Songs from film HUM SAB USTAD HAIN
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Ajnabi Tum Jane Pehchane
Singer: KISHORE KUMAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Ajnab
Ajnabi tum jaane pehchaane se lagte ho -2
Yeh badi ajeeb si baat hai
Yeh nayi nayi mulaaqaat hai
Phir bhi jaane kyon
Ajnabi tum jaane pehchaane se lagte ho
Tumne kabhi pyaar kiya tha kisi raahi se -2
Tumne kabhi wada kiya tha kisi saathi se
Na woh pyaar rahaa, na woh baat rahi
Phir bhi jaane kyon, ajnabi
Tum jaane pehchaane se lagte ho
Ajnabi
Dil mein rahe aur hamaara dil tod diya -2
Saath chale, mod pe aake hamein chhod diya
Tum ho kahaan, aur ham kahaan
Phir bhi jaane kyon, ajnabi
Tum jaane pehchaane se lagte ho
Yeh badi ajeeb si baat hai
Yeh nayi nayi mulaaqaat hai
Phir bhi jaane kyon
Ajnabi tum jaane pehchaane se lagte ho
Ajnabi..

Bambai Ke Ye Babu
Singer: LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
a: haay re haay, kyaa kiyaa jaa
aison se to Ram bachaaye
bambai ke ye baabu, dil lene dene aaye
ki inse Ram bachaaye, haaN inse Ram bachaaye, inse to Ram bachaaye
chorus: bambai ke ye baabu, dil lene dene aaye
ki inse Ram bachaaye
la: zaraa inse bach ke rahnaa, badnaami ho na jaaye
ki inse Ram bachaaye chorus: haaN inse Ram bachaaye la: inse to Ram bachaaye
la: roop ke ye rasiyaa, aayen hain apne gaaNv mein, rahane ko zulfon ki chhaaNv mein
roop ke ye rasiyaa, aayen hain apne gaaNv mein chorus: rahane ko zulfon ki chhaaNv mein
ban-Than ke roz ye aayen, kabhi pyaar ke gaane gaayen
dil ko sambhaale kaise koi jab peechhe hi paD jaayen

taaNk jhaaNk karnaa inkaa to pahlaa kaam hai, aison ko door se salaam hai
taaNk jhaaNk karnaa inkaa to pahlaa kaam hai chorus: aison ko door se salaam hai
chhup chhup ke Dore Daalen, chalen ulTi seedhi chaalen
ghoor ke jab ye dekhen, chhuri si dil par chal-chal jaaye

aitbaar inkaa karnaa na kabhi bhool ke, kaaNTe milenge badle phool ke
aitbaar inkaa karnaa na kabhi bhool ke chorus: kaaNTe milenge badle phool ke
bante hain dekho kaise, ki ho bhole bhaale jaise
aag lagaaye dil mein kisi ko, Khabar na hone paaye

Kya Teri Zulfein Hain
Singer: KISHORE KUMAR, ASHA BHOSLE
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
ki: uf ye nikhraa huaa chehraa, ye pareshaaN zulfe
kuchh to kahiye meri sarkaar, iraadaa kyaa hai
aa: kyaa?
ki: kyaa teri zulfen hain, aahaa
kyaa teri aaNkhen hain, aahaa
main jise umar bhar DhooNDhaa kiyaa vahi hai tu
aa: aahaa, kyaa teri baaten hain, aahaa
kyaa mulaaqaten hain, aahaa
dil jise bin mile chaahaa kiyaa vahi hai tu
ki: aahaa, kyaa teri zulfen hain
ki: ruki ruki, dabi dabi, saaNsen uf taubaa
aa: dil mein mere chubhti hui nazren uf taubaa

aa: ho-o-o-o-o, honTh tharraaye nigaahen Khud-b-Khud sharmaa gayee
ki: kyaa teri zulfen...
aa: aahaa, kyaa teri baaten hain
aa: o ho ho, aa aa aa
dheere dheere khulne lagaa raaz-e-dil meraa
ki: tune abhi chheDaa hi kyuN saaz-e-dil meraa
aa: dheere dheere khulne lagaa raaz-e-dil meraa
ki: haaN-aaN-aaN-aaN-aaN
jab tu hai saath sanam, phir koi baat sanam, maantaa hai dil kahin
aa: kyaa teri baaten...
ki: aahaa, kyaa teri zulfen hain
ki: kyaa ho agar baad-e-sabaa aaNchal Dhalkaa de
aa: aisaa na ho ki teri nazar, kahin shole bhaDkaa de
ki: kyaa ho agar aa: aaN-aaN-aaN
ki: baad-e-sabaa aa: aa haa
ki: aaNchal Dhalkaa de
aa: ho-o-o-o-o, hosh uD jaayenge aage baat kahne ki nahin
ki: kyaa teri zulfen...
aa: aahaa, kyaa teri baaten...

Pyaar Baantate Chalo
Singer: KISHORE KUMAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
ki: ho (pyaar baaNTate chalo) -
hey (pyaar baaNTate chalo) -2
kyaa hindu, kyaa musalmaan, ham sab hain bhaai bhaai
(pyaar baaNTate chalo) -2
hey, (pyaar baaNTate chalo) -2
ki: (pyaar hai zindagi ki nishaani, ye buzurgon kaa kahnaa hai yaaro
ek hi saaz ke taar hain sab, ham ko mil-jul ke rahnaa hai yaaro) -2
hey socho, kal kyaa the, dekho, ab kyaa ho
tumko le na Doobe kahin apni ye laDaai
all: (pyaar baaNTate chalo) -2
hey, (pyaar baaNTate chalo) -2
chorus: (la la la, lala la la) -2
ki: (Ram ye hai to Rahmaan tum ho, ye hai Kartaar to John tum ho
naam kuchh ho magar ye na bhoolo, sab se pahle to insaan tum ho) -2
hey, nanhe shahzaadon, kal ke naitaaon
tum se hamne kyaa-kyaa ummiden hain lagaayee
all: (pyaar baaNTate chalo) -2
hey, (pyaar baaNTate chalo) -2
ki: (ye ajantaa hai vo taaj dekho, har jagah pyaar ki hai kahaani
pyaar sadiyon se ab tak amar hai, aur har cheez hai aani jaani) -2
hey, jab tak ye duniyaa hai, tab tak ye zindaa hai
sab ne sar jhukaayaa jab inki yaad aayee
all: (pyaar baaNTate chalo) -2
hey (pyaar baaNTate chalo) -2
ki: kyaa hindu, kyaa musalmaan, ham sab hain bhaai bhaai
(pyaar baaNTate chalo) -2
hey, (pyaar baaNTate chalo) -2 ) -2

Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about HUM SAB USTAD HAIN ...