Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film HOLIDAY

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Aashiyaan Ban Gaya

Singer: RANJIT BAROT, SHREYA GHOSHAL

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

aashiyaan ban gaya mera dil aaj se meharbaan ho gaya ishq bhi aaj se aaj ko baandh lu main in zulfon se tham lu main yeh pal meri palkon se ho jashna aaisa jhoome jahaan aaye na aaye kal kya pata aashiyaan ban gaya mera dil aaj se naseebon mein jaane likha aur kya - 2 hain kismat mein apni chupa aur kya yeh fikre khudaai tu chod ke apni tamannao ko rang de iske siva jeena hai aur kya jam gaya so gaya woh kal bhul ke aaj ki maauj mein chala jhool ke ho jashn kaisa jhoome jahaan aaye na aaye kal kya pata aashiyaan ban gaya mera dil aaj se sitaaron ko bhi aaj roko zara - 2 ho chanda ko bhi aaj toko zara saji hai dilo ki mehfil yahaan kashti yahi hain saahil yahaan paayi mohabbat ne manzil yahaan umra bhar yu chale yeh shaam toh bhi kya zindagi aaj ho tamam toh bhi kya ho jashna aaisa jhoome jahaan aaye na aaye kal kya pata aashiyaan ban gaya mera dil aaj se aashiyaan ban gaya mera dil aaj se meharbaan ho gaya ishq bhi aaj se aaj ko baandh lu main in zulfon se thaam lu main yeh pal meri palkon se ho jashn aaisa jhoome jahaan aaye na aaye kal kya pata aashiyaan ban gaya mera dil aaj se

Khwaahishon Se Yeh Suna Hain

Singer: KUNAL GANJAWALA, SHREYA GHOSHAL

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

khwaahishon se yeh suna hain pyar humko ho raha hain tum hi toh ho woh sapna jo dekha hai jee bhi liya hain tum hi toh ho woh lamha jo ab zindagi ban gaya hain raaston mein gunjata hain pyar humko ho raha hain tumhi toh ho savera jo yeh rang naye de gaya hain tumhi toh ho khazana jo dil mein hi tha mil gaya hain khwaahishon ne khwaahishon se yeh suna hain (ishaaron mein kehti hai paagal yeh hawaaen chalo raaz sabko yeh jaake batayen) - 2 tum hi toh ho jo khwaabon ko sang sang mere dekhtaa hain tum hi toh ho jo raaton ko tanhaaiya baant ta hain khwaahishon se dabe paanv dastak mohabbat ne sunaai hain dehliz pe khwaab saare le aayi ha dabe paanv dastak mohabbat ne sunaai hain dehliz pe khwaab saare le aayi tumh hi toh ho woh saaya jo saathi mera rehnuma hain tum hi toh ho sitara jo roshan kare rasta hain aasman pe yeh likha hain pyar humko ho gaya hain tum hi toh ho woh sapana jo dekha hain jee bhi liya hain tum hi toh ho woh lamha jo ab zindagi ban gaya hain

Move With My Body

Singer: DOMINIQUE CEREJO

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

dehka dehka sa yeh sama pighla dega aasmaan ab toh aaja move with my body thoda junoon thoda nasha thoda zehar thodi dawa ab toh aaja move with my body let me take you down turn you round and round oh just come on now move with my body and take you down turn you round and round turn me round and round and round aa zara sapna naya dekhen lamha naya jee le saath mein kya khabar baahon mein jo hain kal yeh miley ya phir kabhi na miley khwaahish khwaahish hain yahi sab kutch milta hai yaha ab toh aaja move with my body gehra gehra yeh bhanwar bach ke jaayega kaha ab toh aaja move with my body thodi dua thoda kehar oh just come on now move with my body khudse tu darr aye bekhabar you got me spinning round and round now yeah aa zara khwaabon ki chaai chahat ki gehrai naap le raaste kam ho ya na ho par haath tera ho haath mein meetha meetha yeh zehar behka behka yeh dhuan ab toh aaja move with my body ab main bhi main na rahi ab tu bhi tu na raha ab toh aaja

