoo
Bigdhi Huyi Haseeno Ki
Zulfen Sanvaarta Hoon
Phir Zulfon Ke Saaye Mein
Main Raatein Guzaarta Hoon
Koi Haseena Kitni Bhi Magroor Ho
Husn Ki Duniya Mein Kitni Mashhoor Ho
Paas Ho Ke Door Ho
Masti Mein Choor Ho
Paas Ho Ke Door Ho
Masti Mein Choor Ho
Daudi Chali Aati Hain
Main Jisko Pukarta Hoon
Main Tasveer Utarta Hoon
Chaand Ki Bhi Na Padi Jinpe Kiran
Maine Dekhe Unn Haseeno Ke Badan
Mera Aisa Hai Chalan
Jaaneja O Jaaneman
Tod Ke Saare Parde
Main Sabko Niharta Hoon
Hai Main Tasveer Utarta Hoon
Thak Ke Saahil Pe Samundar So Gaya
Yaad Teri Aa Gayee Main Kho Gaya
Yeh Gaya
Main Woh Gaya
Arre Yeh Mujhe Kya Ho Gaya
Yeh Gaya Main Woh Gaya
Yeh Mujhe Kya Ho Gaya
Naam Tera Leta Hoon
Main Jisko Pukarta Hoon
Bigdhi Huyi Haseeno Ki
Zulfen Sanvaarta Hoon
Phir Zulfon Ke Saaye Mein
Main Raatein Guzaarta Hoon
Koi Haseena Kitni Bhi Magroor Ho
Husn Ki Duniya Mein Kitni Mashhoor Ho
Paas Ho Ke Door Ho
Masti Mein Choor Ho
Paas Ho Ke Door Ho
Masti Mein Choor Ho
Daudi Chali Aati Hain
Main Jisko Pukarta Hoon
Main Tasveer Utarta Hoon
Chaand Ki Bhi Na Padi Jinpe Kiran
Maine Dekhe Unn Haseeno Ke Badan
Mera Aisa Hai Chalan
Jaaneja O Jaaneman
Tod Ke Saare Parde
Main Sabko Niharta Hoon
Hai Main Tasveer Utarta Hoon
Thak Ke Saahil Pe Samundar So Gaya
Yaad Teri Aa Gayee Main Kho Gaya
Yeh Gaya
Main Woh Gaya
Arre Yeh Mujhe Kya Ho Gaya
Yeh Gaya Main Woh Gaya
Yeh Mujhe Kya Ho Gaya
Naam Tera Leta Hoon
Main Jisko Pukarta Hoon
Panna Ki Tamanna Hai
Singer: KISHORE KUMAR, LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Lata:
Heera Heera
Kishore:
Panna Panna
Lata:
Heera Aaona
Lata:
Panna Ki Tamanna Hai Ke Heera Mujhe Mil Jaaye
Chaahe Meri Jaan Jaaye Chahe Mera Dil Jaaye
Ho Panna Ki Tamanna Hai Ke Heera Mujhe Mil Jaaye

Haaye Ooo Ta Ra Ra Ru (2) Aaa Aaa

Heera To Pehle Hi Kissi Aur Ka Ho Chuka (2)
Kissi Ki Madbhari Aankhon Mein Kho Chuka
Yaadon Ki Dastoor Ban Chuka Dil Ka Phool
Lata:
Seene Pe Main Rakh Doon Haath Phir Khil Jaaye

Dil To Dete Hai Lete Hai Log Kayi Baar (2)
Hua Kya Kissi Se Kiya Tha Tumne Pyaar
Yaadon Ko Chhod De Waado Ko Tod De
Kishore:
Apni Jagah Se Kaise Parbat Hil Jaaye

La La La La La La La La La La La
Kishore:
Hmm Hmm Hmm La La La La La La La
Bhoola Na Mere Dil Ko Kabhi Jiss Ka Khayaal (2)
Ho Sake To Usse Mere Dil Se Tu Nikaal
Lata: Na Karoon Main Yeh Kaam To Nahin Mera Naam (2)
Kishore:
Baaton Se Yeh Zakhm-E-Jigar Kaise Sil Jaaye

Ho Eee Lo, Ta Ra Ra Ru (2)
La La La La La La La
Lata:
Heera Heera Heera
La La La La La La

Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about HEERA PANNA ...