Songs from film JALATI NISHAANI
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Alabadro, Muntakhibul
Singer: LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
(alabadro muntakhibul ? ab ye dol) -
chaand pe baadal chaagaya
? ab ye dol
chaand pe baadal chaagaya
? ab ye dol
halaka halaka ujala ujala chaand pe baadal chaagaya
? ab ye dol
husn kisi ka thandi aah
alabadro
aaine mein jala charaag
muntakhibul
husn kisi ka thandi aah
aaine mein jala charaag
haay re nazarein bahaki bahaki
bahaki bahaki
haay re nazarein bahaki bahaki ? sharama gaya
chaagaya re chaagaya, chaand pe baadal cha gaya
haay javaani haay shabaab
mil na saka nazaron ko jawaab
muntakhibul
haay javaani haay shabaab
mil na saka nazaron ko jawaab
o shamaa-e-muhabbat chhupake chhupake
chhupake chhupake chhupake chhupake
shamaa-e-muhabbat chhupake chhupake
koi jalaakar chala gaya chala gaya chala gaya

Kah Rahi Hai Zindagi, Ji Sake To Ji
Singer: HEMANT
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
kah rahi hai zindagi, ji sake to j
kah rahi hai zindagi, ji sake to ji
ek jaam pyaar ka, pi sake to pi
kah rahi hai zindagi, ji sake to ji
jaam ye usi ka hai
jaam ye usi ka hai, jo aage bade ke thaam le
intazaar kisaliye, jaam utha jaam le
jaam utha jaam le
aasmaan ke haath se, chhin le khushi
kah rahi hai zindagi
husn hai khaamosh, kyon
husn hai khaamosh (electrifying pause) kyon, ishq beqaraar hai saamne
bitha ke tujhako, tera intazaar hai
tera intazaar hai
ho
shokhiyon ki phuljhadi (small pause) kuchh to idhar bhi

Ruuth Ke Tum To Chal Diye
Singer: LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
ruuth ke tum to chal diye, ab main duwa to kya karuu
jisane hamein juda kiya, aise kuda ko kya karuun
jine ki aarazu nahin, haal na puuchh chaaraagar
dard hi ban gaya dava, ab main dava to kya karuun
sunake meri sadaa-e-gam, (ro diya aasamaan bhi) - 2
tum tak na jo pahunch sake, aisi sada ko kya karuun

Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about JALATI NISHAANI ...