Songs from film JHAANJHAR
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Ai Pyaar Teri Duniya Se Ham
Singer: LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
bahaarein bech daali, phuunk daala aashiyaane k
zara si raakh rakh di, bevafa tere dikhaane ko
ai pyaar teri duniya se ham bas itani nishaani leke chale
ek tuuta hua dil saath raha, ek roti javaani leke chale
aaye the bade aramaan liye, sine mein kayi tuufaan liye
anjaam ye hai, sine mein dabi ek gam ki kahaani leke chale
ae pyaar teri duniya se ham
do din ki muhabbat mein aakhir, ham teri gali se kya lete
itani bhi navaazish hai teri, aankhon mein ye paani leke chale

Chhed Gayo Mohe Sapane Mein Shyaam
Singer: LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
chhed gayo moh
sapane mein shyaam
o o o
nindiya khuli to main akeli thi raam
chor salona aaya, sapanon mein chori chori
jhuume phire aake haaye
pakadi kalayiya mori
dar dar puuchha main ne, chor ka naam
- kya bolaa?
kahane laga shyaam
o o o
nindiya khuli to main akeli thi raam
bhuule se kah di main ne, sapane ki batiyaan
sakhiyaan udaaye meri
sudh din ratiyaan
ghadi-ghadi kahe kahaan gayo tera shyaam
- are phir
main to ho gayi badanaam

Ji Chaahata Hai Ab To, Duniya Se Ruuth Jaayein
Singer: LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
ji chaahata hai ab to, duniya se ruuth jaayei
honthon pe a rahin hain, ab maut ki duaayein - 2
o bevafa zamaane, chalate na tir gam ke
dil na agar lagaate, dhokhe mein a na jaate - 2
ye din na dekhate ham, aansu na yuun bahaate
do din to muskuraate - 2
ghir ghir ke yuun na aati, ashqon bhari ghataayein
honthon pe a rahin hain, ab maut ki duaayein
ji chaahata hai

Mausam Hai Thanda Thanda
Singer: LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
mausam hai thanda thanda, a khelein gilli dand
to bada maza aayega, bada hi maza aayega
maiyya ?? chori chori, main aayi daudi daudi
jo pata chal jaayega
to bada maza
milajul ke khelein saare, koyi jeet jaaye koyi haare
maar jo dande ki laage, kar kar kar ???
saamane jo aayega, vo chit jaayega - 2
to bada maza
mausam hai thanda thanda
ye khel hai bada suhaana
bada suhaana, bada suhaana
ye khel hai bada suhaana
sab khelon ka hai naana
bada suhaana, bada suhaana
sab khelon se achchha
a aa
isase khele hai bachcha bachcha
a aa
baazi jo lagaayega, mauj vo udaayega - 2

Mohe Laage Saara Jag Phika Phika
Singer: LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
mohe laage saara jag phika phik
laage jag phika phika
maara tir ye kaisa tikha tikha
balam tikha tikha laage, jag phika phika
teri aankhon ne kiye hain jo ishaare
mere dil ke bane hain vo sahaare
tere nainon mein balam ye kya dikha re
tere nainon mein balam, tikha tikha laage
jag phika phika
mohe laage saara
tuune naina jo mujhase milaaye
mere honthon se nikali haaye haaye
huwa haal bura mere ji ka re
huwa haal bura mere ji ka

Raat Barasaat Ki, Pahali Mulaaqaat Ki
Singer: LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
aa a
raat barasaat ki, pahali mulaaqaat ki
yaad rakho balamaa- 3
yaad rakho balama, jo ruuthne ki baat thi
buund buund barase, dil mera tarase
pahali pahali baar piya, nikali huun gharase- 2
chori chori aake sainyyaa- 2
main ne mulaaqaat ki
raat barasaat ki
bijali ne roka, paani ne toka
chali aayi sochake jo hoga so hogaa- 2
tere liye thand sahi- 2
bhigi bhigi raat mein

Tum Bin Meri Kaun Khabar Le
Singer: LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
tum bin meri kaun khabar l
govardhan giridhaari - 2
mor mukut pitaambar sohe - 2
kundal ki gat nyaari re
govardhan giridhaari
bhari sabha mein draupadi ????? - 2
raakho laaj hamaari re
govardhan giridhaari
mira ke prabhiu giridhar naagar - 2
charan kamal balihaari re
govardhan giridhaari
govardhan giridhaari - 2
mor mukut pitaambar sohe - 2
kundal ki gat nyaari re
govardhan giridhaari
bhari sabha mein draupadi ????? - 2
raakho laaj hamaari re
govardhan giridhaari
mira ke prabhiu giridhar naagar - 2
charan kamal balihaari re
govardhan giridhaari
Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about JHAANJHAR ...