Songs from film JODI NO. 1
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Laal Chunariya
Singer: SONU NIGAM AND ALKA YAGNIK
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
--MALE-
(Dil dhak dhak karta hai re
Tujhpe hi marta hai re
Sun kya kya kehta hai re) - 2
O mere sona, hai roop salona
Tera kya kehna re
Laal chunariya waali pe dil aaya re
Arre laal chunariya waali pe dil aaya re
Dil dhak dhak karta hai re
Tujhpe hi marta hai re
Sun kya kya kehta hai re

--FEMALE--
La la la la laa la la la laa - 2
--MALE--
Oh, jab chaand sanam chhat pe aaye
Teri yaad mujhe tadpaa jaaye
Jab chand sanam chhat pe aaye
Teri yaad mujhe tadpaa jaaye
--FEMALE--
Yaadon mein hi rehna gum
Taarein ginta rehna tum
Khayaalon ke laddu khaate rehna tum, haan
Khayaalon ke laddu khaate rehna tum
--MALE--
O maine laddu bantwaana, maine band bajwaana
Tainu pyaar sikhaana re

Karle karle pyaar karle re, o saloni pyaar karle re - 2
--FEMALE--
La la la la, la la la ra la, la la la la la - 2
--MALE--
(Kya cheez hai tu, kya lagti hai
Kya adaa hai yeh, kya masti hai) - 2
--FEMALE--
Mastiyaan lutaaoongi, adaayein dikhaaoongi
Par main teri baaton mein naa aaoongi, haan
Par main teri baaton mein naa aaoongi
--MALE--
O tainu kangana pehndaana, tainu dholi mein baithaana
Tainu angana mein laana re

O mere sona, hai pyaar salona
Tera kya kehna re...

Main mast kudi
Singer: SUNIDHI CHAUHAN AND SONU NIGAM
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
--FEMALE-
Main mast kudi, tu bhi mast mast munda hai
Hai, main mast kudi, tu bhi mast mast munda hai

Main bhi haseen, tu bhi zabardast munda hai
Main mast kudi, tu bhi mast mast munda hai - 2

Tujhse nazar ladi khushboo se kudi
Tune chhuaa to roop ki masti chhalak padi
--MALE--
Ae meri phuljhadi, ruk jaa tu ek ghadi
Yeh dil fisal gaya mera, chikni hai tu badi - 2
--FEMALE--
Baatein naa banaa
--MALE--
Hoi hoi, ho ho hoi
--FEMALE--
Baatein banaa raha hai, bada chust munda hai - 2

Yeh husn ka dariya, chhalka hua nasha
Main tujhpe fidaa ho gaya, honton se tu pilaa
--FEMALE--
Kya khoob jamegi dono ki yeh jodi
--MALE--
Kya khoob jamegi dono ki yeh jodi
Chaahat ke faisle mein abhi dair hai thodi
--FEMALE--
Dil chheen liya
Dil chheen liya tune, bada sakht munda hai - 2
Main bhi haseen, tu bhi haseen

Teri bindiya udaake le gayi
Singer: ABHIJEET AND SUNIDI CHAUHAN
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
--MALE-
Teri bindiya udaake le gayi meri nindiya

Haan, haan, haan teri bindiya udaake le gayi meri nindiya
Main jaag raha hoon, so gaya saara India
--FEMALE--
Meri bindiya udaake le gayi tere nindiya
Oh meri bindiya udaake le gayi tere nindiya
Tu jaag raha hai, so gaya saara India
--MALE--
Eh teri bindiya udaake le gayi meri nindiya

(Meri jaan kisi ki jaan ko jaate dekha hai
Main jaan lutaa doonga tujhpe yeh socha hai) - 2
--FEMALE--
Tu ek luteraa hai, dil tune lutaa hai
Main kya jaanoon tu sachcha hai ke jhootha hai
--MALE--
Tune kar liya qaabu, jaadu mujhpe kiya kiya - 2

Oye oye oye, meri bindiya udaake le gayi tere nindiya

(Maine jab se diya hai jaaneman yeh dil tujhko
Mujhe teri kasam hai chain nahin ek pal mujhko) - 2
--FEMALE--
Haalat mere bhi kuch kuch tere jaisi hai
Bechain bada karte hai, mohabbat kaisi hai
--MALE--
Ab kya darna, jab pyaar kiya to kiya kiya - 2

Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about JODI NO. 1 ...