Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film JAHAN-E-KHUSRAU (THE REALM OF THE HEART - LIVE)

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Chonani Dar Nazar Nazarregan Ra

Singer: SHUBHA MUDGAL

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

(chonani dar nazar nazarregan r
ki raunaq beshitar mahpaargan ra) - 2
[the lovers behold your limitless beauty a thousand idols fade away]
chonani dar nazar

ishq hai jism ka mume?? koi dusara nahi
main bhi tere siva nahi, tu bhi mere siva nahi

tu dar khabe khush o man bi tu har shab
shomaram ta sahar sayyargan ra
[as dark nights engulf you in deep slumber i count the stars till dawn (as if they were you)]
chonani dar nazar nazarregan ra
ki raunaq beshitar mahpaargan ra
chonani dar nazar

asta nahi talab nahi
raah nahi, rehnuma nahi
ishq hai khud hi muaawa
ishq mein mudwaa nahi
???
???
chonani dar nazar nazarregan ra
ki raunaq beshitar mahpaargan ra
chonani dar nazar

haal?? mein wo ghum se door, mehab hai dil tere hujoor
ranj nahi, khushi nahi, dard nahi, dawa nahi
ravi gar aisa ba darakha na yevu
??? gussa yeh aawaarega ra
chonani dar nazar nazarregan ra
ki raunaq beshitar mahpaargan ra
chonani dar nazar

sharre dilo nazar jaheel, sarre jabaane ishq hai
labj nahi, bayaan nahi, sut nahi, sada nahi

dil-e diwaana-e khusrau niko neest
che goyam bad pari rukhsargaan ra
[all is not well with khusrau' s heart o fair faced beloved, what shall i say to you?]
chonani dar nazar nazarregan ra
ki raunaq beshitar mahpaargan ra
dil-e diwaana-e khusrau..............
che goyam bad pari rukhsargaan ra

(chonani dar nazar nazarregan ra
ki raunaq beshitar mahpaargan ra) - 2

Ghaflat Na Thi Tassbure Didaar-E-Yaar Tha

Singer: SHUBHA MUDGAL

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

ghaflat na thi tassbure didaar-e-yaar tha -
nazaara yeh jamaal mein gum??- 2
intjaar tha
ghaflat na thi tassbure didaar-e-yaar tha

huaal?? mein sukun mein - 2
ke aalam sukun mein hai
huaal?? mein sukun mein, ke aalam sukun mein hai
main bekarar tha - 2
ke jahaan bekaraar tha
main bekarar tha, ke jahaan bekaraar tha
ghaflat na thi tassbure didaar-e-yaar tha

saathi teri sharaab mein - 2
yeh khaas baat thi
saathi teri sharaab mein, yeh khaas baat thi
nasha bakadre hausalaaye baadaakhaar tha - 2
ghaflat na thi tassbure didaar-e-yaar tha

koi gunaah hosh se badhkar gunaah nahi - 2
jo mast ho gaya wo - 3
bada hoshiyaar tha
jo mast ho gaya wo, bada hoshiyaar tha - 2

main ho gaya gubbaare rahe dost ai jaheen - 2
phir bhi kisike khaatire - 2
naazuk pebaar tha
ghaflat na thi tassbure didaar-e-yaar tha
nazaara yeh jamaal mein gum?? intjaar tha

Jo Jalwa Gaahe Yaar Hai

Singer: SHUBHA MUDGAL

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

(jo jalwa gaahe yaar hai - 2), woh dil yahi toh ha
jo jalwa gaahe yaar hai, woh dil yahi toh hai
(hum jis jagah hai husn ki - 2) manjil yahi toh hai
jo jalwa gaahe yaar hai

khud ko na dekhana hai tujhe dekhane ki shart - 2
jo darmiya hijaab hai - 2 haayal yahi toh hai
jo jalwa gaahe yaar hai, woh dil yahi toh hai
jo jalwa gaahe yaar hai

(har jaraa dil fareb hai - 2), har jalwa jaanawaaj
har jaraa dil fareb hai, har jalwa jaanawaaj
(har gaam pe gumaah hai - 2), ke manjil yahi toh hai
jo jalwa gaahe yaar hai, woh dil yahi toh hai

halaki si ek mauje tabssum mein bah gaya - 2
(jo bahere bekanaar tha - 2), woh dil yahi toh hai
jo jalwa gaahe yaar hai

abb har adaaye husn pe hota hai yeh gumaah - 2
(jo loot le gaya hai - 2), mera dil yahi toh hai
jo jalwa gaahe yaar hai, woh dil yahi toh hai
jo jalwa gaahe yaar hai

dil mujhse keh raha hai tere dil ki baat bhi - 2
(aayina aayine ke - 2) mukaabil yahi toh hai
jo jalwa gaahe yaar hai, woh dil yahi toh hai

dono jahaan ko teri muhabbat mein bhulana - 2
(ik baat yaad rakhane ke - 2), kaabil yahi toh hai
jo jalwa gaahe yaar hai, woh dil yahi toh hai
jo jalwa gaahe yaar hai

ai dosto jaheen ko pehchaanata hoon main - 2
(sabse alag jo sab mein hai - 2) shaamil yahi toh hai
jo jalwa gaahe yaar hai, woh dil yahi toh hai - 2
hum jis jagah hai husn ki manjil yahi toh hai
jo jalwa gaahe yaar hai - 3

