Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film JAAN (ALBUM)

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Deewane Ho Ke Ham

Singer: SONU NIGAM

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Hm hm hm hm, hm hm mm hm h
Hey hey hey hey, aa aa ha haa

Deewane ho ke ham milne lage sanam
Jab se jude hain silsile
Aankhon se ruth kar neendein chali gayeen
Na jaane kaise gul khile
Na jaane kaise pyaar hua na jaane kab iqraar hua
Ke apni baat ban gayi
Deewane ho ke ham milne lage sanam
Jab se jude hain silsile

Dhadakta hai dil tumhaare liye
Aey husn-e-jaan zara sochiye
Haan yeh kya dillagi yeh kya hai sitam
Aaye abhi abhi chal diye
Mithenge kaise yeh faasle
Deewane ho ke ham milne lage sanam
Jab se jude hain silsile
Aankhon se ruth kar neendein chali gayeen
Na jaane kaise gul khile

Muqaddar mera sanwar jaane do
Dil jo kahe woh kar jaane do
Ho meri baahon mein chale aao tum
Had se mujhe guzar jaane do
Ke aao laga loon tumko gale
Deewane ho ke ham milne lage sanam
Jab se jude hain silsile
Aankhon se ruth kar neendein chali gayeen
Na jaane kaise gul khile
Na jaane kaise pyaar hua na jaane kab iqraar hua
Ke apni baat ban gayi
Hm hm hm hm, hey la la la
Ho ho ho ho, la la la la

Jaane Kyun Main Tujhko

Singer: SONU NIGAM

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Aa haa, aa haa, aa ha
La la, la la, la la la
Jaane kyun main tujhko din raat sochta hoon
Jaane kyun main teri har baat sochta hoon
Yeh paagalpan hai yaa pyaar hai
Yeh kaisa mujhpe khumar hai
Har pal ho tujhse meri mulaqat sochta hoon
Jaane kyun main tujhko din raat sochta hoon

Tere khayalon mein khoye rehna
Mera kaam ab yehi hai
Yeh jaan le tu ki pagal dil ka
Paigham ab yehi hai paigham ab yehi hai
Ho jaye shaayad koi karamat sochta hoon
Jaane kyun main tujhko din raat sochta hoon
Jaane kyun main teri har baat sochta hoon

Milne ko aksar mile tu mujhse
Phir bhi hain faasle kyun
Dil ki lagi ne banaye hain yeh
Benaam silsile kyun benaam silsile kyun
Badlenge kaise ab yeh haalat sochta hoon
Jaane kyun main tujhko din raat sochta hoon
Jaane kyun main teri har baat sochta hoon
Yeh paagalpan hai yaa pyaar hai
Yeh kaisa mujhpe khumar hai
Har pal ho tujhse meri mulaqat sochta hoon
Jaane kyun main tujhko din raat sochta hoon

Jisne Mere Sapne Mehkaye

Singer: SONU NIGAM

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

La ra la la la la l
La ra la la la la la
Hmm jisne mere sapne mehkaye
Mujhse milke woh kyun sharmaye
Jaane uske dil mein kya kya ho
Usko sochoon to kuch ho jaaye
Na jaane ab kya kare yeh dil ki lagi
Mushkil mein aane lagi hai yeh zindagi
Yeh zindagi
Jisne mere sapne mehkaye
Mujhse milke woh kyun sharmaye
Jaane uske dil mein kya kya ho
Usko sochoon to kuch ho jaaye

Yeh dil to ab hain uska
Yeh jaan ab hain uski
Woh arzoo jeene ki
Mujhe talab hai uski
Kahe mera dil
Uska khayal
Mujhe raat din sataye
Jisne mere sapne mehkaye
Mujhse milke woh kyun sharmaye
Jaane uske dil mein kya kya ho
Usko sochoon to kuch ho jaaye

Nazar nazar se milkar
Bana hain yeh afsana
Mein jis tarah jalta hoon
Jalenga kya parwaana
Mera haale dil jaane na woh
Koi to usse bataye
Jisne mere sapne mehkaye
Mujhse milke woh kyun sharmaye
Jaane uske dil mein kya kya ho
Usko sochoon to kuch ho jaaye
Na jaane ab kya kare yeh dil ki lagi
Mushkil mein aane lagi hain yeh zindagi
Yeh zindagi
Jisne mere sapne mehkaye
Mujhse milke woh kyun sharmaye
Jaane uske dil mein kya kya ho
Usko sochoon to kuch ho jaaye

Main Pyaar Hoon Tera

Singer: SONU NIGAM

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Main pyaar hoon tera jaane na t
Jaane na tu haan maane na tu
Main pyaar hoon tera jaane na tu
Jaane na tu haan maane na tu
Tera hi aashiq hoon mein
Mujhko tu pehchaan le
Yun to mein mar jaaoonga
Kehna mera maan le
Kehna mera maan le
Main pyaar hoon tera jaane na tu
Jaane na tu haan maane na tu

Aaya hoon mein paas tere ae sanam
Dil mein chupa ke laya tere ghum
Kya karoon tu bata meri hai kya khata
Kyon pyaar mein mujhe tadpaaye tu
Tadpaaye tu kyon tarsaaye tu
Kyo pyaar mein mujhe tadpaaye tu
Tadpaaye tu kyon tarsaaye tu