Neele Neele Aasmaan Tale

Singer: SHREYA GHOSHAL, VIJAY PRAKASH

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

neele neele aasmaan tale khwaab ke ho kaafilen chalo aaisi jagah chalen aaisi jagah chalen suraj chaand ke pare pariyon ka pata milen chalo aaisi jagah chalen aaisi jagah chalen jaha par shokh lehren ho arsa hi kutch dopahren ho daude bheegi reton par thandi raat mein ghutnon bhar samundar naap le tere hi sang mein neele neele aasmaan tale khwaab ke ho kaafilen chalo aaisi jagah chalen pairon mein sipi ho aankhon mein moti saagar se sikho toh khwaahish kya hoti suraj ka jewar hai subaha ke maathe ghoonghat na yeh karde keh do baadal se dekho oss ki boonde palkein apni moondein hai ek aaisi duniya jahaan khushiyan na dhale aao aaj usko dhund le tere hi sang mein neele neele aasmaan tale khwaab ke ho kaafilen chalo aaisi jagah chalen din doobey roshan ho jhilmil yeh taarein sab mein ek sapna hai sach honge saare raaton ka andhiyara humse kehta hai baitho toh mere ghar chanda rehta hai tum sang khwaab poora hai tum bin sab adhoora hai chahe ab yeh duniya mile ya na mile maine toh saja li hain dil mein tere hi sang mein neele neele aasmaan tale khwaab ke ho kaafilen chalo aaisi jagah chalen aaisi jagah chalen

Raqs Kar Le

Singer: SHAAN

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

raqs kar le tod de sab zanjeeren aa mila kadam sajegi woh mehfilein ho ho hain jahaan rangeen zindagi berangeen kyon ho lay pe dhadkanon ki haath mera thaamein jhoom lo o yaara taaron ki tarah chamkoge toh dekhega jahaan ha taaron ki tarah raqs kar le raqs mein hai yeh jahaan ghoomti zameen rang mein hai aasmaan hey hey hey jis tarah nadi mein naachti hai lehrein nacho tum jis tarah dilon mein naachein hai umangein naacho tum o yaara taaron ki tarah chamkoge toh dekhega jahaan ha taaron ki tarah ho ho udane do khud ko tum ha ha rokon na ab dil ko tum chu lo aasmaan raasta chahta hai kai raahi har ek raahi chahta hai ek saathi manzil chahti hai musafir har musafir ek humsafar chahta hai raqs kar le tod de sab zanjeeren aa mila kadam sajegi woh mehfilein ho ho hain jahaan rangeen zindagi berangeen kyon ho lay pe dhadkanon ki haath mera thaamein jhoom lo (o yaara taaron ki tarah chamkoge toh dekhega jahaan ha taaron ki tarah) - 2

Tauba Yeh Kya Hua

Singer: RANJIT BAROT

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

tauba yeh kya hua dil toot ke chala naseebon ne khela hain yeh khel kaisa tooti tumse dosti mere yaar andhero ne kabhi pyar se gale se lagaya mujhe o ab raat ka safar kabhi hoga khatma par yeh na jaane tum kaha ho aur honge ham kidhar toh phir yahi thik hain aapki talaash hi karen aur iss talaash mein mere yaar ummid hain yahi milenge kabhi ek baar milenge kahi mere yaar armaan the kai aur bhi hai woh kai hain yeh khaza nahi mere ho aur duniya hain nayi saath mere hote tum aur hota ek hi rasta ab raasten kai mere yaar ummid hain yahi milenge kabhi ek baar milenge kahi mere yaar

Tu Hai Bhatakta Jugnoo

Singer: SHREYA GHOSHAL

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

tu hai bhatakta jugnu koi main toh andhere ki hu pari ho tu hai awara toofan koi main udta hua tinka sahi aaj apna milan ho gaya (kis khwab ne chup chap se mera badan chu liya) - 2 tu hai bhatakta jugnu koi main toh andhere ki hu pari baahon mein leke mujhko sikha de sang mein tere naach lu sab darr mere aaj bhula de indra dhanush chu lu jaise koi mor hai naache pehli baharon mein main ek panchi sehma sehma pehli udaan bhare tune mujhe udna sikhla diya kaisa hasin yeh jadoo kiya (kis khwab ne chup chap se mera badan chu liya) - 2 hmmmm tu hai bhatakta jugnu koi main toh andhere ki hu pari ho tu hai awara toofan koi main udta hua tinka sahi aaj apna milan ho gaya (kis khwab ne chup chap se mera badan chu liya) - 2 tu hai bhatakta jugnu koi main toh andhere ki hu pari

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about HOLIDAY ...