Main Hosh Mein Hoon To Tera Hoon

Singer: SHUBHA MUDGAL

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

main hosh mein hoo
hosh mein hoon, hosh mein hoon...
main hosh mein hoon to tera hoon, tera hoon, tera hoon
main hosh mein hoon to tera hoon, tera hoon, tera hoon, tera hoon
deewaana deewaana deewaana deewaana deewaana
deewaana hoon to tera hoon, tera hoon, tera hoon
main hosh mein hoon to tera hoon, deewaana hoon to tera hoon
hoon raaj agar, hoon raaj agar
hoon raaj agar to tera hoon - 2
afsaana hoon
afsaana hoon to tera hoon, tera hoon, tera hoon

barbaad kiya barbaad huva
aabad kiya aabaad huva
barbaad kiya barbaad huva
aabad kiya aabaad huva
viraana hoon, viraana hoon
viraana hoon to tera hoon, tera hoon, tera hoon
viraana hoon to tera hoon
kaashaana aa aa aa... kaashaana hoon
kaashaana hoon to tera hoon, tera hoon, tera hoon

(iss teri tajjali ke kurbaan
kurbaan-e tajjali har unava) - 2
main shamma bhi hoon, shamma shamma shamma
main shamma bhi hoon to tera hoon - 3
parwaana hoon to tera hoon, tera hoon, tera hoon

tu mere kaif ki duniya hai - 2
tu meri masti ka aalam
paimaana hoon, paimaana hoon
(paimaana hoon to tera hoon - 2), tera hoon, tera hoon
maikhaana hoon
maikhaana hoon to tera hoon, tera hoon, tera hoon

har jarra jaheen ki hasti ka - 2
tasveer hai teri sar-taa-pa
har jarra jaheen ki hasti ka, tasveer hai teri sar-taa-pa
woh kaabaa-e-dil dhaanewaale - 2
butkhaana, butkhaana hoon to tera hoon, tera hoon, tera hoon
main hosh mein hoon to tera hoon - 2
deewaana hoon to tera hoon
deewaana, deewaana, deewaana, deewaana.........

Maula Ali Ho...

Singer: SHUBHA MUDGAL

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Maula Ali, Maula Ali Ho..
Maula Ali, Maula Ali
Maula Ali, Maula
Maula Ali, Maula Ali
Maula Ali, Maula Ali...............

Maula Ali Ho Karmava Baanaaye Devo
Maula Ali Ho, Maula Ali Ho Karmava Baanaaye Devo
Maula Ali, Maula Ali Karmava Baanaaye Devo
Maula Ali Karmava Baanaaye Devo
Baanaaye Devo Maula
Maula Ali, Maula Ali Ho Karmava Baanaaye Devo
Maula Ali Karmava Baanaaye Devo
Maula Ali

Nabhiji Nabhiji Hamari, Nabhiji Hamari Madhayya Chabaaye Devo
Nabhiji Hamari Madhayya Chabaaye Devo - 2
Dar Badari Hai, Dar Badari Hai, Dar Badari Hai
Ke Maula Basaaye Devo
Maula Ali Ho, Maula Ali Ho
Maula Ali, Maula Ali, Maula Ali..........
Maula Ali Ho Karmava Baanaaye Devo


Humse Garibvan Ke, Humse Garibvan Ke
Haan Humse Garibvan Ke, Humse Garibvan Ke Sudh Levo Aaka
Aaka Aaka Sudh Levo Aaka, Sudh Levo Aaka
(Humse Garibvan Ke Sudh Levo Aaka
Ke Dar Par Tumhaare Jo Sar Hai Jhukaata) - 2
Kabhi Bhi Woh Maayus Waapas Naa Jaata - 2
Ke Mangata ??? Tumhaare, Ke Mangata ??? Tumhaare
Ke Mangata Tumhaare Sahaare Hai Daata
Maula Ali Ho, Maula Ali Ho
Hey Maula Ali Ho, Maula Ali Ho......
Maula Ali Ho, Maula Ali Ho Karmava Baanaaye Devo
Maula Ali Ho Karmava Baanaaye Devo - 2
Maula Ali Ho

Karam Aashana, Karam Aashana
Karam Aashana Jindagi Ho Hamaari
Hamaari Hamaari, Karam Aashana Jindagi Ho Hamaari
Karam Aashana Jindagi Ho Hamaari - 2
Hamesha Rahe Yeh Muhabbat Pujaari - 2
Karam Aashana Jindagi Ho Hamaari, Hamesha Rahe Yeh Muhabbat Pujaari
Hame Rakhana Apane Hi Dar Ka Bhikaari, Dar Ka Bhikaari, Dar Ka Bhikaari
Dar Ka Bhikaari, Dar Ka Bhikaari
Hame Rakhana Apane Hi Dar Ka Bhikaari
Ke Yeh Aasmaano Jameen Hai Tumhaari
Maula Ali Ho, Maula Ali Ho Karmava Baanaaye Devo
Maula Ali Ho Karmava Baanaaye Devo, Karmava Baanaaye Devo
Maula Ali Ho Karmava Baanaaye Devo
Maula Ali Karmava Baanaaye Devo
Maula Ali, Maula Ali, Maula Ali..........

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about JAHAN-E-KHUSRAU (THE REALM OF THE HEART - LIVE) ...