Maine tere naam likh di zindagi o o
Kitni bhi karle mujhse berukhi
Le mera imtihaan aur bhi aazmaan
Har saans mein tere bas jaaoonga
Ek din tujhe haan mein paaoonga
Main pyaar hoon tera jaane na tu
Jaane na tu haan maane na tu
Tera hi aashiq hoon mein
Mujhko tu pehchaan le
Yun to mein mar jaaoonga
Kehna mera maan le
Main pyaar hoon tera jaane na tu
Jaane na tu haan maane na tu
Main pyaar hoon tera jaane na tu
Jaane na tu haan maane na tu

Mere Dil Mein Rehne Wali

Singer: SONU NIGAM

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Mere dil mein rehne wali mujhe apna kehne wali -
Dhadkanon ka ehsaas tu hai
Har ek lamha mere paas tu hai
Tere siva na chahat hai koi
Na hain koi armaan
O meri jaan meri jaan meri jaan
Meri jaan meri jaan meri jaan

Hmm bahut chahane laga hoon meri jaan tujhe
Haan ke ab aazma rahi hain mohabbat mujhe
Kaisa hain yeh mera deewanapan -2
Har taraf hain tera nazara
Tujhko paya to dil pukara
Tere siva na chahat hain koi
Na hain koi armaan
O meri jaan meri jaan meri jaan meri jaan
Meri jaan meri jaan meri jaan meri jaan meri jaan

Larazte labon se tera woh kehna sanam
Ho mere saath saath har pal tu rehna sanam
Tere bin mujhe ab nahi jeena -2
Kis janam ka yeh silsila hai
Tu mili to sab kuch mila hai
Tere siva na chahat hai koi
Na hain koi armaan
O meri jaan meri jaan meri jaan meri jaan
Meri jaan meri jaan meri jaan meri jaan meri jaan
Mere dil mein rehne wali mujhe apna kehne wali -2
Dhadkanon ka ehsaas tu hai
Har ek lamha mere paas tu hai
Tere siva na chahat hai koi
Na hain koi armaan
O meri jaan o meri jaan meri jaan o meri jaan
Meri jaan meri jaan meri jaan meri jaan meri jaan

Tera Milna Pal Do Pal Ka

Singer: SONU NIGAM

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Chaaha hai tujhko chaahat se zyaad
Samjha hai tujhko mohabbat se zyaada
Yeh main jaanta hoon yaa mera dil jaanta hai
Ho......ho.....ho.....ho.....

Tera milna pal do pal ka meri dhadkane churaye
Darr hai mujhe pyaar tera meri jaan le na jaaye
Tu bataa kis tarah jiya jaaye haay haay
Tera milna pal do pal ka meri dhadkane churaye
Darr hai mujhe pyaar tera meri jaan le na jaaye
Tu bata kis tarah jiya jaaye haay haay
Ho......Ho.....Ho.....Ho.....

Aa meri jaan mera sab kuch tu apna kar le
Bas meri chaahat se rishta karle
Tere liye mein kuch bhi ho sakta hoon
Magar mere liye tu woh hai
Jiske liye mein saans leta hoon
Ho......ho.....ho.....ho.....

Poochho na kya hota mujhe
Paas jo tu na ho to
Ruke meri saanson ki laher
Soch zara yeh tu bhi
Pyaar mein tere mujhe
Diya hai jo waadon ka zaher
Kis tarah zaher yeh piya jaaye haay haay
Tera milna pal do pal ka meri dhadkane churaye
Darr hai mujhe pyaar tera meri jaan le na jaaye
Ho......ho.....ho.....ho.....

Chupke chupke dil mein tune aag laga di yeh kya
Main to teri yaadon mein jala ho
Lakh sambhala phir bhi dil yeh deewana mera
Tere hi ishaaron pe chala
Imtihan aur kya diya jaaye haay haay
Tera milna pal do pal ka meri dhadkane churaye
Darr hai mujhe pyaar tera meri jaan le na jaaye
Tu bata kis tarah jiya jaaye haay haay
Ho......ho.....ho.....ho.....

Tu Har Pal Aane Lagi

Singer: SONU NIGAM

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Tu har pal aane lagi hain naza
Deewanapan is kadar
Mein aksar darta hoon yeh sochkar
Deewanapan is kadar
Yeh kaisa tera pyaar hain -6
Tu har pal aane lagi hain nazar
Deewanapan is kadar
Mein aksar darta hoon yeh sochkar
Deewanapan is kadar

Nadan shayad hua hain yeh dil
Maane na kyun baat meri
Jo chahata hai woh kar jaata hai
Jab yaad aati hai teri
Yun to kabhi pehle na thi haalat meri humsafar
Tu har pal aane lagi hain nazar
Deewanapan is kadar
Mein aksar darta hoon yeh sochkar
Deewanapan is kadar
Yeh kaisa tera pyaar hain -6
Tu har pal aane lagi hain nazar
Deewanapan is kadar

Har saans mein ghulti khushboo hai tu
Hota hai mehsoos mujhko
Us pal meri jaan nikalne lagi
Jis pal mein dekhoon na tujhko
Khwaabon mein tu yaadon mein tu
Aankhon mein tu tu hi tu
Tu har pal aane lagi hain nazar
Deewanapan is kadar
Mein aksar darta hoon yeh sochkar
Deewanapan is kadar
Yeh kaisa tera pyaar hain -6
Tu har pal aane lagi hain nazar
Deewanapan is kadar
Mein aksar darta hoon yeh sochkar
Deewanapan is kadar

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about JAAN (ALBUM) ...